Taish- ISHQ dil me kabhi agar rakhiye...!!

by ghayal_shayar on September 29, 2014, 07:14:47 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1606 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #15 on: September 30, 2014, 05:47:26 PM »
Reply with quote
beshak bahut umdaa

sire ji thanku... Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Taish- mujhe ishq hi BEWAFA se hua hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Taish- BEADAB ishq hai...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
' Taish ' paagal hai ISHQ meN unke...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Taish- kabhi GEETA, kabhi QURAAN de kar...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
TAISH—ishq andar tadapti MACHHLI hai...!! by ghayal_shayar in Ghazals
ParwaaZ
Guest
«Reply #16 on: October 01, 2014, 06:55:12 AM »
Reply with quote

Taish jee Aadaab ...!

Waah janab behad umdaa aur laa jawaab kalaam kahi hai ... kia hii khoobsurat khayaaloN ko beintehaaN khoobsurti se bayaaN kiya hai janab ...

Bus dilshaad ho gaya is kalaam ko padhkar ...
Is laa jawaab kalaam par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye ...

Likhate rahiye... bazm ko roshan O aabaad karte rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...


Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: October 01, 2014, 09:46:12 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

hriday bhai tahe dil se aapka shukriya ahusla afzaayi ka...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #18 on: October 02, 2014, 11:38:47 AM »
Reply with quote

bahot khoob Applause Applause Applause Applause Applause Applause



adil ji bahut bahut shukriya....!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #19 on: October 02, 2014, 05:25:29 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaH Janaab nihaayat umdah, dheron daad.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 icon_salut Thumbs UP icon_salut Thumbs UP icon_salut Thumbs UP icon_salut Thumbs UP icon_salut Thumbs UP icon_salut Thumbs UP icon_salut Thumbs UP icon_salut


surindarn saaheb, bahut bahut nawazish...  Usual Smile
Logged
sbechain
Guest
«Reply #20 on: October 02, 2014, 09:27:40 PM »
Reply with quote
Nikhat Iftikhar saahiba ke misre pe ek tarhi ghazal pesh-e-khidmat hai...


ishq dil me kabhi agar rakhiye...
dard sehne ka bhi jigar rakhiye...
isliye ishq ki himmat nahin karti hoon dekha hai haal main ne ashique aur maashooqa ka Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
khud ko is tarah bekhabar rakhiye,
bekhabar ho ke sab khabar rakhiye...
mujhe ye hunar nahin aataa hai main ba-khabar ho kar bhi be-khabar rahti hoon icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
kar ke beparda dekhtiN mujhko,
"apni nazron pe kuch nazar rakhiye..."
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =)) =))bahut baariki se dekti hain dekhne waalo.n ki nazro.n ko janaab ki nazar !/b]
jiski manzil pata nahi mujhko,
aap aisa koi safar rakhiye...
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =)) ajeeb baat hai yahaan jaan kar bhi loag manzil tak nahin pahoonch paate aur inn janaab ka shauk to dekhiye!
ab na paagal banaiye mujhko,
apne jazbaat baandh kar rakhiye...
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))mujhe to mazaa aataa hai kyaa karoo.n!
khatm ho jaani hai yahaaN har cheez,
khoob rakhiye ke khoob-tar rakhiye...
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard yahaan mokhtasar bhi mayasaar nahin aap khoobtar ki baat karte ho !
mujhko ehsash ho ke saath haiN aap,,
hoNthoN ko mere honthoN par rakhiye...
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard ek anaar 100 bimaar her aashique yehi tamanna liye baitha hai!
aap to jhoothi baateN karte ho,
kam se kam lehja pur-asar rakhiye...
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =)) Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard main such bhi kahoo.n to jhoot lage hai ji kya karoo.n!
mujhse khud baat kijiye aa kar,
meri khaatir na naama-bar rakhiye...
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =)) Laughing hard Laughing hard =))tum tak pahoonchte pahunchte lafz jaane kahaan ghaayab ho jaate hain!
chand lamhe bache haiN zindagi meiN,
guftgu thodi mukhtasar rakhiye...
main bahooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooot boltiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii hoo.n  speaking 1000 words/ minute Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
aap tanha nahiN rahenge kabhi,
aafateiN chand apne ghar rakhiye..


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =)) Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))busss ji aap ka hi intezaar hai kab aa rahe ho mere ghar!


wah wah wah mere  ghayal shayar ji bahut khoob icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #21 on: October 03, 2014, 05:47:33 AM »
Reply with quote
वाह.....वाह....वाह....

बहुत ही खूब.....

ढेरों दाद और तहे दिल से मुबारकबाद....

amit saaheb aapki daad sar aaNkhon pe, bas aage bhi yuNhi satah nibhate rahiye...!! Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #22 on: October 03, 2014, 11:13:33 AM »
Reply with quote
Bahut hi umda. Ek rau kabool kijiye



gujral saaheb zarra nawazi ka shukriya janab...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 09:00:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.179 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer