Tera darde judaii baayaN karoon to kaise karooN

by javedarshad on May 27, 2009, 05:38:37 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2935 times)
javedarshad
Guest
«Reply #15 on: May 28, 2009, 03:22:39 PM »
Reply with quote
roja ji


shukria aap ka



javed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaise Mohabbat Karoon..... by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
kaise Karoon Bayaan by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
kaise byaan karoon by sshama in Shayri-E-Dard
MaiN Bayaan Kaise KarooN Ise, Mere Dil meN Kaisa Suroor Hai. by Ghulam Haider in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nabi {SAWS} Ke Karam Ka Karoon Kaise Shukr Adaa,. by Azeem Azaad in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
javedarshad
Guest
«Reply #16 on: May 28, 2009, 03:23:18 PM »
Reply with quote
Kaash



bahut bahut shukria






javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #17 on: May 28, 2009, 09:16:58 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukria

aapka janabe man








javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #18 on: June 01, 2009, 01:40:34 PM »
Reply with quote
Qadeer Sb

aap ki tareef aur husne zan ka bahut bahut shukria


khushyee huyee aap ko is adna ki ghazal pasand aayee
 duaaun mein yadd rakhain
wassalam




javed
Logged
aaina
Guest
«Reply #19 on: June 02, 2009, 10:08:15 AM »
Reply with quote
Meri Taza Ghazal



Shab-e- gham ki tanhaii bayaN karoon to kaise karooN
Tera dard-e-judaii bayaN karoon to kaise karoon

Tum they, bersaat thee, aur ghana darakht tha
Tapish bheege badan ki bayaaN karoon to kaise krooN


Main tha, tera lams tha  aur rooh ki gahraii thee
Woh rooh afzaaN jazbaat bayaaN karoon to kaise karooN

Woh hathoN ki thertharahat,woh hoontoN ki kapkapahat
Aankhon mein surkh doore, bayaaN karoon to kaise karooN

Laboon per tha tabbasum, aankhoN mein thee shararat
Aaghoosh mein tera machalna  bayaaN karooN to kaise karooN

Javed kis tarah se ab kataingee  meri raataiN
Tu hai aur yeh shab-e- tanhaii bayaaN karoon to kaise KarooN



Javed


salam, javed sahab sabse pehle to aapka bhut bhut shukriya ke aapne hame apne taaza kalaam se nawaaza, ek mukammal kalaam ziyada kuch nahi kahunga jo bhi keh rhi hai aapki ghazal keh rhi hai mashallah........umeed hai ki aap apne taaza kalaamo se hame youn hi ru ba ru karate rahenge......hame seekhne ko milta rahega
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #20 on: June 03, 2009, 12:38:38 AM »
Reply with quote
Aaina


aapki muhabbat aur nawazish ka shukria,

aapnepasand kiya hamari mehnat wasool










javed




Logged
Roja
Guest
«Reply #21 on: June 03, 2009, 02:21:46 AM »
Reply with quote
Bahut accha laga padkar... Javed ji  Applause
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #22 on: June 05, 2009, 03:20:48 PM »
Reply with quote
Roaja ji


muhabbat hai aap ki

bahut bahut shukria




javed
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 05:10:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.176 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer