Woh Bachpan Ka Befikr Zamaana Yaad Aata Hai,

by Rajnish.raaj on February 17, 2013, 02:16:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 5703 times)
Rajnish.raaj
Guest
Reply with quote
Woh Bachpan Ka Befikr Zamaana Yaad Aata Hai,
Khwaabon Khilauno Ka Khazaana Yaad Aata Hai.

Zamaane Ke Ghumo Se Anjaan Woh Waqt Apna,
Pal Mein Rona Phir Muskurana Yaad Aata Hai.

Khilauno Ki Bastiya Woh Apna Khelon Ka Jahaan,
Khud Ka Ruthna Aur Manana Yaad Aata Hai.

Ye Kahaan Aa Gaye Hum Us Zindagi Se Door,
Aaj Bhi Woh Waqt Ka Taraana Yaad Aata Hai.

Woh Dopahar Ki Dhoop Woh Sharartein Apni,
Woh Haseen Pal Khushiyan Lutana Yaad Aata Hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujhey yaad aati hain bachpan ki baatein by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
mujhey yaad aati hain bachpan ki baatein by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Sharab Mujhe Bachpan Ki Yaad Dilata Hai by Devdas_online in Shayri-E-Dard
Mujhe wo bachpan yaad aata hai by Sunil Malhotra in Miscellaneous Shayri
Bachpan ka Zamaana By J N Mayyaat by J N mayyaat in Shairi - E - Zindagi
sarfira
Guest
«Reply #1 on: February 17, 2013, 02:38:39 PM »
Reply with quote
bht khoob janaab
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: February 17, 2013, 05:58:14 PM »
Reply with quote
Woh Bachpan Ka Befikr Zamaana Yaad Aata Hai,
Khwaabon Khilauno Ka Khazaana Yaad Aata Hai.
Zamaane Ke Ghumo Se Anjaan Woh Waqt Apna,
Pal Mein Rona Phir Muskurana Yaad Aata Hai.
Khilauno Ki Bastiya Woh Apna Khelon Ka Jahaan,
Khud Ka Ruthna Aur Manana Yaad Aata Hai.
Ye Kahaan Aa Gaye Hum Us Zindagi Se Door,
Aaj Bhi Woh Waqt Ka Taraana Yaad Aata Hai.
Woh Dopahar Ki Dhoop Woh Sharartein Apni,
Woh Haseen Pal Khushiyan Lutana Yaad Aata Hai.
[/color

]
Bhut khub ji heart tuching lines
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #3 on: February 17, 2013, 06:48:07 PM »
Reply with quote
Bohat Khub!!! Bohat Accha likha Hai Aap Ne!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #4 on: February 18, 2013, 12:48:59 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: February 18, 2013, 03:41:14 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
prashad
Guest
«Reply #6 on: February 18, 2013, 04:14:49 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: February 18, 2013, 06:19:04 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut khoob. bachpan toh hame bhi bahut yaad aata hai. dheron daad
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #8 on: February 18, 2013, 06:38:56 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kyaa baat kyaa baat kyaa baat.. bahut khoob likha hai aapne Rajnish ji... bahut bahut khoob....!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 10:54:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.205 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer