Yeh Hai Bhartiya Naari

by Shayaries_King on September 16, 2009, 11:01:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2106 times)
Shayaries_King
Guest
Reply with quote
Me Is Desh K Har Naari K Jazbe Ko Salaam Karta Hun
Aur Yeh Khubsurat Ghazal Unke Naam Karta Hun

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Inhi Se Kayam Hai Sanskruti Hamari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Hoti Hai Yeh Har Maa Baap Ki Dulari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Badal K Rakh Diya Isne Ghar Ka Mahol
Jab Dulhan Bankar Yeh Anjaan Ghar Me Padhari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Kabi Beti Kabi Maa Kabi Baho Kabi Saa Kabi Nani
Ya Daadi Bankar Inhone Apni Zindegi Hai Guzaari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Talwaar Lekar Utar Gai Maidaan Me Tak Yeh
Jab Aai Desh Ko Bachane Ki Baari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Har Maidaan Me Raha Inhi Ka Palla Bhari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Issi k Coke Se Lekar Janam Wo Bana Baitha Hai
Bramhachari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Har Rishtey Ko Zindegi Bhar Nibane Ki Hoti
Hai Inki Zimmedaari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Bigdi Huwi Zindegiyon Ko B Isne Apne Pyaar
Se Sawari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Ab Apni Soch Se Yeh Duniya Ko Badalne Ki
Kar Rahi Hai Taiyyari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Har Janam Se Hum Hote Aae Hai Aphi K Aabhari

Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari
Yeh Hai Bhartiya Naari Yeh Hai Bhartiya Naari

 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wah ri naari by john_abraham in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
~~~~~~ Naari ~~~~~~ by Pooja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
meri maa -------(bhartiya maa)---by cara. by cara in Shairy-E-Watan
Naari ! by salma786 in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
moved,,miscellaneous shayri,,,,,naari,,,,Prabha prakas by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
Sammual
Guest
«Reply #1 on: September 16, 2009, 01:51:22 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob SK Ji.
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: September 16, 2009, 02:17:09 PM »
Reply with quote
Nice Ghazal SK  Thumbs UP
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: September 16, 2009, 03:02:14 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob SK Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: September 16, 2009, 10:36:27 PM »
Reply with quote
Wah SK ji very beautiful gazal,wonderful creation icon_thumleft Applause  Applause Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #5 on: September 17, 2009, 02:08:55 AM »
Reply with quote
Bahoot bahoot Khoob SK ji!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 06:01:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer