sharabee

by NETRAPAL on February 26, 2007, 11:22:34 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2605 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: March 20, 2007, 01:33:33 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai.... nice Netra ji!!

peeti hu use bhulaane ko
pii kar bas wo hi yaad rah jaata hai
dil ko milta nahi kisi haal sakoon
khud ka tamsha magar ban jaata hai
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #16 on: March 21, 2007, 09:13:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai.... nice Netra ji!!

peeti hu use bhulaane ko
pii kar bas wo hi yaad rah jaata hai
dil ko milta nahi kisi haal sakoon
khud ka tamsha magar ban jaata hai


very nice pooja jee, and thanks for these nice lines

yade basee jo dil me bhulayee kabhi jatee nahi
ankho me  basne wale door kabhee jate nahi
chale jate hai jane wale yado ka samandar chod kar
do ghoot madiraa ke bhee kabhi kam ate nahi..

netra....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: March 22, 2007, 02:59:18 PM »
Reply with quote
sahi kaha Netra ji!!!

Gumo se ghabra kar, sharab ki lat laga baithe
dekhiye yaha bhi kis kadar wo apna ghar basa baithe
kaha karte the, yaad ayegein hum bahoot
uske jhooth ko bhi, hum such bana baithe!!!
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #18 on: March 23, 2007, 03:59:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
sahi kaha Netra ji!!!

Gumo se ghabra kar, sharab ki lat laga baithe
dekhiye yaha bhi kis kadar wo apna ghar basa baithe
kaha karte the, yaad ayegein hum bahoot
uske jhooth ko bhi, hum such bana baithe!!!


bhoot achaa kaha pooja ji apne

samander me gamo ke baithe hai dube hue
kya kami thee jindgi me tanha the jab ham
kyo tum aye jindgee me hamaree kuch pal ko
choda tha maykhane ko, fir usee agaosh me ja baite ham

netra....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #19 on: March 25, 2007, 06:56:28 AM »
Reply with quote
baithe hai tanha bekhabar hokar
pyase lab hai haseen shyam bhee hai
maykhanee hai,  hai sakee bhee yaha
par kis kam lootaa baitha mai,  sab kuch yaha..

neta....
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #20 on: March 25, 2007, 07:48:48 AM »
Reply with quote
Netra, Pooja

Very nice by both of you !

Keep it up ! =D>
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #21 on: March 27, 2007, 03:31:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "Rajbir"
Netra, Pooja

Very nice by both of you !

Keep it up ! =D>


thanks rajbir ji

netra..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #22 on: March 27, 2007, 01:23:51 PM »
Reply with quote
ban jata hai haiwan insaan bhee
bhool jaata hai jameer ko apne
nahi rahta hai hosh apne aap ka
shuru hoaja safr sanj dhalte hee
uth padte kadam apne aap wahee
rokna chahta hoo par nahi rokpataa
chala jata hoo fir maykhane me, or
bhool gay acha bura ek hee ghoot me
chahta hoo chodna basne ke tamanna hai
kya karoo nahi hai jajbaat mere bas me

netra..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #23 on: April 05, 2007, 12:50:26 PM »
Reply with quote
baitha hoo udas kyo nahi pata mujhe
kyo bejan hai shareer kya pta mujhe
panee me hoo fir the sukhe hot hai
kaise bhooje gee pyas nahi pta mujhe
samay hai sakee hai may hai maykhane bhee
par nahi kam ke mere pyasaa hee hoo mai
kaisee hai aag seene me nahi pta mujhe

netra..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #24 on: April 09, 2007, 04:03:50 AM »
Reply with quote
ye mahfil ye tarane hai kis kam ke mere
nhee hosh mujhe yaor koho gaya ho mai kahee
pada hoo behosh pee kar sharaab mai
sab kuch lut gyaa hai nahi bach hai kuch bakee
ye sakee ye botal ye shyam kis kaam ke mere..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #25 on: April 12, 2007, 03:57:31 AM »
Reply with quote
mangee nai thee dolat parvar digar se maine
bhar dee jhole dolat se bina mange hee usne
n diya chainesakoon jo kojata shyam dhalne ke bad

kya chata hai tanhai me, kyo tadafta hai dil
kuch mangta hai ye nadan shyam dhalne ke bad

nahi chahtaa hoo mai jana un galiyo me
jatha khulte hai maykhane shyam dhalne ke bad

kya thame ga koi bah meri, rokega koi yar mujhe
nahi chata hoo me jana kahi 'jigar' shyam dhalne ke bad

bahut pee chooka hoo, sab kuch ko chuga hoo 'jigar'
koi to hoga jo banega hamdam mera , shyam dhalne ke bad

netra..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #26 on: May 07, 2007, 07:09:19 AM »
Reply with quote
GAMO KE THAPADO SE TOOTA HUA BAITHA HOO
KUCH PANEE KEE AAS ME SAB KUCH LUTAYE BAITHA HOO
DO GHOOT PILADE SAKEE HOSH KHONE KOY TAYAAR BAITHA HOO

KYA PEEYE GEE SHARAB MUJHE, MAI TO GAM KO PIYE BAITHA HOO
KYA MAREE GEE TAKDEER MUJHE, MAI TO BHOOT BANA BAITHA HOO

RONA CHAHTA HOO MAI, AANSOO BHEE SAATH TAK DETE NAHI
JISE SAMJHA THA PAIGAMBAR, DIYA UMMEEDO KA KABHI JALATE NAHI
BOTAL SAATH HAI SHARB KEE, NASHA USME BHEE NAEE RAHA YARO
SHABABE HUSN KO, KO JINDGEE KHA CHIRAGE ROSHAN SAMAJ BAIDTHE


NETRA.. sad5
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #27 on: May 09, 2007, 12:56:25 PM »
Reply with quote
kyo bura sharab ko kahte ho yaro
kya tha nasha sharb me bhee kabhi yaro
botal khadee hai adik, bharee huyee sharab se
fir kyo nachta hai insaan pee kar ise yaro
devtao ne bhee sajayee thee mafil kabhee sgarab se
ghunghroo ke shaath deti thee sharab bhee kabhi
ab thirakte kadmo ka andaj ban gayee hai yaro
buri thee sharab tab na ab buree rah gayee hai
bhulate hai gam deewane apne peekar ise hee yaro..

netra...........
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #28 on: May 12, 2007, 08:38:24 AM »
Reply with quote
kuch lamho ke jindganee rah gayee hai aie musaafir
jindgee ko kuhsnuma bana le do goot sharab se

kal chal jaega too, kuch pal to masti ke bitale aie musaafir
koyo gam karta hai kyo dekhta hai peeche mudkar

rah jayega yahee tera sabkuch kyo sochta hai kal kee  too
doob ja mastee me banle maikhane ko ashiyana too e musafir


netra...
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #29 on: May 16, 2007, 08:30:32 AM »
Reply with quote
botal hai haath me piye jaa raha hoo
do ghoot me share gam bhoolaye ja rah hoo
sakoon jo n milata tha mujhe kabhee kahee bhee
chand dino ka mahmaan, kuch hee pal rah gaye hai
bhoot door jana hai, safar asaan kiye jar raha hoo

netra.....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 09:18:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer