Sharabi ho gaye hain

by Naya_Daur on February 27, 2007, 09:59:58 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2123 times)
M. Rahman
Guest
«Reply #15 on: January 05, 2008, 04:53:50 AM »
Reply with quote
Kaun kehta hai ke
Sharabi zeene ki ummeed chor dete hai
Premji, apne to kuch is tarah se aarz kiya ke
lagta hai jaise ummeed pehi duniya kayam hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sharabi poetry....post here poetry for sharabi,s by sakaib in Shayri for Khumar -e- Ishq
hum bhool gaye hain by romeo_must_die in Shayri-E-Dard
Badal gaye hain... by maya01 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
!!__-Kia Hu Gaye Hain hum -__!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aa gaye hain sanam: dard key din gaye! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
prmchawla
Guest
«Reply #16 on: January 05, 2008, 05:22:55 AM »
Reply with quote
rahman ji,

kabhi aap mile to hum aapko batayege,
do do gut dono dost beth kar lagayege,
phir dekhna ki kitne gum dil mai chupa kar yeh dunia ke log jite hai,
are saali sharab to dawa se bhi karhwi hoti hai phir bhi logo ke lakh mana karne par bhi dard chupaane ke liye wo roj peete hai.

prem
Logged
M. Rahman
Guest
«Reply #17 on: January 05, 2008, 04:33:31 PM »
Reply with quote
Prem ji

Khwaish dil mein rakhte hain
Saath bethkar peene ki
Phir darr lagta hai
Kahi uski aadat na padh jaaye
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #18 on: January 07, 2008, 03:20:49 AM »
Reply with quote
e dost aadat parhegi to tum bhi hamari tarah mast ho jaaoge,
kam se kam bhari mehfil mai khud ko tanha to nahi paaoge.
Logged
M. Rahman
Guest
«Reply #19 on: January 07, 2008, 03:48:01 AM »
Reply with quote
Khoob kaha janab.......

Tanhai mein jeena aasan nahi hai
Phir bhi maut ke baad tanhai hogi
Miliyega kabhi furasat mein
Do ghoot wahan bhi laga lenge.
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #20 on: January 07, 2008, 05:02:15 AM »
Reply with quote
chupa dena botel mere kafan mai ki roj piya karuga.
jab maangege khuda hisaab to tera naam liya karuga.
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #21 on: January 08, 2008, 11:03:15 AM »
Reply with quote
premne hamari bekarari kuch is kadar badhayee hai
usne abhi abhi sarab ki do bund niche girayee hai
ye saqi kisi hasina ke raj-0-gum ka mautaj nahi
usne apne rindo ko jee bhar ke sarab pilayee hai
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #22 on: January 08, 2008, 11:34:47 AM »
Reply with quote
Sab ke sab bigad gaye hai yahan... :D

Waise... Likha sabhi ne bahut achha hai.. Usual Smile
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #23 on: January 08, 2008, 11:40:58 AM »
Reply with quote
hame khushi hoti agar aap bhi yaha thoda bigad jati Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #24 on: January 08, 2008, 12:10:29 PM »
Reply with quote
Hmmm.. Try karti hoon... waise is section mein likhna mushkil lagta hai... Usual Smile Bhool chook maaf...


Ab Woh dil ko hadd se jyaada yaad aane lage hai,
Har lamha hum unhe tassavur mein paane lage hai...
Kehte thhe pee rahe hai gum ko bhagaane ke liye,
Aur hum unke bichhude gum ko gale lagane ke liye,
Ab Har Roz Maikhaano ke chakkar lagaane lage hai... Usual Smile

Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: January 10, 2008, 03:19:33 PM »
Reply with quote
very nice Shikha!!!

maikhane mai unhe bhulane ko jaate hai
Ya Rub, pikar to wo aor jayada yaad atte hai
bana koi madira aise ki bhool jaau usko
abhi to her maikhana ussi ki yaadgar najar atte hai!!
Logged
jassworld
Guest
«Reply #26 on: January 21, 2008, 04:45:26 AM »
Reply with quote
Bahut khoob shikha ji and Pooja ji..!!
Mere in lafzon ko bhi nazar kijiye..

Aaj woh had se jyeda yaad aane lage hain,
Dilo jaan par bas wohi chhane lage hain,
yeh nasha hai jaam ka yah hai asar unki bevafai ka,
ki har payale mein bhi wohi nazar aane lage hain..!!

Logged
sahood
Guest
«Reply #27 on: January 21, 2008, 07:23:55 AM »
Reply with quote
wat a poem good
 glasses2
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: January 29, 2008, 05:38:38 PM »
Reply with quote
thanks and good one Jass!!!

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 06:14:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer