”” baarat ””

by nirala on March 26, 2011, 09:02:48 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1071 times)
nirala
Guest
Reply with quote
””
aaine ki baarat thi
         patthar the baarati
kaise manate hum khushiyan yaaro
         jab mile ho aise saathi !!!!!

naach naach kar bikhra gaye wajood mera
        bante the humraaz dil ke batlayen bhi na kusoor mera!!!!!
Logged
manjum
Guest
«Reply #1 on: March 26, 2011, 09:08:41 AM »
Reply with quote
niralaji... bahut khub......

sab trhik to hai na.... dekh rahe hain ki aaj kal aap pahle wale nirala nahin rahe... kya hua........ sab thik hai na........
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: March 26, 2011, 09:39:48 AM »
Reply with quote
kya hua nhi ye pocho kya na hua
mere dil ka purza purza bol pada hai……

hmm dekh rhe hai hm ki aise ilzaam  par lagne lage hai.
wo actualy yo ka asar h kynki yaha to sab dard ke saathi hai masti ke saathi bot kam. to socha k dard me bhi haath azma lu thoda. lekin naakamyab rha
Logged
manjum
Guest
«Reply #3 on: March 26, 2011, 10:28:22 AM »
Reply with quote
are nahi dard ko khub bayan kar lete hain aap.... ab tak jo bhi aapne likha dard wala wo bahut badia raha hai....
Logged
nirala
Guest
«Reply #4 on: March 26, 2011, 10:43:36 AM »
Reply with quote
hmm
lekin ab se hum yo par sirf parhne aya karenge.
shayd aaj ke baad comnt bhi band.
lekin wo monday se hoga Usual Smile
2 din khoob pareshan karenge aap sabko :laughing4
Logged
manjum
Guest
«Reply #5 on: March 26, 2011, 10:56:14 AM »
Reply with quote
ye to galat baat hai. niralaji...

aapke cmnt to chahie hi honge hame... aur aap to hamse hamesha khushi ka geet likhne ko kahte hain... aap cmnt nahin karenge to ye kon kahega.... hmse.....
Logged
nirala
Guest
«Reply #6 on: March 26, 2011, 11:52:48 AM »
Reply with quote
aji aap hume yad kar kar ke khusi ke geet likhiyega aftraal mai hoo naa Usual SmileUsual SmileRoll Eyes
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #7 on: March 26, 2011, 01:11:03 PM »
Reply with quote
bht bht khoob nirala ji...
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #8 on: March 26, 2011, 02:01:26 PM »
Reply with quote
mast hai....likhte raho ji...jab tak un Baaraatiyon....ko koi Ram ji mile aur unko insaan banaayein.....
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: March 26, 2011, 04:27:23 PM »
Reply with quote
Bahaut khoob dost..
Applause
Khush rahiye..!
Logged
nirala
Guest
«Reply #10 on: March 26, 2011, 06:03:54 PM »
Reply with quote
lo koyal ji ram na sahi par rahim to aa gaye na sabko insaan bana denge Usual SmileUsual Smile
mere lie to ram aur rahim ek hi hain ji.
thanx dost aor koyal ji aapko b thanx
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #11 on: March 26, 2011, 06:41:33 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Nirala Bhai
Logged
drpandey
Guest
«Reply #12 on: March 26, 2011, 06:48:02 PM »
Reply with quote
””
aaine ki baarat thi
         patthar the baarati
kaise manate hum khushiyan yaaro
         jab mile ho aise saathi !!!!!

naach naach kar bikhra gaye wajood mera
        bante the humraaz dil ke batlayen bhi na kusoor mera!!!!!

Bahot khoob Nirala Ji...
Logged
nikki
Guest
«Reply #13 on: March 26, 2011, 10:36:25 PM »
Reply with quote
Very nice Nirala G!

Abb baraat chahe aine ki ho ya pathar ki
nuksaan to hoga

kuch tootne ki aawazein aayeingi
kuch shor-gul ka intzaam to hoga



Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 11:56:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.175 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer