BUDDHU BATAA RAHAA KOI ..................................SAINI

by sksaini4 on November 11, 2013, 09:32:57 AM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 2526 times)
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
Reply with quote
Uske paighaam laa rahaa koi.
Mujhko ulloo banaa rahaa koi.

Maangne qarz aa rahaa koi.
Neend meree udaa rahaa koi.

Husn ke A.T.M se kaise.
Pyaar meraa churaa rahaa koi.

Besuraa esee baarishoN meN bhee.
Megh malhaar gaa rahaa koi.

Mujhko teemaar ke bahaane se.
Roz choonaa lagaa rahaa koi.

Mere jaane ke baad bhee shaayad.
Uske ghar roz jaa rahaa koi.

Bol ‘saini’ too kab ko sudhregaa.
Tujhko buddhu bataa rahaa koi.

Dr.Surendra Saini
 

उसके पैग़ाम ला रहा कोई ।
मुझको उल्लू बना रहा कोई ॥

मांगने क़र्ज़ आ रहा कोई ।
नींद मेरी उड़ा रहा कोई ॥

हुस्न के ए टी एम से कैसे ।
प्यार मेरा चुरा रहा कोई ॥

बेसुरा एसी बारिशों में भी ।
मेघ मल्हार गा रहा कोई ॥

मुझको तीमार के बहाने से ।
रोज़ चूना  लगा रहा कोई ॥

मेरे जाने के बाद भी शायद ।
उसके घर रोज़ जा रहा कोई ॥

बोल 'सैनी'तू कब को सुधरेगा ।
तुझको बुद्धु  बता रहा कोई ॥

डा० सुरेन्द्र सैनी

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ye To Bataa Do by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
----ye to bataa---- by killbill in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
CHURAA RAHAA KOI ................................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2 3  All »
tu hi bataa !!!!!!! by sarfira in Miscellaneous Shayri
ASHK BATAA DETE HAIN........................SAINI by sksaini4 in Ghazals « 1 2 3  All »
mkv
Guest
«Reply #1 on: November 11, 2013, 10:56:27 AM »
Reply with quote
Mere jaane ke baad bhee shaayad.
Uske ghar roz jaa rahaa koi.

Bahut khoob sir
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 34 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #2 on: November 11, 2013, 11:27:00 AM »
Reply with quote
Uske paighaam laa rahaa koi.
Mujhko ulloo banaa rahaa koi.

Maangne qarz aa rahaa koi.
Neend meree udaa rahaa koi.

Husn ke A.T.M se kaise.
Pyaar meraa churaa rahaa koi.

Besuraa esee baarishoN meN bhee.
Megh malhaar gaa rahaa koi.

Mujhko teemaar ke bahaane se.
Roz choonaa lagaa rahaa koi.

Mere jaane ke baad bhee shaayad.
Uske ghar roz jaa rahaa koi.

Bol ‘saini’ too kab ko sudhregaa.
Tujhko buddhu bataa rahaa koi.

Dr.Surendra Saini
 

उसके पैग़ाम ला रहा कोई ।
मुझको उल्लू बना रहा कोई ॥

मांगने क़र्ज़ आ रहा कोई ।
नींद मेरी उड़ा रहा कोई ॥

हुस्न के ए टी एम से कैसे ।
प्यार मेरा चुरा रहा कोई ॥

बेसुरा एसी बारिशों में भी ।
मेघ मल्हार गा रहा कोई ॥

मुझको तीमार के बहाने से ।
रोज़ छूना लगा रहा कोई ॥

मेरे जाने के बाद भी शायद ।
उसके घर रोज़ जा रहा कोई ॥

बोल 'सैनी'तू कब को सुधरेगा ।
तुझको बुद्धु  बता रहा कोई ॥

डा० सुरेन्द्र सैनी


NICE
AAJ PHIR KOI MUJHKO HARA GAYA
ULLU MUJHSE PAHLE USE BANA GAYA
Logged
Zaif
Guest
«Reply #3 on: November 11, 2013, 01:01:01 PM »
Reply with quote
Wah wah wah. Bahana. :-D
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 1 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #4 on: November 11, 2013, 01:29:58 PM »
Reply with quote
हुस्न के ए टी एम से कैसे ।
प्यार मेरा चुरा रहा कोई ॥

मेरे जाने के बाद भी शायद ।
उसके घर रोज़ जा रहा कोई ॥

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaah Sir,Khoobsurat ghazal hai hai.
Logged
khujli
Guest
«Reply #5 on: November 11, 2013, 01:30:37 PM »
Reply with quote
Uske paighaam laa rahaa koi.
Mujhko ulloo banaa rahaa koi.

Maangne qarz aa rahaa koi.
Neend meree udaa rahaa koi.

Husn ke A.T.M se kaise.
Pyaar meraa churaa rahaa koi. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Besuraa esee baarishoN meN bhee.
Megh malhaar gaa rahaa koi.

Mujhko teemaar ke bahaane se.
Roz choonaa lagaa rahaa koi. Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Mere jaane ke baad bhee shaayad.
Uske ghar roz jaa rahaa koi.

Bol ‘saini’ too kab ko sudhregaa.
Tujhko buddhu bataa rahaa koi.

Dr.Surendra Saini
 

उसके पैग़ाम ला रहा कोई ।
मुझको उल्लू बना रहा कोई ॥

मांगने क़र्ज़ आ रहा कोई ।
नींद मेरी उड़ा रहा कोई ॥

हुस्न के ए टी एम से कैसे ।
प्यार मेरा चुरा रहा कोई ॥

बेसुरा एसी बारिशों में भी ।
मेघ मल्हार गा रहा कोई ॥

मुझको तीमार के बहाने से ।
रोज़ चूना  लगा रहा कोई ॥

मेरे जाने के बाद भी शायद ।
उसके घर रोज़ जा रहा कोई ॥

बोल 'सैनी'तू कब को सुधरेगा ।
तुझको बुद्धु  बता रहा कोई ॥

डा० सुरेन्द्र सैनी




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: November 11, 2013, 01:32:59 PM »
Reply with quote
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Applause Applause Applause Applause Applause
Waaaaaaaah bahut khoooooooob... maza aa gaya padhkar... rau ke saath dheron dheron daad.
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #7 on: November 11, 2013, 02:08:32 PM »
Reply with quote
waah waah Sir Bahut Bhaut Khoob.....Maja aa gaya padhkar Sir...Dheron Dheron Daad....... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 16 minutes.

Posts: 2381
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #8 on: November 11, 2013, 02:21:02 PM »
Reply with quote
Dr. Sahab - bahot khooooob bas hangama  Applause Laughing hard Applause Laughing hard Applause Laughing hard Applause Laughing hard Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #9 on: November 11, 2013, 04:14:59 PM »
Reply with quote
mindblasting saini sir ji.. maja aa gaya.. Usual Smile

Clapping Smiley Clapping SmileyClapping Smiley Clapping SmileyClapping Smiley Clapping SmileyClapping Smiley Clapping SmileyClapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #10 on: November 11, 2013, 04:39:27 PM »
Reply with quote
Husn ke A.T.M se kaise.
Pyaar meraa churaa rahaa koi.

pyaar is liye chori horaha hai kyunki
online banking ka zamana hai ..

bohut achha likha hai DR. sahab Laughing hard Laughing hard
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: November 11, 2013, 05:09:35 PM »
Reply with quote
Uske paighaam laa rahaa koi.
Mujhko ulloo banaa rahaa koi.

Maangne qarz aa rahaa koi.
Neend meree udaa rahaa koi.

Husn ke A.T.M se kaise.
Pyaar meraa churaa rahaa koi.

Besuraa esee baarishoN meN bhee.
Megh malhaar gaa rahaa koi.

Mujhko teemaar ke bahaane se.
Roz choonaa lagaa rahaa koi.

Mere jaane ke baad bhee shaayad.
Uske ghar roz jaa rahaa koi.

Bol ‘saini’ too kab ko sudhregaa.
Tujhko buddhu bataa rahaa koi.

Dr.Surendra Saini
 

उसके पैग़ाम ला रहा कोई ।
मुझको उल्लू बना रहा कोई ॥

मांगने क़र्ज़ आ रहा कोई ।
नींद मेरी उड़ा रहा कोई ॥

हुस्न के ए टी एम से कैसे ।
प्यार मेरा चुरा रहा कोई ॥

बेसुरा एसी बारिशों में भी ।
मेघ मल्हार गा रहा कोई ॥

मुझको तीमार के बहाने से ।
रोज़ चूना  लगा रहा कोई ॥

मेरे जाने के बाद भी शायद ।
उसके घर रोज़ जा रहा कोई ॥

बोल 'सैनी'तू कब को सुधरेगा ।
तुझको बुद्धु  बता रहा कोई ॥

डा० सुरेन्द्र सैनी



ha ha ha excellent,sir
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #12 on: November 11, 2013, 05:12:39 PM »
Reply with quote
 icon_flower :icon_flower waah waah
Logged
sidra04
Guest
«Reply #13 on: November 11, 2013, 05:33:43 PM »
Reply with quote
Uske paighaam laa rahaa koi.
Mujhko ulloo banaa rahaa koi.

kaun hai wo shakahs bataaiye Saini saahab....  NaNaNa NaNaNa


Maangne qarz aa rahaa koi.
Neend meree udaa rahaa koi.


Ohhhooo...... neend udaa raha hai koi... kyaa baat hai..  Applause


Husn ke A.T.M se kaise.
Pyaar meraa churaa rahaa koi.


haaye umar ka to khyaaal kar lete zaalim chhor.....  NaNaNa




Mujhko teemaar ke bahaane se.
Roz choonaa lagaa rahaa koi.

haaye puttii ke zamaane me choonaa.... very bad  Giggle Giggle


Mere jaane ke baad bhee shaayad.
Uske ghar roz jaa rahaa koi.

ab ye kyaa baat hui.... iska matlab aapse koi darr raha hai haina.. saini saahab..  Laughing hard Laughing hard Laughing hard


Bol ‘saini’ too kab ko sudhregaa.
Tujhko buddhu bataa rahaa koi.

hahahhaha..... are ye kis ne aapko buddhaa keh diyaa.. abhi aapki umar h kyaa hai.... abhi to bas 70, 80 ke hi honge.... hehehehe  Laughing hard Laughing hard Laughing hard

wese mujhe to nahi lagta haie ke koi sudharne waala hai....  Giggle Giggle



Dr.Surendra Saini
 

Ms. Sidra


Logged
sidra04
Guest
«Reply #14 on: November 11, 2013, 05:34:33 PM »
Reply with quote
Saini saahab......... aar e you added... Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 06:37:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.198 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer