chhammak chhallo.....................

by SURESH SANGWAN on October 08, 2011, 07:01:24 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 773 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote
Aajkal ke geet kitne superfast hain.
kaun kehta hai munni aur sheela last hain.
Aur bhi aayengi chammak chhallo
kitno ne kaha ye bahut mast hai.
Ab ghazal itni hit kyun hoti nahin.
Dil ki baat kya dheere se hoti nahin.

Nazar bhi bolti hai,kuch pata bhi hai.
Ehsaas mehkaate hain zindgi, kuch pata bhi hai.

Sheela aur munni aandhi si aati hain.
Toofan si jaati hain.

Koi Mumtaaz aaye,Tajmahal banwaye.
Kisi anarkali ke liye saleem ne taaj thukraye.
Kash wo zamaane fir laut kar aayen.
Kash wo manzar fir laut kar aayen.


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: October 08, 2011, 07:04:49 AM »
Reply with quote
Aajkal ke geet kitne superfast hain.
kaun kehta hai munni aur sheela last hain.
Aur bhi aayengi chammak chhallo
kitno ne kaha ye bahut mast hai.
Ab ghazal itni hit kyun hoti nahin.
Dil ki baat kya dheere se hoti nahin.

Nazar bhi bolti hai,kuch pata bhi hai.
Ehsaas mehkaate hain zindgi, kuch pata bhi hai.

Sheela aur munni aandhi si aati hain.
Toofan si jaati hain.

Koi Mumtaaz aaye,Tajmahal banwaye.
Kisi anarkali ke liye saleem ne taaj thukraye.
Kash wo zamaane fir laut kar aayen.
Kash wo manzar fir laut kar aayen.





Mazahiya Andaaz mein Aapne Sachi Aur seedhi Baat Kahi..

Sach Mein inn gaano Ne To Dhoom Machaya Hai Par Abhi Ghazal Ka Rutba,Ghazal Ki Shaan Apni jagah Hai...

Bahut Khoob Sureshji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: October 08, 2011, 07:12:15 AM »
Reply with quote
haan sahi hai--

very gud thought suresh ji
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: October 08, 2011, 07:24:25 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya khwaish ji. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
'aapne sach kaha hai inn gaano ne bahut dhoom machai hai.
Par samajh nahin aaya aisa kya tha inmein dhoom machaane wala.

Mazahiya Andaaz mein Aapne Sachi Aur seedhi Baat Kahi..

Sach Mein inn gaano Ne To Dhoom Machaya Hai Par Abhi Ghazal Ka Rutba,Ghazal Ki Shaan Apni jagah Hai...

Bahut Khoob Sureshji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: October 08, 2011, 07:25:09 AM »
Reply with quote
 icon_flower icon_flower icon_flower
shukriya sarfira ji.
haan sahi hai--

very gud thought suresh ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: October 08, 2011, 09:02:48 AM »
Reply with quote
Aap ki ye poem na sirf hamare-aap ke dard ka izhaar karti hai bulki filmsaazon aur naazireen ke girte meiyaar per bhi chot hai.Bahut mubarakbaad is khoobsurat andaaz ke liye./
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: October 09, 2011, 08:49:27 AM »
Reply with quote
thanks a lot siddiqui ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Aap ki ye poem na sirf hamare-aap ke dard ka izhaar karti hai bulki filmsaazon aur naazireen ke girte meiyaar per bhi chot hai.Bahut mubarakbaad is khoobsurat andaaz ke liye./
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: October 09, 2011, 08:51:37 AM »
Reply with quote
Aajkal ke geet kitne superfast hain.
kaun kehta hai munni aur sheela last hain.
Aur bhi aayengi chammak chhallo
kitno ne kaha ye bahut mast hai.
Ab ghazal itni hit kyun hoti nahin.
Dil ki baat kya dheere se hoti nahin.

Nazar bhi bolti hai,kuch pata bhi hai.
Ehsaas mehkaate hain zindgi, kuch pata bhi hai.

Sheela aur munni aandhi si aati hain.
Toofan si jaati hain.

Koi Mumtaaz aaye,Tajmahal banwaye.
Kisi anarkali ke liye saleem ne taaj thukraye.
Kash wo zamaane fir laut kar aayen.
Kash wo manzar fir laut kar aayen.




bahut acha suresh ji
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: October 09, 2011, 08:53:22 AM »
Reply with quote
thanks a lor sheba ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower

bahut acha suresh ji

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 12:21:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer