*Dost-----Honeyrose*

by honeyrose on January 05, 2009, 05:58:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1392 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Rajbir ji ke bina yo pe ronaq nahi hoti
Jasbir ji ke bina shayari mein rang rang bhari
Azeem bhai ke watan ke shayari dil ko rulati
Celmira sis ke hansi se humare dil mein khushiyan aati
Sonia ke maze wali baaton se dil mein khushiyan laayi
Mann bro ne suhaag raat wali shayari pe doom machayi
Rajesh ji ke chote chote shayari ne dil bhar di
Pooja ke likhe shayari ne bohat dil ko lubhayi
Samnoj bro ke mazahiya shayari ne sabko hasayi
Sanjeev ji ki baaton ne sabko dil behelayi
Mahiya ki shayari ne naye naye phool bikar deti
Khwaish ji ne zindagi ke rangon pe shayari banayi

__________Honeyrose___


Continue....friends aur bhi likhna hai .... Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
get well soon.........!!!!!!@@@@@HONEYROSE@@@@@!!!!!!!....... by indian_groom in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Honeyrose by Sayyid Randeri in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
~~HoneyRose Collection Dost Shayari~~ by honeyrose in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 3 4 5 »
*Friends*---(HoneyRose) by honeyrose in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: January 05, 2009, 06:08:58 PM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI HONEY

HONEY KI SHAYRI NEY INN SAB MEH MITHAAS MEH MEHKAYI
YO INDIA KEY DILOH MEH YEH SAB KOH HAI BHAAAAYIIII
DOOR RAHEY ISSEY HAR DUKH KI PARCHAYI
HUM SAB KI DUA HAI YEH MERE MEET SAKHAYI


JASBIR SINGH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 05, 2009, 07:04:07 PM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI HONEY

HONEY KI SHAYRI NEY INN SAB MEH MITHAAS MEH MEHKAYI
YO INDIA KEY DILOH MEH YEH SAB KOH HAI BHAAAAYIIII
DOOR RAHEY ISSEY HAR DUKH KI PARCHAYI
HUM SAB KI DUA HAI YEH MERE MEET SAKHAYI


JASBIR SINGH


Shukriya bohat khoob jasbir ji

 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: January 05, 2009, 07:04:41 PM »
Reply with quote


Shally ke shayari mein dard bhari hai
Abd ji hamesha saath dosti nibhayi hai
Pankshivam toh naye topic ishq pe likhi hai
Angel toh aapne collection ki malika hai

To be Continue... Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: January 05, 2009, 07:09:42 PM »
Reply with quote
Honey kaya kahu apki is posts per...

jaisa naam waisa he dil hai tumhara
vaani main shahd, Phoolo sa hansna hai tumhara


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: January 05, 2009, 07:14:45 PM »
Reply with quote
Honey kaya kahu apki is posts per...

jaisa naam waisa he dil hai tumhara
vaani main shahd, Phoolo sa hansna hai tumhara




Wah wah pooja ..

Phool se muskaan ho tum
Dosti mein gulab ki khushbu ho tum...
Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: January 06, 2009, 03:30:25 AM »
Reply with quote
kya baat hai  honeyji.....

bade bade ustado ke aapne naam liye,
ham jaise choto ko bul gaye.
mana baag mein khusboo aati hain phuloon se,
chote-chote kaliyon ne bhi to rang hai barse.
          siraf majaak hai bhai





Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: January 06, 2009, 04:37:12 AM »
Reply with quote
Rajbir ji ke bina yo pe ronaq nahi hoti
Jasbir ji ke bina shayari mein rang rang bhari
Azeem bhai ke watan ke shayari dil ko rulati
Celmira sis ke hansi se humare dil mein khushiyan aati
Sonia ke maze wali baaton se dil mein khushiyan laayi
Mann bro ne suhaag raat wali shayari pe doom machayi
Rajesh ji ke chote chote shayari ne dil bhar di
Pooja ke likhe shayari ne bohat dil ko lubhayi
Samnoj bro ke mazahiya shayari ne sabko hasayi
Sanjeev ji ki baaton ne sabko dil behelayi
Mahiya ki shayari ne naye naye phool bikar deti
Khwaish ji ne zindagi ke rangon pe shayari banayi

__________Honeyrose___


Continue....friends aur bhi likhna hai .... Usual Smile

Very nicely presented indeed Honey Ji

Honey (Madhu) sa mithaas bhara hai tujhme
‘Rose’ yane gulaab si mehak bhi hai tujhme
In dono ko mila de to khil uthe yeh jahan
Aap jaisa dost bahut muskil milte hain yahan
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: January 06, 2009, 04:52:30 AM »
Reply with quote
kya baat hai  honeyji.....

bade bade ustado ke aapne naam liye,
ham jaise choto ko bul gaye.
mana baag mein khusboo aati hain phuloon se,
chote-chote kaliyon ne bhi to rang hai barse.
          siraf majaak hai bhai








wah kya baat kahi hai CARA... bahut hi khoob kaha aap neh

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: January 06, 2009, 04:53:51 AM »
Reply with quote
Very nicely presented indeed Honey Ji

Honey (Madhu) sa mithaas bhara hai tujhme
‘Rose’ yane gulaab si mehak bhi hai tujhme
In dono ko mila de to khil uthe yeh jahan
Aap jaisa dost bahut muskil milte hain yahan


wah Rajesh, badey hi pyare andaaz sey bayaan kia hai. bahut hi badiya

Jasbir Singh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: January 06, 2009, 05:12:53 AM »
Reply with quote
kya baat hai  honeyji.....

bade bade ustado ke aapne naam liye,
ham jaise choto ko bul gaye.
mana baag mein khusboo aati hain phuloon se,
chote-chote kaliyon ne bhi to rang hai barse.
          siraf majaak hai bhai


 




Cara ji meine continue bola tha aur bhi likhna hai na... Usual Smile
Bohat khoob likha hai aapne..

Cara aapki shayari mein dosti yaad aaye
Salil bhai ne kafi ishq pe kalam banaye
Salma aate hi sab doston se pehchan banaye

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: January 06, 2009, 05:14:20 AM »
Reply with quote
Very nicely presented indeed Honey Ji

Honey (Madhu) sa mithaas bhara hai tujhme
‘Rose’ yane gulaab si mehak bhi hai tujhme
In dono ko mila de to khil uthe yeh jahan
Aap jaisa dost bahut muskil milte hain yahan


Shukriya Rajesh ji... notworthy
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: January 06, 2009, 05:15:19 AM »
Reply with quote
Thank you Jasbir ji aap sab dost bhi kuch likhte to khushi hoti..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: January 06, 2009, 07:43:16 PM »
Reply with quote
Sajid ji aapne shayari mein dard bharte hain
Sonia aapne andaz mein dosti nibhate hain
Dead heart abhi shayari likhne soch rahe hain..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 04:02:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.163 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer