Duniyan men sab se kaun barhaa .....bansi

by BANSI DHAMEJA on September 14, 2012, 05:58:04 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1145 times)
BANSI DHAMEJA
Guest
Reply with quote
Ek sharaabi poori botal pee ke ghar jaa raha tha
Raste men pujaari mandir ke bahar kharha tha

Sharaabi ne poochha Duniyan men sab se kaun barhaa
Peechha chhurhane ke liye Pujari bola ye mandir Barhaa

Agar ye mandir barhaa to Dhartee pe kiyon parhaa
Dharti Barhee

Dharti barhee to Sheshnaag pe kiyon kharhee
Sheshnaag barhaa

Shehshnaag barhaa to Shiv ji ke gale men kiyon parhaa
Shiv ji barhe

Shivji barhe to Paravat pe kiyon khare
Parvat barhaa

Parvat barha to Hanuman ji  ke ungli pe kiyon parhaa
Hanumaan ji  barhe

Hanumaan barhe to Ram ji ke charno men kiyon parhe
Raam ji barhe

Raam ji Barhe to Ravan ke peeche kiyomn parhe

Mere Baap mujhe nahin pataa tu hi bata kaun Barhaa

Is duniyaan men wo hi Barhaa
Jo poori botal pee ke bhi apni taangon pe kharhaa
Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: September 14, 2012, 06:07:54 PM »

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard icon_flower icon_flower
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: September 14, 2012, 06:11:23 PM »
Reply with quote
Bansi jee, ye maine sunaa hua hai. Agar aap kisi doosre ki likhi rachna post kar rahe haiN to aap usse "Share Poetry" section meiN post kareiN.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #3 on: September 15, 2012, 12:36:14 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
jaikant111111111
Guest
«Reply #4 on: September 16, 2012, 06:27:25 AM »
Reply with quote
Ek sharaabi poori botal pee ke ghar jaa raha tha
Raste men pujaari mandir ke bahar kharha tha

Sharaabi ne poochha Duniyan men sab se kaun barhaa
Peechha chhurhane ke liye Pujari bola ye mandir Barhaa

Agar ye mandir barhaa to Dhartee pe kiyon parhaa
Dharti Barhee

Dharti barhee to Sheshnaag pe kiyon kharhee
Sheshnaag barhaa

Shehshnaag barhaa to Shiv ji ke gale men kiyon parhaa
Shiv ji barhe

Shivji barhe to Paravat pe kiyon khare
Parvat barhaa

Parvat barha to Hanuman ji  ke ungli pe kiyon parhaa
Hanumaan ji  barhe

Hanumaan barhe to Ram ji ke charno men kiyon parhe
Raam ji barhe

Raam ji Barhe to Ravan ke peeche kiyomn parhe

Mere Baap mujhe nahin pataa tu hi bata kaun Barhaa

Is duniyaan men wo hi Barhaa
Jo poori botal pee ke bhi apni taangon pe kharhaa

Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #5 on: September 16, 2012, 04:44:49 PM »
Reply with quote
nandbandhu ji shukriya
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #6 on: May 02, 2013, 02:07:53 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob,Waah Waah.
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #7 on: May 03, 2013, 01:43:34 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob,Waah Waah.
ravindera ji shukriya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:45:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer