[x] Do you have a Poet Inside You?
Or
You Admire Poetry / Shayari then

Yoindia Shayariadab is a Platform for you
A community of thousands of Shayari Kadradaan!
Click here to become part of Yoindia Shayariadab

Shayari ki Jannat

If you have a poet somehere hidden inside then Join Now the biggest Shayari/Poetry Community with thousands poets. By Joining You will get access to more features at Yoindia as well you will get removal of advertisments which means fewer ads. Registration is FREE.

Pages: [1] 2
ReplyPrint
Author Topic: ek paheli  (Read 1395 times)
Tosha
Guest
« on: September 27, 2007, 08:14:00 AM »
Reply with quote


एक ज़माना था दिल हमारा भी मचला करता था
दिन रात खुवाबबों मे ख़यालो मे कोई रहता था
तब शायर-ए-इश्क़ मे हम ही हम नज़र आते थे
अब ना ख़ुशी रही ना ग़म हम हँसी के कर्ण खोज रहे है
इससे अब कोई अदभुद खोज कहे या आविष्कार
शायर-ए-इश्क़ मे दिन रात कैसे गुज़र जाते थे
इस रहस्य का पर्दा फ़ाश करने मे की कसर नही छोड़ रहे है
शायद उम्र का तक़ाज़ा था, और समय की ना कोई फ़िक्र  
तभी योइंदिया पे इश्क़ नही तो शायर-ए-डार्द मे सही  
भारी दिल और नम आँखो से ताक़ते घंटे गुज़र देते थे
दासवी मे हिंदी की परीक्षा मे चाहे नंबर काम आए हो
शायरी केरते वक़्त लफ्ज़ कहा से आते, ये भी अपने मे एक रहसये है
ख़ुद की दीवानगी कहे या यहा के लोगों का अपनापान  
रहस्यो का पिटारा तो यूह भरता ही रहेगा...!!
मेरी इस खोज मे आप भी भग्यदार बने, अपनी भी कुछ राय पेश करे ...  
शायद इसी के तहत यहा भी महफ़िल ज़म जाएगी
कुछ खट्टी कुछ मीठी, कुछ नमकीं कुछ तीखी  
एक ज़बरदस्त कविता यहा पे भी बन जाएगी.  



_________________________________________________ ____



ek zamana tha dil hamara bhi machla karta tha
din raat khuwabbon me khayalo me koi rahta tha
tab shayar-e-ishq me hum hi hum nazar aate the
ab na khushi rahi na gam hum hansi ke karn khoj rahe hai
isse ab koi adbhudh khoj kahe ya aawishkar
shayar-e-ishq me din raat kaise guzar jaate the
is rahsy ka parda fash karne me ki kasar nahi chod rahe hai
shayad umr ka takaza tha, aur samay ki na koi fikr
tabhi yoindia pe ishq nahi to shayar-e-daard me sahi
bhari dil aur nam aankho se taakte ghante guzar dete the
dasvi me hindi ki pariksha me chahe number kam aaye ho
shayari kerte waqth lafz kaha se aate, yeh bhi apne me ek rahasye hai
khud ki deewangi kahe ya yaha ke logon ka apnaapan
rahsyo ka pitara to yuh bharta hi rahega...!!
meri is khoj me aap bhi bhgyedaar bane, apni bhi kuch ray pesh kare ...
shayad isi ke tahat yaha bhi mahafil jm jayegi
kuch khatti kuch meethi, kuch namkeen kuch teekhi
ek zabardast kavita yaha pe bhi ban jayegi.
Logged
Related Posts and Poetry (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Subject Started by Replies Views Last post
Paheli... Shayri for Dard -e- Judai Pundreek 0 230 Last post June 07, 2005, 06:09:07 PM
by Pundreek
...............Paheli (The Game).................... The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 9 10 » rohit30002 135 4163 Last post June 01, 2010, 03:24:49 PM
by Sky Blue
Zindagi Ek PahelI hain...........Rishi Shairi - E - Zindagi « 1 2 » Rishi Agarwal 18 389 Last post January 04, 2010, 04:22:25 PM
by Just_Hate_Love
jeevan ek paheli Other Languages vikas ghayal 3 107 Last post February 03, 2010, 07:32:05 PM
by Rishi Agarwal
Tosha
Guest
« Reply #1 on: October 01, 2007, 01:35:41 AM »
Reply with quote

lagta hai hamare din aab gaye
ya hasne wale humpe maar daye
Logged
Roja
Khair-Khwah
Mashhur Shayar
*
Offline Offline

Waqt Bitaya:
48 days, 20 hours and 0 minutes.

Posts: 15975
Member Since: Dec 2006


View Profile
« Reply #2 on: October 01, 2007, 07:45:37 AM »
Reply with quote

Quote from: "Tosha"
एक ज़माना था दिल हमारा भी मचला केरता था
दिन रात खुवाबबों मे ख़यालो मे कोई रहेटा था
तब शायरे-इश्क़ मे हम ही हम नज़र आते थे
आब ना कुशी रही ना गुम हम हसी के कर्ण खोज रहे है
इससे आब कोई अदभुद खोज कहे या आविष्कार
शायरे-इश्क़ मैं दिन रात कैसे गुज़र जाते थे
इस रहस्य का पर्दा फ़ाश करने मैं नही छोड़ रहे है
शायद उम्र का तक़ाज़ा था, और समय की ना कोई फ़िक्र  
तभी योइंदिया पे इश्क़ नही तो शायरे-डार्द मैं  
भारी दिल और नाम आखो से तकते घंटे गुज़र देते थे
दासवी मैं हिंदी के परीक्षा मैं चाहे नंबर काम आए हो
शायरी केरते वक़्त लफ्ज़ कहा से आते, एह भी अपने मैं एक रहसये है
ख़ुद के दीवानगी कहे या यहा के लोगों का अपनाप्ं  
रहेसयो का पिटारा तो या भरता ही रहेगा...!!
मेरी इस खोज मैं आप भी भग्यदर बने, अपनी भी कुछ राय पेश करे ...  
शाएेद इसी के तहेत यहा भी महेफ़ील जाम जाएगी
कुछ खट्टी कुछ मीठी, कुछ नमकीं कुछ तीखी  
एक ज़बरदस्त कविता यहा पे भी बन जाएगी.  



_________________________________________________ ____

ek zamana tha dil hamara bhi machla kerta tha
din raat khuwabbon me khayalo me koi raheta tha
tab shayare-ishq me hum hi hum nazar aate the
aab na kushi rahi na gum hum hasi ke karn khoj rahe hai
isse aab koi adbhudh khoj kahe ya aawishkar
shayare-ishq main din raat kaise guzar jaate the
is rahsy ka parda fash karne main nahi chod rahe hai
shayad umr ka takaza tha, aur samay ki na koi fikr
tabhi yoindia pe ishq nahi to shayare-daard main
bhari dil aur naam aakho se takte ghante guzar dete the
dasvi main hindi ke pariksha main chahe number kam aaye ho
shayari kerte waqth lafz kaha se aate, yeh bhi apne main ek rahasye hai
khud ke deewangi kahe ya yaha ke logon ka apnaapn
rahesyo ka pitara to yuh bharta hi rahega...!!
meri is khoj main aap bhi bhgyedar bane, apni bhi kuch ray pesh kare ...
shayed isi ke tahet yaha bhi mahefil jam jayegi
kuch khatti kuch meethi, kuch namkeen kuch teekhi
ek zabardast kavita yaha pe bhi ban jayegi.


Nice and good try Tosha ji... toda shayad grammer error hai..
jaise...

Rehta tha.....रेहता था honi chahiye tha..

Ab na Khushi.... अब ना ख़ुशी ... honi thi..

Ab na Khushi rahi na gam .... अब ना ख़ुशी रही ना ग़म ....

Aisa her lines mein spelling mistake dikhayee de rahi hai dear.
[/size]
Logged
Roja
Khair-Khwah
Mashhur Shayar
*
Offline Offline

Waqt Bitaya:
48 days, 20 hours and 0 minutes.

Posts: 15975
Member Since: Dec 2006


View Profile
« Reply #3 on: October 01, 2007, 07:47:00 AM »
Reply with quote

Quote from: "Tosha"
lagta hai hamare din aab gaye
ya hasne wale humpe maar daye


na na dear... aisi koyee bath nahi...  :lol:
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 days, 17 hours and 31 minutes.

always smile

Posts: 14376
Member Since: Aug 2004


View Profile
« Reply #4 on: October 01, 2007, 05:29:05 PM »
Reply with quote

bahut ache Tosha ji

mast likha hai
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 22 hours and 38 minutes.

Posts: 2385
Member Since: Dec 2003


View Profile
« Reply #5 on: October 02, 2007, 01:12:24 AM »
Reply with quote

Quote from: "Tosha"
lagta hai hamare din aab gaye
ya hasne wale humpe maar daye

Its not that, you just wrote nice and truth too.


So Tosha said ki Shayad uski woh umra naa rahi !!!!

Read on ..
--------------------------------------------------
Mahaul bhi wahi, mausam bhi wahi,
Magar lagta hai ki kahin koi kami rahi,
Jaise ki Tosha ki Umra hai badh gayi
Woh ab kahan pehle sii bachi rahi ..
Bad-bad-bak-bak sab bhool gayi shayad
woh nahi ab Tosha "Acchi" rahi

EK apne hi kalaam mein usne kuch likha
Bhool gayi ki ab woh musibat main padd gayi
Bhoodhi ho chali uski shayad kalam bhi
Malaal main hai shayad uski woh umra ab naa rahi
Khud hi usne sabko batao ki woh ab ...
Hari bhari jawani mein hi umra-daraaz ho chali..


-----------------------------------------------------
Logged
tamanna...
Shayari Qadrdaan
***
Offline Offline

Waqt Bitaya:
5 hours and 58 minutes.

Posts: 286
Member Since: Jun 2007


View Profile
« Reply #6 on: October 02, 2007, 12:55:15 PM »
Reply with quote

lolzzz Tosha sach kaha yoindia par time ka pata nahi chalta :D

yoindia par aake mera wakt gujar jata hai
hanste hanste pait mein mere bal pad jata hai :D
jab bi yaha kuch likh ke jaati hu to janti hu
jo padte honge unke sir mein bi dard ho jata hai :D :D :D
Logged
Tosha
Guest
« Reply #7 on: October 02, 2007, 01:29:35 PM »
Reply with quote

sahi kaha tamanna ...

yoindia pe waqth na jate kidher chala jata hai
 job pe baithi ho to pal pal kaatne ko aata hai
 filhal subha subha dil kuch mast sa khane ko chata hai
 suna hai tumhe mast murg gosth banana aata hai
 
 

Logged
tamanna...
Shayari Qadrdaan
***
Offline Offline

Waqt Bitaya:
5 hours and 58 minutes.

Posts: 286
Member Since: Jun 2007


View Profile
« Reply #8 on: October 02, 2007, 01:35:47 PM »
Reply with quote

Mere haatho ka bana murg gosht agar khaogi
chakkar kar tum jameen pe gir jaaogi :D
mujhe sunagi sao sao meethi baatein (galiya tongue3)tum
shayad aik do jhapad bi mujhe lagaogi sad5
Logged
Tosha
Guest
« Reply #9 on: October 02, 2007, 01:46:54 PM »
Reply with quote

Quote from: "Roja"
Nice and good try Tosha ji... toda shayad grammer error hai..
jaise...

Rehta tha.....रेहता था honi chahiye tha..

Ab na Khushi.... अब ना ख़ुशी ... honi thi..

Ab na Khushi rahi na gam .... अब ना ख़ुशी रही ना ग़म ....

Aisa her lines mein spelling mistake dikhayee de rahi hai dear.
[/size]


Koi aur kami ho to ek baaraur bata dena ... filhal i'v made the changed
Logged
Tosha
Guest
« Reply #10 on: October 02, 2007, 01:49:53 PM »
Reply with quote

Quote from: "tamanna..."
Mere haatho ka bana murg gosht agar khaogi
chakkar kar tum jameen pe gir jaaogi :D
mujhe sunagi sao sao meethi baatein (galiya tongue3)tum
shayad aik do jhapad bi mujhe lagaogi sad5


likh ke le ko tum mujhse to accha hi pakaogi
khud pe na ho yakeen to ghar chali aao
aaj murg gosth hum banake kerte hai tumpe try
aate saath tum thoda sa leti aana bheja fry
Logged
Tosha
Guest
« Reply #11 on: October 02, 2007, 01:53:13 PM »
Reply with quote

Quote from: "Roja"
Quote from: "Tosha"
lagta hai hamare din aab gaye
ya hasne wale humpe maar daye


na na dear... aisi koyee bath nahi...  :lol:


mohotharma jawab main kaheti hai na na aisi koi baat nahi
lakin hamari baat ka inte paas to tod koi jawab bhi to nahi
Logged
Tosha
Guest
« Reply #12 on: October 02, 2007, 01:59:17 PM »
Reply with quote

Quote from: "samnoj"
bahut ache Tosha ji

mast likha hai


lagta nahi padhne waale dil se padhte nahi hai
kahe hai mast likha hai per khud mast ikhte nahi l hai
maaf kerna lab pe hasi nahi chare pe gussa panap raha hai
dil main khayal hai ki kash aap kuch gud gudaata kahe jaate  Puzzled !  :wink:
Logged
Tosha
Guest
« Reply #13 on: October 02, 2007, 02:14:34 PM »
Reply with quote

Quote from: "Ricky"
Quote from: "Tosha"
lagta hai hamare din aab gaye
ya hasne wale humpe maar daye

Its not that, you just wrote nice and truth too.


So Tosha said ki Shayad uski woh umra naa rahi !!!!

Read on ..
--------------------------------------------------
Mahaul bhi wahi, mausam bhi wahi,
Magar lagta hai ki kahin koi kami rahi,
Jaise ki Tosha ki Umra hai badh gayi
Woh ab kahan pehle sii bachi rahi ..
Bad-bad-bak-bak sab bhool gayi shayad
woh nahi ab Tosha "Acchi" rahi

EK apne hi kalaam mein usne kuch likha
Bhool gayi ki ab woh musibat main padd gayi
Bhoodhi ho chali uski shayad kalam bhi
Malaal main hai shayad uski woh umra ab naa rahi
Khud hi usne sabko batao ki woh ab ...
Hari bhari jawani mein hi umra-daraaz ho chali..


-----------------------------------------------------


aap ne achhi line pakdi aur bole nahi rahi main bachhi
is baat me aap ki dam hai zaroor magar huzur
meri umr filhal nabbe baras to hui nahi
kahi apni umr ka khayal aap ke dil me to aaya nahi

meri kalam ko bhi aap ne budha karar diya
kasam se yeh aap ne achha nahi kiya
meri masoom kalam ne apna sara din
aayne ke saamne ro ro ke gava diya

aap ke sar hai aab do do gunhaao ka ilzam
aap ne do dil tode hai kiya hai hamme badnaam
apni safai me saboot pesh kerne ko 24 ghante diye jate hai
kasam hai nahi chodege nahi kerne denge aap ko ab aaram
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 22 hours and 38 minutes.

Posts: 2385
Member Since: Dec 2003


View Profile
« Reply #14 on: October 02, 2007, 09:22:06 PM »
Reply with quote

Today is Gandhi Jayanti

Mahatma Gandhi Ji Mahatama Kyun Kehlaye ?
Kyun woh uss Mahanta ki Seedi charr paye ?
Uske liye unhone kiya tha ek bada kaaam
Unhone kaha tha ki Hai "Araam Haraam"

Chaliye hum bhi shaamil holen uss daud mein,
Uunche logon ki unchee hod mein,
Tosha ne kaha nahi karne dengi woh hame arram.
Hum Khush hain..kyunki
Gandhi ji ne bhi kaha tha "Araam hai Haraaam" .


I am glad   Tosha for your "Araam Haraam" effort for me.
Logged
Pages: [1] 2
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Search Yoindia
 

Welcome, Guest. Please login or register.
July 30, 2010, 10:40:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[Today at 10:13:46 PM]

by Anonymously sent
[Today at 09:23:10 PM]

[Today at 09:01:28 PM]

[Today at 07:21:04 PM]

[Today at 06:58:40 PM]

[Today at 06:34:13 PM]

[Today at 06:16:43 PM]

[Today at 06:11:28 PM]

[Today at 06:07:35 PM]

[Today at 06:07:14 PM]
Members
Total Members: 35804
Latest: shaaz
Stats
Total Posts: 1040229
Total Topics: 41592
Online Today: 90
Online Ever: 402
(July 02, 2008, 09:40:47 AM)
Users Online
Users: 2
Guests: 70
Total: 72
Yoindia Shayari Adab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use|Privacy Policy
Powered by SMF | SMF © 2006-2009, Simple Machines LLC Theme orange-lt created by panic