HAMEN TO LOOT LIYA ........ABUL ASAD

by Abul Asad on February 15, 2012, 10:27:54 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2633 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Tamaam Yoindia Shayariadab ke shayaron ke liye, dedicated to your fan,  aap ka shukra ada karne:
Kuch is tarha..ye khaayaal aya. aik purani qawali ko hamne apne alfaazon me dhala.Enjoy,

HAMEN TO LOOT LIYA LIKHNE WAALON NE

Hamen to Loot liyaaa likhne waalon ne!!
Gehri Gehri baaton ne, naye naye alfaazon ne!
 
Khalam me shauqiyan, jazbat o josh ki boliyan
Ham to lut gaye sukhanwaron ki mehfil me
 
Ham jo likhte they kabhi kissi bekhayali me
Yaqeen hai sare aam honge ab, badnaam isi mehfil me
 
Jab koi karega jo saawal hamse rindon men
Ham bhi kehdenge, lutgaye ham kharafat me
 
Kehte kehte apni zabaani voh kaise
chedgaye dil ke taar hamare kitni zor se
 
Hamen to Loot liyaaa likhne waalon ne!!
Gehri Gehri baaton ne, naye naye alfaazon ne!

Kuch andaaz-e galam youn chale majlis men
jo seekh ke aaye the, na rahe ab hamare zehnon me

Yaqeen karo na aate kabhi ham aise muhalle men
Rolaya na hota ham ko haseenon ne dard ke choton se

Hamen to loot liya likhne waalon ne
Gehri Gehri Baton ne, naye naye alfazon ne!
Abul Asad


Kuch Mushkil Alfazon ke Maine:

Sukhanwar: Poet, articulate person
Kharafat: wahem, supersition
Rindon: peene wale, maiqane wale, sharabi

 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
loot liya tune by nishita in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
loot liya by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Hame to loot liya mil ke husn valone by dharmendra in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Loot liya by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
Dil se dil ki raah ... Abul Asad by Abul Asad in Shayari -e- Husn
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: February 15, 2012, 10:29:42 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: February 15, 2012, 10:33:37 AM »
Reply with quote

Tamaam Yoindia Shayariadab ke shayaron ke liye, dedicated to your fan,  aap ka shukra ada karne:
Kuch is tarha..ye khaayaal aya. aik purani qawali ko hamne apne alfaazon me dhala.Enjoy,

HAMEN TO LOOT LIYA LIKHNE WAALON NE

Hamen to Loot liyaaa likhne waalon ne!!
Gehri Gehri baaton ne, naye naye alfaazon ne!
 
Khalam me shauqiyan, jazbat o josh ki boliyan
Ham to lut gaye sukhanwaron ki mehfil me
 
Ham jo likhte they kabhi kissi bekhayali me
Yaqeen hai sare aam honge ab, badnaam isi mehfil me
 
Jab koi karega jo saawal hamse rindon men
Ham bhi kehdenge, lutgaye ham kharafat me
 
Kehte kehte apni zabaani voh kaise
chedgaye dil ke taar hamare kitni zor se
 
Hamen to Loot liyaaa likhne waalon ne!!
Gehri Gehri baaton ne, naye naye alfaazon ne!

Kuch andaaz-e galam youn chale majlis men
jo seekh ke aaye the, na rahe ab hamare zehnon me

Yaqeen karo na aate kabhi ham aise muhalle men
Rolaya na hota ham ko haseenon ne dard ke choton se

Hamen to loot liya likhne waalon ne
Gehri Gehri Baton ne, naye naye alfazon ne!
Abul Asad

 

waaaaaaaaah abul sahab Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #3 on: February 15, 2012, 10:46:37 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

Dr. Saheb,
Har baar ki tarha, har waqt rahonga mamnoon aapka
Shukriya

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #4 on: February 15, 2012, 10:48:34 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaah abul sahab Applause Applause Applause

Daad mile Adil Sahab toh, islah karne walon se mile
Badi mohabbat aur izzat ke saath shukr guzaar hoon
kuch aapki taraf bhi ishara hai us nazm o qawali men

Abul Asad
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: February 15, 2012, 10:58:56 AM »
Reply with quote
Daad mile Adil Sahab toh, islah karne walon se mile
Badi mohabbat aur izzat ke saath shukr guzaar hoon
kuch aapki taraf bhi ishara hai us nazm o qawali men

Abul Asad

nahin abul sahab aisi koi baat nahin. main aap ki kya islaah kar sakta hoon main to khud hi seekh rahaa hoon. main ne pahle bhi kaha thaa aur abb bhi kahta hoon . aap ki urdu aur english ka mayaar MASHAALLAH bahut behter hai. iss wajh kar chunke maine aap ko kaafi padha hai.aur pasand aaye sirf jo kalaam hua karte hain buss zara organize nahin the iss wajah kar maine aap ka dhyaan dilaya.
 meri baato.n ko dil pe bilkul na lein aap bahut ache sukhawar hain main aap jaisa nahin hoon yaqeen maane. main aap se bhi seekhna hai. aur aap ke likhe alfaazon ko yaad bhi rakhna hai.

khush rahein.
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #6 on: February 15, 2012, 11:27:18 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob.... Usual Smile

 Applause Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #7 on: February 15, 2012, 11:44:13 AM »
Reply with quote
nahin abul sahab aisi koi baat nahin. main aap ki kya islaah kar sakta hoon main to khud hi seekh rahaa hoon. main ne pahle bhi kaha thaa aur abb bhi kahta hoon . aap ki urdu aur english ka mayaar MASHAALLAH bahut behter hai. iss wajh kar chunke maine aap ko kaafi padha hai.aur pasand aaye sirf jo kalaam hua karte hain buss zara organize nahin the iss wajah kar maine aap ka dhyaan dilaya.
 meri baato.n ko dil pe bilkul na lein aap bahut ache sukhawar hain main aap jaisa nahin hoon yaqeen maane. main aap se bhi seekhna hai. aur aap ke likhe alfaazon ko yaad bhi rakhna hai.

khush rahein.


Adil Sahab,
Inkesaari, khuloos o akhlaaq ab bhi hain
yaqeen hogay hamen aap ka jawab padhkar
Sari guftugo aur hamkalami aapse
muhabat se, aur dil se hai, kanhin bhi koi
aisi baat nahi, saaf dili aur khuloos ki hai
aap ko dost samajh kar, apna samajh kar kehdiya sab kuch.
aap ki baten aur islah dono azeez hain hamen.
Shukriya aapka, aapne jo bhi kuch khabil samjha
goh hain nahi us qabil, ye bakhoobi ham jante hain.

Dua goo
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: February 15, 2012, 11:45:04 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

Shukriya Shihab Saheb,

bahut bahut shukriya saheb.

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: February 15, 2012, 11:45:58 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob.... Usual Smile

 Applause Applause Applause Applause

Mohammed Saheb,
Bahut bahut shukriya sir, aapke mamnoon hain ham

Dua Goo
Abul Asad
Logged
~Aatish~
Guest
«Reply #10 on: February 15, 2012, 12:54:58 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #11 on: February 15, 2012, 01:32:08 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Shukriyaa Aatish Saheb,

Celebrating love as we go along

Abul Asad
Logged
mkv
Guest
«Reply #12 on: February 15, 2012, 04:00:46 PM »
Reply with quote
likhte rahiye.
bahut khoob
Logged
sarfira
Guest
«Reply #13 on: February 15, 2012, 06:40:25 PM »
Reply with quote
waah Abul sahab
hume to loot liya aapke alfaazon ne
sundar sundar haathon se
likhe gaye kalaamo ne--
itna acha miyan aap kaise likh jate hain
shabd hain ya rass bhri chasni hai,ghayal kia hai bas aapki zazbaaton ne--
koson dur hain,faasle apaar hain
dil behlaaya inn meethi meethi baaton ne--

dili daad kubul karen
likhte rahen

khus rahen
muskurate rahen
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #14 on: February 15, 2012, 08:59:24 PM »
Reply with quote
waah Abul sahab
hume to loot liya aapke alfaazon ne
sundar sundar haathon se
likhe gaye kalaamo ne--
itna acha miyan aap kaise likh jate hain
shabd hain ya rass bhri chasni hai,ghayal kia hai bas aapki zazbaaton ne--
koson dur hain,faasle apaar hain
dil behlaaya inn meethi meethi baaton ne--

dili daad kubul karen
likhte rahen

khus rahen
muskurate rahen

Sarfira ji,

Aap ki daad ke liye muntazir rahti aankhen
par is baar to dil ko choo gayi daad apki

Kuch wazn badha gayi daad apki
Meethas itni thi, sugar badha gayi dad apki

Likhne ka haunsla badhgaya,
ye kaam bhi hova badaulat dad apki

Tezi kalam ne itni pakdi ke
nok bhi, mujhse shikayat karne lagi apki

Bada hi mamnuon aapki mohabbat ka
yanhaan ke abab o sukhanwaron ka
Shukriya
Abul Asad
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
October 03, 2024, 08:19:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[September 29, 2024, 02:17:44 PM]

[September 29, 2024, 02:15:31 PM]

[September 29, 2024, 02:13:54 PM]

[September 29, 2024, 02:12:46 PM]

by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]

[August 20, 2024, 06:14:40 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8503 Real Poets and poetry admirer