Hosiyaar ladko,na huwe to marne ko taiyar ladko

by redwhitegang on June 29, 2006, 06:57:04 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1802 times)
redwhitegang
Guest
Reply with quote
Shaadi ki Dastaan
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
khushi ke maare mera bura haal tha,
khushiyaan kuch yoon umad rahin thi,
ki sambhale nahi sambhal rahi thi,
subah subah madam ka chai le kar aana
thoda sharmate hue hume need se jagana,
wo pyaar bhara hath humare ballon main
phirana, muskurate hue kehna ki darling chai to pi lo,
jaldi se ready ho jao,
aap ko office bhi hai jana.
gharwali bhagwan ka roop le kar aayi thi,
dil or dimag par poori tarah chai thi,
saans bhi lete thy to naam usi ka hota tha,
ik pal bhi door jeena dushwar hota tha.
 
*5 saal baad........*
 
subah subah madam ka chai le kar aana,
table par rakh kar jor se chilana,
aaj office jao to munna ko school chodte hue jana..............
ek baar phir wohi awaaj ayi,
kya baat hai abhi tak chodi nahi charpai,
agar munna late ho gaya to dekh lena,
munna ki teachers ko phir khud hi sambhaal lena.
na jane gharwali kaisa roop le kar aayi thi,
dil aur dimaag par kali ghata chai thi,
sans bhi lete hai to uni ka khayal hota hai,
har samay jehan main ek hi sawal hota hai,
kya kabhi wo din lot ke ayenge,
hum ek bar phir kuwaaren ban payenge.
..nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ladko ke fashion by Arifa in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 17 18 »
ladko main dimagh nahi hota hai by sabreena in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 55 56 »
ladko ki khasiyet by Ghazal in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
- Sachayi Ladko Ki - by Meena in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Log ladko ko uhee badnaam ker datay hai by Ram Krishan Rastogi in Other Languages
Talat
Guest
«Reply #1 on: June 29, 2006, 07:55:32 PM »
Reply with quote
Its nice ...but more suitable for funny shayari !!

Moving to Funny Shayari section!

Moved by Yoindia Monitor Talat !
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: June 29, 2006, 08:10:41 PM »
Reply with quote
:lol:  :lol: nice one RWG ji....
Logged
Anushka
Guest
«Reply #3 on: June 30, 2006, 10:52:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "redwhitegang"
Shaadi ki Dastaan
Abhi shaadi ka pehla hi saal tha,
khushi ke maare mera bura haal tha,
khushiyaan kuch yoon umad rahin thi,
ki sambhale nahi sambhal rahi thi,
subah subah madam ka chai le kar aana
thoda sharmate hue hume need se jagana,
wo pyaar bhara hath humare ballon main
phirana, muskurate hue kehna ki darling chai to pi lo,
jaldi se ready ho jao,
aap ko office bhi hai jana.
gharwali bhagwan ka roop le kar aayi thi,
dil or dimag par poori tarah chai thi,
saans bhi lete thy to naam usi ka hota tha,
ik pal bhi door jeena dushwar hota tha.
 
*5 saal baad........*
 
subah subah madam ka chai le kar aana,
table par rakh kar jor se chilana,
aaj office jao to munna ko school chodte hue jana..............
ek baar phir wohi awaaj ayi,
kya baat hai abhi tak chodi nahi charpai,
agar munna late ho gaya to dekh lena,
munna ki teachers ko phir khud hi sambhaal lena.
na jane gharwali kaisa roop le kar aayi thi,
dil aur dimaag par kali ghata chai thi,
sans bhi lete hai to uni ka khayal hota hai,
har samay jehan main ek hi sawal hota hai,
kya kabhi wo din lot ke ayenge,
hum ek bar phir kuwaaren ban payenge.
..nm




Hahahahahahahahahah Shahid.............bahut hi acha laga.. :D
Logged
Tosha
Guest
«Reply #4 on: June 30, 2006, 10:59:44 AM »
Reply with quote
badiya hai :D:D:D:D
Logged
roshni246
Guest
«Reply #5 on: June 30, 2006, 11:51:20 AM »
Reply with quote
ewwww....... so sweet and funny...!
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #6 on: June 30, 2006, 12:33:31 PM »
Reply with quote
bahut khoob


haqiqat bata dali dost bahut khoob
Logged
Azedmeer
Guest
«Reply #7 on: July 11, 2006, 09:48:26 AM »
Reply with quote
na jane gharwali kaisa roop le kar aayi thi,
dil aur dimaag par kali ghata chai thi,
sans bhi lete hai to uni ka khayal hota hai,
har samay jehan main ek hi sawal hota hai,
kya kabhi wo din lot ke ayenge,
hum ek bar phir kuwaaren ban payenge

nice one

Phool ho gulaab ka chameli ka mat samjhna
ashiq hu app ka saheli ka mat samjhna
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 10:50:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer