HUMAARI SAADGI........Asghr

by Asghr on July 13, 2012, 07:51:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1208 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
Humaari saadgi aur unn ki hoshiyari nahi jaati
haseenoon se hum aehl e dil ki dildari nahi jaati

jab se dekha hai kisi ka gulab sa haseen chera
ab humaari ankhon se motiye ki beemari  nahi jaati

shab e furqat mein rote hein chupa ke chera bister mein
bilaakhir beet jab tak raat saari nahien jaati

kabi shairon ka shikar karna mushgla tha mera
ab tou aik chidiya bhi hum se maari nahi jaati


suna kar apni gazlein tv pe khush tou hoon lekin
mere phone ke bill ki bombari nahein jaati

kisi ke haan mein haan milata nahein Asghr
ke mujh se daur e hazir mein bhi rwadari nahi jaati

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yeh dunya hai humaari by shyama in Shairy-E-Watan
humaari badnaseebi by majid in Shayri-E-Dard
humaari shayari by majid in Shairi - E - Zindagi
Humaari galti kya thi by lay_a_bet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Humaari galti kya thi by lay_a_bet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 13, 2012, 11:46:09 PM »
Reply with quote
nice
Logged
anand mohan
Guest
«Reply #2 on: July 14, 2012, 04:13:46 AM »
Reply with quote
bahut badhiya.
Humaari saadgi aur unn ki hoshiyari nahi jaati
haseenoon se hum aehl e dil ki dildari nahi jaati

jab se dekha hai kisi ka gulab sa haseen chera
ab humaari ankhon se motiye ki beemari  nahi jaati

shab e furqat mein rote hein chupa ke chera bister mein
bilaakhir beet jab tak raat saari nahien jaati

kabi shairon ka shikar karna mushgla tha mera
ab tou aik chidiya bhi hum se maari nahi jaati


suna kar apni gazlein tv pe khush tou hoon lekin
mere phone ke bill ki bombari nahein jaati

kisi ke haan mein haan milata nahein Asghr
ke mujh se daur e hazir mein bhi rwadari nahi jaati



BAHUT BADHIIYA. 
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: July 14, 2012, 05:51:03 AM »
Reply with quote
kisi ke haan mein haan milata nahein Asghr
ke mujh se daur e hazir mein bhi rwadari nahi jaati
Applause Applause
Bahut bahut khoob Asghar bhai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 14, 2012, 06:47:04 AM »
Reply with quote
Humaari saadgi aur unn ki hoshiyari nahi jaati
haseenoon se hum aehl e dil ki dildari nahi jaati

jab se dekha hai kisi ka gulab sa haseen chera
ab humaari ankhon se motiye ki beemari  nahi jaati

shab e furqat mein rote hein chupa ke chera bister mein
bilaakhir beet jab tak raat saari nahien jaati

kabi shairon ka shikar karna mushgla tha mera
ab tou aik chidiya bhi hum se maari nahi jaati


suna kar apni gazlein tv pe khush tou hoon lekin
mere phone ke bill ki bombari nahein jaati

kisi ke haan mein haan milata nahein Asghr
ke mujh se daur e hazir mein bhi rwadari nahi jaati




Bahut Bahut Khooob!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: July 14, 2012, 07:39:23 AM »
Reply with quote
waah waah waah bahut khoob
Logged
Asghr
Guest
«Reply #6 on: July 14, 2012, 08:08:04 PM »
Reply with quote
nice
Shukriya nandbahu.....Asghr
Logged
Asghr
Guest
«Reply #7 on: July 14, 2012, 08:09:58 PM »
Reply with quote
bahut badhiya.
BAHUT BADHIIYA. 
THANKS ANAND SAHEB....ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #8 on: July 14, 2012, 08:12:40 PM »
Reply with quote
kisi ke haan mein haan milata nahein Asghr
ke mujh se daur e hazir mein bhi rwadari nahi jaati
Applause Applause
Bahut bahut khoob Asghar bhai

THANKS MUKESH BHAI.....ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #9 on: July 14, 2012, 08:14:43 PM »
Reply with quote

Bahut Bahut Khooob!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

THANKS KHWAISH BHAI....ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #10 on: July 14, 2012, 08:15:58 PM »
Reply with quote
waah waah waah bahut khoob
SHUKRIYA SIR......ASGHAR
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 11:36:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer