kabhi kabhi meri aankho me...

by samnoj on June 09, 2008, 04:04:58 PM
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 29
ReplyPrint
Author  (Read 28169 times)
syednaami
Guest
«Reply #180 on: October 11, 2008, 10:04:20 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai,
Mujhe nahin Honey jee ka yeh abhaam lagta hai. - DOH tongue3
Logged
Talat
Guest
«Reply #181 on: October 11, 2008, 10:17:46 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai
Aaj to khana hi nahin banaya lagta hai DOH
Logged
syednaami
Guest
«Reply #182 on: October 11, 2008, 10:23:55 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai,
Mujhe bhi bhook ne sataaya khana laga lagta hai. -  Winking
Logged
Talat
Guest
«Reply #183 on: October 11, 2008, 10:26:09 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai
Hume to sar e shaam, neend ne sataya lagta hai sad5
Logged
syednaami
Guest
«Reply #184 on: October 11, 2008, 10:29:25 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai,
Ham chale kuchh der ab dinner thanda lagta hai. -  icon_scratch
Logged
Talat
Guest
«Reply #185 on: October 11, 2008, 10:35:25 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai
Bhook ne aap ko zor se sataya lagta hai.... Winking
Logged
syednaami
Guest
«Reply #186 on: October 12, 2008, 12:22:19 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai,
Aap to daavat nahin dete khana to khana padta hai. -  DOH sad5
Logged
Talat
Guest
«Reply #187 on: October 12, 2008, 12:25:35 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai,
Humko akele hi khana, khana achcha lagta hai Laughing hard
Logged
syednaami
Guest
«Reply #188 on: October 12, 2008, 12:38:07 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai,
Saath hamen bhi shaamil karlo kya paisa lagta hai. - Is it SO!
Logged
Talat
Guest
«Reply #189 on: October 12, 2008, 12:42:47 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon main saaya lagta hai,
Aapke yahan khaane pe kya tax laga karta hai
Logged
syednaami
Guest
«Reply #190 on: October 12, 2008, 12:54:39 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon men saaya lagta hai,
Saath bithhaana nahin to tax ka bahaana banta hai. -  Giggle tongue3
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #191 on: October 14, 2008, 07:40:26 PM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon mein saaya lagta hai
Saath baithne na paaye aap sab ke saath lagta hai
Logged
syednaami
Guest
«Reply #192 on: October 15, 2008, 01:46:24 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon men saaya lagta hai,
Kahan ghayib.com ho saare kuchh khafa sa lagta hai. -  DOH
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #193 on: October 16, 2008, 04:48:36 PM »
Reply with quote
kabhi kabhi mere aankhon mein saaya lagta hai.

Kahan gaye sab idher aao sunna sa lagta hai... DOH
Logged
syednaami
Guest
«Reply #194 on: October 17, 2008, 12:41:28 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi meri aankhon men saaya lagta hai,
Funny se aaj kal sab ka mood ukhda sa lagta hai. -
Logged
Pages: 1 ... 9 10 11 12 [13] 14 15 16 17 ... 29
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 01, 2026, 02:10:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[November 01, 2026, 12:51:14 AM]

by ASIF
[October 25, 2026, 07:19:24 PM]

by 7720324850
[October 22, 2026, 08:36:16 AM]

[October 18, 2026, 10:43:03 AM]

[October 18, 2026, 10:41:32 AM]

[October 18, 2026, 10:41:00 AM]

by ASIF
[October 16, 2026, 11:56:26 PM]

[October 16, 2026, 07:43:21 PM]

[October 15, 2026, 11:44:48 AM]

[October 13, 2026, 03:04:24 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.591 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8523 Real Poets and poetry admirer