KEHI DINO SE........Asghr

by Asghr on July 13, 2012, 09:59:02 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 688 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
Kehi dino se meri parishani nahi jaati
aisi hajamat hui ke shakal pechani nahi jaati

pehle he ishq mein aise daant khte huay
dobara kisi se pyar ki thaani nahi jaati

mohabat mein kehi bar pitne ke bahd bhi
na jaane kyon humaari naadani nahi jaati

haseen loug tou dil leh kar mukr jaate hein
gareeb aashqon ki sach baat bhi maani nahi jaati

Asghar apne khyalat safa e qartaas pe la sakta hai
yeh dekh kar mere raqeebon ki parishani nahi jaati
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
== In Dino == by angel4u in Shayri-E-Dard
In Dino...... by angel4u in Shayri-E-Dard
ye un dino ki bat he by anandjaiswal in Share:Love Poetry
ye un dino k baat h............ by janu007 in Share:Love Poetry
Meri Palko May Kehi Chuban Si Rehti Hai by FARE in Shayari -e- Husn
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 13, 2012, 10:09:55 AM »
Reply with quote
bahut mazedaar 4th sher badaa kaamyaab aur maaneekhez lagaa dheron daad aur ek rau
Logged
Asghr
Guest
«Reply #2 on: July 13, 2012, 10:20:21 AM »
Reply with quote
Shukriya Saini saheb.....Asghr
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #3 on: July 13, 2012, 10:23:20 AM »
Reply with quote
Kehi dino se meri parishani nahi jaati
aisi hajamat hui ke shakal pechani nahi jaati

pehle he ishq mein aise daant khte huay
dobara kisi se pyar ki thaani nahi jaati

mohabat mein kehi bar pitne ke bahd bhi
na jaane kyon humaari naadani nahi jaati

haseen loug tou dil leh kar mukr jaate hein
gareeb aashqon ki sach baat bhi maani nahi jaati

Asghar apne khyalat safa e qartaas pe la sakta hai
yeh dekh kar mere raqeebon ki parishani nahi jaati
Clapping Smiley Clapping SmileyClapping Smiley Clapping Smiley bahut khub Asghar bhai dheron daad qabool kariye..
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: July 13, 2012, 11:19:43 AM »
Reply with quote
bahut khoob , asghar saheb . Eik taraf saini saheb fazihat hone se bacha rahe hain aur eik aap hain ki shararat se baaz nahi aa rahe hain . Achhi Pehkash ke liye bahut bahut mubarakbaad.
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: July 13, 2012, 04:38:26 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob likhte hai aap ashgar sahab
Mazahiya shayri ko likhne ka andaaj bilkul juda hain
dil daad kubool darmaayen.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #6 on: July 13, 2012, 05:59:31 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob likhte hai aap ashgar sahab
Mazahiya shayri ko likhne ka andaaj bilkul juda hain
dil daad kubool darmaayen.
Thanks Mukesh saheb....asghr
Logged
Asghr
Guest
«Reply #7 on: July 13, 2012, 06:01:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob , asghar saheb . Eik taraf saini saheb fazihat hone se bacha rahe hain aur eik aap hain ki shararat se baaz nahi aa rahe hain . Achhi Pehkash ke liye bahut bahut mubarakbaad.
Shukriya janab Hasan saheb.......Asghr
Logged
Asghr
Guest
«Reply #8 on: July 13, 2012, 06:03:55 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping SmileyClapping Smiley Clapping Smiley bahut khub Asghar bhai dheron daad qabool kariye..
pankajwfs saheb aap ka shukriya....asghr
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:42:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer