MEIN NE KAHA

by Asghr on January 13, 2009, 05:55:53 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1686 times)
Asghr
Guest
«Reply #15 on: January 15, 2009, 03:05:11 AM »
Reply with quote
Bahoot khoob asghr ji
THANK YOU AAJ ISS NAZAM SE BAUT SI BAATEIN SAMNE AH REHI HEIN ITEFAQ KI BAAT HAI UUN KAA NAAM B SALMA THA JIN K LIYE YE NAZM LIKHI THI. AAP KA BAUT MAMNOON HOON.ASGHR icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaha ho tum by shamsay in Shayri-E-Dard
Uss ne kaha....main ne kaha by socha na tha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hijra mein hokey bey qarar; kaha hai tum sey! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
***Aankho'n Mein Need Kaha'n*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
MEIN NEH KAHA.......................... by M.ASGHAR MIRPURI in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
salma786
Guest
«Reply #16 on: January 15, 2009, 04:43:25 AM »
Reply with quote
Kya kahu ise meri khushnasibi,
Ya kahu apni badnasibi?
Jo naam kisiko shayari sikha gaya,
Ya mera naam kisiko dard degaya!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: January 18, 2009, 12:32:17 AM »
Reply with quote
AAP SHAAID YAQEEN NA KARAIN YE BAATAIN AIK DOST SE PHONE PE HUI AUR MEIN NE 2001 MEIN YE NAZAM UUN KI IJAAZAT SE MAZAQ KA RUNG DE KAR LEKHI,DEKHA HUM GHUM KO B HANSI MEIN TAAL DAITE HEIN.MUJE UDAAS KAR DIYA NA.AAP KA SHUKRIA.ASGHR icon_salut icon_salut icon_salut

 DOH DOH
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #18 on: January 18, 2009, 12:57:00 AM »
Reply with quote
Bahut khoob sawaal javaab hain aapke.....
Hamne jab tariffki unki is hazir javabiki....
Javaab aaya yunhi sawaal karte rahiyega ya...
Hazir bhi honge kabhi khawabgah me hamari..

MEIN NE KHA TERI YAAD MEIN ANKHEN ROTTI HEIN
JAWAB AAYA YEH ISSI TARAH SAAF HOTI HEIN
MEIN NE KAHA DARD EH HIJR KA KOI ILAAJ BATAYIEH
JAWAB AAYA VASL HO GA ISSI TARH ROTE JAYEIEH
MEIN NE KAHA AB ANKHON K SAATH DIL BI ROHTA HAI
JAWAB AAYA ASHIQOON K SAATH AKSR AISA HOTA HAI
MEIN NE KAHA ANSONWOON SE TAKIYE BEEGH JATE HEIN
JAWAB AAYA ISSI BAHANAY HUM TUMEIN YAAD TAU AHTE HEIN
MEIN NE KAHA MERI SHAYRI K BARAY KUCH FARMAAIYE
JAWAB AAYA ASGHR KHUDA K LIYE HAMEIN BHOOL JAAIYE
Logged
mkv
Guest
«Reply #19 on: December 25, 2011, 02:48:37 AM »
Reply with quote
Bahut khoob

sach me gam, khushiyan, peeda, sabhi bhavnaaye saath 2 chalti hai, jiski jaroorat hoti hai vo andar aa jata hai..

Bahut khoob
Logged
khujli
Guest
«Reply #20 on: December 25, 2011, 05:25:20 AM »
Reply with quote
MEIN NE KHA TERI YAAD MEIN ANKHEN ROTTI HEIN
JAWAB AAYA YEH ISSI TARAH SAAF HOTI HEIN
MEIN NE KAHA DARD EH HIJR KA KOI ILAAJ BATAYIEH
JAWAB AAYA VASL HO GA ISSI TARH ROTE JAYEIEH
MEIN NE KAHA AB ANKHON K SAATH DIL BI ROHTA HAI
JAWAB AAYA ASHIQOON K SAATH AKSR AISA HOTA HAI
MEIN NE KAHA ANSONWOON SE TAKIYE BEEGH JATE HEIN
JAWAB AAYA ISSI BAHANAY HUM TUMEIN YAAD TAU AHTE HEIN
MEIN NE KAHA MERI SHAYRI K BARAY KUCH FARMAAIYE
JAWAB AAYA ASGHR KHUDA K LIYE HAMEIN BHOOL JAAIYE



 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 02:20:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.165 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer