MOHABBAT KE OFFER ........................... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on July 19, 2013, 06:32:23 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2408 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #15 on: July 21, 2013, 01:01:27 AM »
Reply with quote
wah kya bat kya bat
shukriya nandbahu ji.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
unbelievable exchange offer by arsenmen in SMS , mobile & JOKES
MaiN moHabbat hooN moHabbat ko bachaa le koie. by Ghulam Haider in Ghazals « 1 2  All »
JAB MOHABBAT JAWAAN HOTI HAI ......................... .HASAN by F.H.SIDDIQUI in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
MOHABBAT KA HAMEIN ARMAAN KAB THHA ............ HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2 3  All »
BADI MOHABBAT SE ... ..... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals
Bhupinder Kaur
Guest
«Reply #16 on: July 21, 2013, 01:15:22 AM »
Reply with quote
Lajawaab ji.......
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #17 on: July 21, 2013, 02:13:53 AM »
Reply with quote
ha ha ha ha ha ,sir
thanks , MB saheb
Logged
sbechain
Guest
«Reply #18 on: July 21, 2013, 04:10:19 AM »
Reply with quote

Mohabbat  ke  Offer   bahut   aa  rahe  haiN  ,
HameeN  Dil  lagaane  se  ghabra  rahe  haiN
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard aji tumhein ghalat fahmi ho gai hai ye ssare khootoot ladkiyaa.n apne bete ko likthi hai tumhein nahin Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Raqeeb  andar - andar  to  tharra  rahe  haiN  ,
Gali  meiN   magar  teri   mandla  rahe  haiN
behis aur bemarawaat logo.n ka koi ilaaj nahin itne joote pade phir bhi wahi harkat. jaane do tum araam se ghar mein so. pahra dene ki zaroorat nahin hai main khud dekh loo.n gi in dushmano ko icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

Kabhie  Zulf  jhatkeiN , kabhie  yunhi  matkeiN  ,
Khade   Aaine   par   woh   itra   rahe  haiN  
ab main kya karoo.n aaine ki khawahish hai ki use bhi apni ada dikhaao.n kahta hai sirf HASAN koi hi apni adaa dikhaao gi. meri kya khata hai mujhe bhi dikhaa do.......please apni adaa. ab bolo aisi iltejah pe main kya karoo.n Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

HameeN  par  gadaaye  haiN  nazreiN  woh  kab  se  ,
Magar   saaf   milne  se   katra   rahe  haiN
main tumhaare sabr ka imtehaan le rahi hoo.n kyon ki be-sabre log mujhe pasand nahin. aur jaldi ka kaam shaitaan ka...aur... shaitaan kisi ko pasand nahin Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Kabhi  taan  ghoonsa  , kabhi   kheench  thappad  ,
HameiN   apni   khidkee  se  dhamka  rahe  haiN
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardarre baba main ghar pe arobic kiya karti hoon aur tumhaari door ki nazar kamzor hai isliye ghalat action nazar aataa hai tumhein. aakh ke doctor se checkup karwana.... haan dr.saini ke paas mat janaa jaane kisi maraz ke doctor hain wo

Chalo  bhaag  leiN  Hum  bhi   sarpat  galee  se  ,
Idhar  hee  Woh  KuttoN  ko  hushka  rahe  haiN
  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardmere kutte tumhein pahchaante hain tumhaare paas mera message convey karne aa raahe hain baahgo mat
 
Koi   sher   kahne  meiN   shayed   lage  haiN  ,
'Hasan'   der  se   sar  ko   khujla  rahe  haiN


kah daalo jaldi se iss se pahle ki saare baal girr pade
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

wah wah wah fazal sahab nahin nahin aap to ab hazal sahab ho..........!
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardek rau deti hoon
Logged
khujli
Guest
«Reply #19 on: July 21, 2013, 07:57:12 AM »
Reply with quote

Mohabbat  ke  Offer   bahut   aa  rahe  haiN  ,
HameeN  Dil  lagaane  se  ghabra  rahe  haiN


Raqeeb  andar - andar  to  tharra  rahe  haiN  ,
Gali  meiN   magar  teri   mandla  rahe  haiN


Kabhie  Zulf  jhatkeiN , kabhie  yunhi  matkeiN  ,
Khade   Aaine   par   woh   itra   rahe  haiN   


HameeN  par  gadaaye  haiN  nazreiN  woh  kab  se  ,
Magar   saaf   milne  se   katra   rahe  haiN


Kabhi  taan  ghoonsa  , kabhi   kheench  thappad  ,
HameiN   apni   khidkee  se  dhamka  rahe  haiN


Chalo  bhaag  leiN  Hum  bhi   sarpat  galee  se  ,
Idhar  hee  Woh  KuttoN  ko  hushka  rahe  haiN
 

Koi   sher   kahne  meiN   shayed   lage  haiN  ,
'Hasan'   der  se   sar  ko   khujla  rahe  haiN


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #20 on: July 21, 2013, 01:52:54 PM »
Reply with quote
shukriya Marhoom Bahayat saheb
Logged
mkv
Guest
«Reply #21 on: July 21, 2013, 02:16:31 PM »
Reply with quote
Aadaab Sir
zabardast ...aala peshaksh..
Matla to behad khoobsurat hai..
jyada kuch kahun to beadab kahlaaunga..par sabhi ehsaas ek se badhkar ek..
par ye sher padhkar...honthon pe barbas muskarahat aa gayee.
Aap bhi dobara padhkar lutf leejiyega..wah wah wah
Kabhi  taan  ghoonsa  , kabhi   kheench  thappad  ,
HameiN   apni   khidkee  se  dhamka  rahe  haiN Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #22 on: July 21, 2013, 09:00:37 PM »
Reply with quote
Karein bhi wo kya , aap sunte nahi jab,
Hasan waah hasan wo, kahey jaarahe hain. 

Waah Siddqui Saheb  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Bahut shukriya , nawazish Saraswat ji . khush rahye
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #23 on: July 22, 2013, 01:27:37 AM »
Reply with quote
Hasan Sahib,
            Aadaab !

Waaaaah waaaah bahut khoob majahiya kalaam
kaha hai .......kya kahne.....

Dili mubaarakbaad qubool farmaayen...

Raqeeb
  
Satish ji , Adaab .  Bahut arse  baad  mulaqat
aur hausla barhane ke liye tah e dil e mamnoon
hoon.aap shaad o abaad rahye.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #24 on: July 22, 2013, 01:42:45 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
thanks  , Hriday ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #25 on: July 22, 2013, 02:22:59 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Just awesome hasanji. hazaron dili daad qubool kare..
bahut bahut shukriya,aqsh ji.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #26 on: July 22, 2013, 06:12:32 PM »
Reply with quote
Kabhie  Zulf  jhatkeiN , kabhie  yunhi  matkeiN  ,
Khade   Aaine   par   woh   itra   rahe  haiN   


HameeN  par  gadaaye  haiN  nazreiN  woh  kab  se  ,
Magar   saaf   milne  se   katra   rahe  haiN


Koi   sher   kahne  meiN   shayed   lage  haiN  ,
'Hasan'   der  se   sar  ko   khujla  rahe  haiN

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaah Hasan Sir,
Bahut umdaa ghazal kahi hai aapne.Meri dili mubarakbaad qabool kijiye.
Is Ghazal ke mutalliq aik sher aapko Nazr karna chahta hun-

SUNO DOSTON AAJKAL YE HASAN JI,
BAHUT UMDAA GHAZALEIN FARMAA RAHE HAIN.


Bahut shukriya sudhir ji, housla afzai ke liye aur khuloos se bhare sher ke liye,duaaein
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #27 on: July 22, 2013, 06:49:02 PM »
Reply with quote
Khushnaseeb Hain Aap Ki Koi Itna Chahta Hai
Yahaan To Makhiyan Bhi Pas Aane Se Katraati Hain

Bahut Khub Likha Hai Saheb Applause

Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
bahut shukriya,shihab saheb
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #28 on: July 23, 2013, 01:09:53 AM »
Reply with quote
Kya baat hai kya baat hai - loot liye Siddiqui sahab
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
iqtedar saheb , bahut shukrguzar hoon
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #29 on: July 23, 2013, 01:34:08 AM »
Reply with quote
Laajawaab peshkash
SHUKRIYA , SAINI BHAI
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 11, 2024, 02:24:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.172 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer