paagal Balam

by Ruhaani on October 30, 2008, 10:08:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 982 times)
Ruhaani
Guest
Reply with quote

Tum jo maan jao ek baar
Dil ko chain aa jaaye yaar.

Dekhkar tumhaari ye naraajgi
Rahte hain din-raat bekraar.

Kar do maaf,tum jo meri khata
Phir se mughe aa jaaye karaar

Choti si baton par jo yun ruthe
Wo kya khaak karega pyaar…..

Ruhaani


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Paagal Nazm Paagal SmaajoN Ke Naam by Brijinder in Shayri for Khumar -e- Ishq
Raat pyaaree hai: pyaarey balam ghar aa!! by abdbundeli in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4  All »
Balam kee nagariyaa na jaauungee, guinyaan! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aaj Holi hai pyaaree! Balam aa gaye!! by abdbundeli in Occassion Specific Poetry « 1 2  All »
** ab ke balam jee ** by vimmi singh in Shayri for Dard -e- Judai
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: October 30, 2008, 10:21:25 AM »
Reply with quote
Yahi ruthne aur manane ki pratha hai pyaar
Isi samay aap samajh lena ki ho gaya pyaar
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: October 31, 2008, 05:36:15 PM »
Reply with quote

Tum jo maan jao ek baar
Dil ko chain aa jaaye yaar.

Dekhkar tumhaari ye naraajgi
Rahte hain din-raat bekraar.

Kar do maaf,tum jo meri khata
Phir se mughe aa jaaye karaar

Choti si baton par jo yun ruthe
Wo kya khaak karega pyaar…..

Ruhaani





is main to pyar he pyar hai najar ayya
Funny ka kahin bhi nahi parra saya
section ko dekh kar jara kalam ko ghumaye app
kisi bhi section main, kuch ka kuch na likh jaaye app

paagal balam hai to usko paagal khane pahuncha dijiye
bahoot se yo-sathi hai wahan, humara unko salam dijiye

Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: October 31, 2008, 05:36:56 PM »
Reply with quote
Yahi ruthne aur manane ki pratha hai pyaar
Isi samay aap samajh lena ki ho gaya pyaar

Yahi ruthne aur manane ki pratha hai pyaar
issi chakkar main kisi pagal balam se na kha jaana maar
Logged
Deepak Subi
Guest
«Reply #4 on: October 31, 2008, 06:02:19 PM »
Reply with quote
Pyar mein koi pratha nahi hoti,
pyar Diwana hota hai....
husn ki to adat hi hai...use ruthne mein maza aata hai
Ashiq ka kaam manana hota hai...

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 06:52:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer