PATNI KO PARMESWAR MANO

by BHONDU on March 19, 2006, 05:20:44 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 11584 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #30 on: March 31, 2006, 10:20:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "D K"
biwi ki importance nahi pet mein chuhe koodte hain
jaan nikal jaati hai jab yahan 9 bajte hain
samajh nahi ata ki khane mein kya khaun
end mein noodles aur juice pi ke sote hain sad5


bhookh nhi sahan hoti hai to
patni  ke aage jhukna jaano.
patni se saare sukh hai
patni ko parmeswar mano.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mera kaha mano tum! by itsme! in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
yakeen mano......... by naya_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
PATNI NE PATI SE......... by sajid_ghayel in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
GAR MANO TUM by jasbirsingh in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
TU NA MANO YEH HAQIQAT by ARK333 in Shayri for Khumar -e- Ishq
D K
Guest
«Reply #31 on: March 31, 2006, 05:28:14 PM »
Reply with quote
maan liya haar ke patni ko parmeshwar
ab shayad mil jaaye khana shaam seher
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #32 on: April 01, 2006, 06:46:22 AM »
Reply with quote
Patni ko parmeshwar mano;
Uske ghar ko apna maano;
Ghar jamai tum bano;
Uske baap k paiso se aish karo....
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #33 on: April 01, 2006, 03:08:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Patni ko parmeshwar mano;
Uske ghar ko apna maano;
Ghar jamai tum bano;
Uske baap k paiso se aish karo....


patni ko parmeswar mano.
ussay sukh dukh tum jaamo.
ghar jamai se khuddari bikti hai yaaroon.
sasur ke paisoon per lalat maro.
Logged
D K
Guest
«Reply #34 on: April 01, 2006, 03:34:06 PM »
Reply with quote
khuddari gayi tel lene yaar
aish kar sasur ke paise par
usse achhi kya zindagi hogi
jab naukar chakar aur lambi gaadi hogi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: April 01, 2006, 04:35:14 PM »
Reply with quote
patani ko permeshwar mano
uske baap ke ghar ko apna jaano
kitchan mai banao khana tum roj
kapre dhona, samjho na koi bojh!!


biwi ke baap ka ghar
apka apna ghar
kayun sahi kahan na
pati permeshwar!!!
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #36 on: April 01, 2006, 05:04:06 PM »
Reply with quote
Pooja madam yeh manti hain;
Pati k ghar mein, aurat kapde dhoti hain aur bartan manjhti hain;
chalo acha hi hua;
Kamse kam yeh apne pati ko parmeshwar manti hain....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: April 01, 2006, 05:33:28 PM »
Reply with quote
parmeshwar ke bhi kai naam hoty hai
kabhi sanam, sajan to phir prannath hoty hai
agar to wo kare dil se payaar to hirdyeshwar kahlwayega
jo kari jara si bhi hera pheri, yakin karo sirf biwi se annath hi kahlwayega :p
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #38 on: April 02, 2006, 02:26:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"

parmeshwar ke bhi kai naam hoty hai
kabhi sanam, sajan to phir prannath hoty hai
agar to wo kare dil se payaar to hirdyeshwar kahlwayega
jo kari jara si bhi hera pheri, yakin karo sirf biwi se annath hi kahlwayega :p


maana ki parmeswar ke naam hote hai.
pati kabhi sanam, sajan, praannath hote hai.
dil mein basker hirdyesvar aur.. yaar hote hai.
per bina patni ke ye sab naam bekaar hote hai.
Logged
D K
Guest
«Reply #39 on: April 02, 2006, 06:18:38 PM »
Reply with quote
bhondu sahab ne bilkul theek farmaya
keh kar ye sabko hai jagaya
par yaar ye sab naam patni ke bina bekar hote hain
ye tumko aakhir kisne hai bataya?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #40 on: April 03, 2006, 03:21:18 PM »
Reply with quote
kuch bhi kaho, sukhi rahne ka gur ek hai
biwi hai number 1, kisi aoe se na koi male (milan) hai
chupchap jo biwi ke her baat maan jaogy
yakin karo marne ke baad sidha swarg ko jaogy!!
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #41 on: April 04, 2006, 02:53:59 AM »
Reply with quote
Patni ko parmeshwar mano;
Acha khasa bank balance ko zero kar daalo...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #42 on: April 04, 2006, 03:18:04 AM »
Reply with quote
Patni ko parmeshwar kyun mane;
Kya gunaah kiya mard ne hum bhi to jaane;
Yeh kaisa hulhal, parmeshwar ko lekar;
Patni toh zindagi ka sahara hain hum sabh mard yeh mane...
Logged
chitra
Guest
«Reply #43 on: April 04, 2006, 03:21:34 AM »
Reply with quote
Patni ko parmeshwari maano
warna apni jaan se haath dho lo
yu na tum issee hunsee mein udaao
mard ho to jara shadee karke dikhao
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #44 on: April 04, 2006, 03:25:52 AM »
Reply with quote
Hum shadi toh khub karna chahte hain;
Kambaqt padhai ka bojh, humme rulate hain;
Shaadi ke ladoo hum bhi zaroor;
Arre janaab har mard ki tarah hum pachtayenge zaroor...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 09:19:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer