SARKARI HOSPITAL KI KHATIYA PAR...SOUDAGAR

by soudagar on July 19, 2013, 06:12:51 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2035 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
meri jana jabse mujhe tumse pyar ho gaya
kya kahun mera  jeena to dushwar ho gaya

aakhon mein teri hee tasveer rehti hai ab
lagta hai ishq ka mujhe bukhar ho gaya

teri be-tuki baton ko bade gour se sunta hoon
jaise ki main tera bahut bada karjdar ho gaya

teri tareef kar kar thak jata hoon main, tum kehti ho
bas itne mein hee tumhare pyar ka izhar ho gaya

har bar milne par dena padta hai tujhko uphar
mere liye to har din jaise ek tayohar ho gaya

chhoti chhoti baat par karti ho aansuon se bhayadohan (blackmail)
yeh aansu ki bund nahi jaise koi hathiyar ho gaya

pyar mein tujhe khush rakhne ke liye itne papad bele hai
k ab to mera engineering se papad ka hee karobar ho gaya

teri gali ke chakkar kaat kat itno se dushmani mol li maine
har dusre din main  2-4 hathon laton ka shikar ho gayaa

naam naa jud saka mera ranjha majnu ki list mein to kya
sarkari hospital ki khatiya par to mera adhikar ho gayaa

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bhola @ Hospital by kcpandey in SMS , mobile & JOKES
hospital by ~*heartbreaker*~ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Hospital Windows by main_aisa_hi_hoon in Inspirational Stories and real life Incidences.
hospital by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
Dharti ki khatiya mein, patton ke bistar pe by nandbahu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 19, 2013, 07:01:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: July 19, 2013, 09:26:24 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

hahahahahahahahahaha bahut khoob Soudagar ji... mazaa aa gayaa padh ke....!!!
Logged
soudagar
Guest
«Reply #3 on: July 19, 2013, 10:22:37 PM »
Reply with quote
shukriya nandbahu ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: July 19, 2013, 10:38:36 PM »
Reply with quote
bahut khoob,mazedar hazal kahi hai soudagar ji. bahut badhai
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: July 19, 2013, 11:18:17 PM »
Reply with quote
naam naa jud saka mera ranjha majnu ki list mein to kya
sarkari hospital ki khatiya par to mera adhikar ho gayaa

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #6 on: July 20, 2013, 02:37:37 AM »
Reply with quote
meri jana jabse mujhe tumse pyar ho gaya
kya kahun mera  jeena to dushwar ho gaya

aakhon mein teri hee tasveer rehti hai ab
lagta hai ishq ka mujhe bukhar ho gaya

teri be-tuki baton ko bade gour se sunta hoon
jaise ki main tera bahut bada karjdar ho gaya

teri tareef kar kar thak jata hoon main, tum kehti ho
bas itne mein hee tumhare pyar ka izhar ho gaya

har bar milne par dena padta hai tujhko uphar
mere liye to har din jaise ek tayohar ho gaya

chhoti chhoti baat par karti ho aansuon se bhayadohan (blackmail)
yeh aansu ki bund nahi jaise koi hathiyar ho gaya

pyar mein tujhe khush rakhne ke liye itne papad bele hai
k ab to mera engineering se papad ka hee karobar ho gaya

teri gali ke chakkar kaat kat itno se dushmani mol li maine
har dusre din main  2-4 hathon laton ka shikar ho gayaa

naam naa jud saka mera ranjha majnu ki list mein to kya
sarkari hospital ki khatiya par to mera adhikar ho gayaa

बेहतरीन kya baat hai ,
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 20, 2013, 02:57:56 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Saudaagar Ji


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: July 20, 2013, 10:06:04 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaaahhhhhhhh  aaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh waahhhhhhhhhh
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: July 20, 2013, 11:44:04 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA NANDBAHU JI
Logged
khujli
Guest
«Reply #10 on: July 21, 2013, 08:02:59 AM »
Reply with quote
meri jana jabse mujhe tumse pyar ho gaya
kya kahun mera  jeena to dushwar ho gaya

aakhon mein teri hee tasveer rehti hai ab
lagta hai ishq ka mujhe bukhar ho gaya

teri be-tuki baton ko bade gour se sunta hoon
jaise ki main tera bahut bada karjdar ho gaya

teri tareef kar kar thak jata hoon main, tum kehti ho
bas itne mein hee tumhare pyar ka izhar ho gaya

har bar milne par dena padta hai tujhko uphar
mere liye to har din jaise ek tayohar ho gaya

chhoti chhoti baat par karti ho aansuon se bhayadohan (blackmail)
yeh aansu ki bund nahi jaise koi hathiyar ho gaya

pyar mein tujhe khush rakhne ke liye itne papad bele hai
k ab to mera engineering se papad ka hee karobar ho gaya

teri gali ke chakkar kaat kat itno se dushmani mol li maine
har dusre din main  2-4 hathon laton ka shikar ho gayaa

naam naa jud saka mera ranjha majnu ki list mein to kya
sarkari hospital ki khatiya par to mera adhikar ho gayaa


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: July 23, 2013, 01:55:04 PM »
Reply with quote
shukriya kapil bhai
Logged
soudagar
Guest
«Reply #12 on: July 24, 2013, 11:46:37 PM »
Reply with quote
shukriya hasan sir...
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: August 02, 2013, 12:05:18 AM »
Reply with quote
shukria aqsh ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #14 on: August 03, 2013, 07:33:19 PM »
Reply with quote
shukriya qalb bhai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 06:16:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.187 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer