SHAADI

by Dewana_Badal on August 03, 2004, 04:18:27 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2140 times)
Dewana_Badal
Guest
Reply with quote
Shaadi ke pehle - Agar Tum Na Hote:(
Shaadi ke baad - Agar Tum Na Hote:)

Shaadi ke pehle - Maine Pyar Kiya
Shaadi ke baad - Ye Maine Kya Kiya?

Shaadi ke pehle - Kuch Kuch Hota Hai
Shaadi ke baad - Kuch Nahi Hota Hai

Shaadi ke pehle - Dil To Pagal Hai
Shaadi ke baad - Dil To Pagal Tha

Shaadi ke pehle - Ek Duje Ke Liye
Shaadi ke baad - Sirf Bachcho Ke Liye

Shaadi ke pehle - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Shaadi ke baad - Baaki Log Sukhi Ho Jayenge

Shaadi ke pehle - Chandramukhi
Shaadi ke baad - Jwaalamukhi

Shaadi ke pehle - Kuwara Baap
Shaadi ke baad - Bechara Baap

Shaadi ke pehle - Titanic
Shaadi ke baad - Mortgage

Shaadi ke pehle - Hum Aapke Hai Koun?
Shaadi ke baad - Barbadi Ka Kaaran

Shaadi ke pehle - Yes Boss:)
Shaadi ke baad - Yes Boss:(

Shaadi ke pehle - Mere Sapno Ki Rani
Shaadi ke baad - Chutki Ki Amma

Shaadi ke pehle - Kabhi Kabhi
Shaadi ke baad - If you are lucky

Shaadi ke pehle - Aao Pyar Karen
Shaadi ke baad - Aur Bhi Kuch Kaam Karen?

Shaadi se pehle - Biviho to esi
Shaadi ke baad - Bivi hai kesi ?

Shaadi se pehle - Hero No. 1
Shaadi ke baad - Cooli No. 1
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 06, 2004, 02:25:43 AM »
Reply with quote
Puzzled !  :twisted:  /-\  :fight:
Logged
nishita
Guest
«Reply #2 on: August 06, 2004, 03:40:22 PM »
Reply with quote
mera bhi   :armed:
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 03, 2026, 12:42:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[November 01, 2026, 12:51:14 AM]

by ASIF
[October 25, 2026, 07:19:24 PM]

by 7720324850
[October 22, 2026, 08:36:16 AM]

[October 18, 2026, 10:43:03 AM]

[October 18, 2026, 10:41:32 AM]

[October 18, 2026, 10:41:00 AM]

by ASIF
[October 16, 2026, 11:56:26 PM]

[October 16, 2026, 07:43:21 PM]

[October 15, 2026, 11:44:48 AM]

[October 13, 2026, 03:04:24 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.212 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8524 Real Poets and poetry admirer