shukar hai -E parrhney waley-teri shaadi nahi hui abhi..!!!

by Delicate_Doll on October 24, 2005, 10:15:08 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2238 times)
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #15 on: October 26, 2005, 11:31:07 AM »
Reply with quote
sone ke siwa ek kaam aur aaata hai hume
yindia per aana aur sab ko pakate rahna
Logged
Chilkan2005
Guest
«Reply #16 on: October 27, 2005, 12:20:05 AM »
Reply with quote
sone ki siwa aur kuch kaam aata nahin kya
sone ki siwa aur kuch kaam aata nahin kya

sona ek kala hai sona ek kala hai, aur phir kya...

Hume yaad hai woh raatein humne gujari thi unki yaad mein,
unki mohabbat dhoonte te, whisky be bottle mein,

bottle boleto achcha yaad aaya,
abhi muje maikhane ka raasta yaad aaya..

ab apna dibba band kar maikhana jayenge,
apne aaj ke ek ek post ka, ek ek peg marenge..

jab maikhana bandh ho jayege,
hum phir seeda office hi jayenge...
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #17 on: October 27, 2005, 07:30:06 AM »
Reply with quote
chiken jee bahut he khoob lol
sam ye padh ke khud pakega
kehta hai wo dusron ko hai pakata
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #18 on: October 27, 2005, 09:44:11 AM »
Reply with quote
sahi kaha salma

bahut acha pakaya chilken ne
mera matbal likha
Logged
Chilkan2005
Guest
«Reply #19 on: October 27, 2005, 04:58:36 PM »
Reply with quote
Salma ji humre naam pe thoda dhyan deejiye,
ache khase chilkan ko chiken banana chod deejiye..

acha hai hamari abhi shaadi nahi hui,
acha hai hamari barbadi abhi nahi hui,

sochte hai inn ladkiyon aur thoda sathayenge,
shaadi ke baad yeh baath hum kabhi nahi sochenge...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #20 on: October 27, 2005, 10:11:15 PM »
Reply with quote
lolzzzzzzzzz  Chilkan..........

Salma  ji  ke  aankhon  ka  nahi  umar  ka dosh hai
kam  dikhta  hai  lekin  taare  jaroor  ginti hain...
Logged
Chilkan2005
Guest
«Reply #21 on: October 27, 2005, 11:26:10 PM »
Reply with quote
kam dikhta hai lekin taare jaroor ginti hain,
dikta kam hai, kya din mein taare ginti hain...
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #22 on: October 28, 2005, 11:09:40 AM »
Reply with quote
ha ha

din me tare
Logged
Chilkan2005
Guest
«Reply #23 on: October 28, 2005, 06:00:34 PM »
Reply with quote
haan samnoj saab, DK din mein taarey ginti hai,
aur paagalon ki tarak, raat ko sooraj dhoonti hai...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #24 on: October 28, 2005, 06:36:59 PM »
Reply with quote
iski harkaton ne desi aur salma ko paagal  khaane mein pahucha diya
maine shaher  ke acche logon ko  in dono se  bacha diya.......tongue3
Logged
Chilkan2005
Guest
«Reply #25 on: October 28, 2005, 09:03:40 PM »
Reply with quote
maine shaher ke acche logon ko in dono se bacha diya,
maine shaher ke acche logon ko in dono se bacha diya,

kaha gayi ladkiyan, kahi seede paagalkhane tho nahi gaye...
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #26 on: October 31, 2005, 04:48:52 PM »
Reply with quote
aapko pahunchayenge pagal khana chliken (chiken)
wahan pe baithe khoge tum garam garam chiken

waise din mein tare aap ko nazar aaane denge
daande so sar pe padenge wo tare aap ginte rahenge lol :p
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #27 on: October 31, 2005, 05:03:12 PM »
Reply with quote
taare  gin  na  din  mien  ladkiyon  ka kaam hai
ladke to  faaltoo mein badnaam hain.......
Logged
Chilkan2005
Guest
«Reply #28 on: October 31, 2005, 06:41:04 PM »
Reply with quote
ladke to faaltoo mein badnaam hain
ladke to faaltoo mein badnaam hain

jaise kah gaye kissi kahawat mein,
ki badnaam hai sharaab lekin nasha tho hai shabaab mein...

Kahi pada tha ek sher...arz kiya hai...

asli nasha hai tho woh hai shabaab ka,
badnaam yuhi naam hai bechari sharaab ka...
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 04:32:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer