YE DUNIYA IK STAGE HAI

by Asghr on January 14, 2009, 09:14:29 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 12316 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
YEH DUNIYA IK STAGE HAI HUM SAB KIRDAR HEIN
ZYADA DHOKE BAZ AUR KAM IMAANDAR HEIN
JIS KI JANIB DOSTI KA HAATH BADATA HOON
WOI POOCHTA HAI KYA AAP MAALDAR HEIN
BAS MEIN HOTA TAU RAAT GAI PHONE NA KARTE
MUGR KYA KARAIN HUM TAU ZEHNI BIMAAR HEIN
NA KOI PHONE NA E-MAIL NA HEE SMS
AAP NA JAANE KAISEY BEH MRAWUT YAR HEIN
ASGR KI DOSTI PE SHUK HO TAU AZMAA LENA
HUM AAP KI JAAN LENE KO TYAR HEIN
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yeh duniya.... by pappu in Shayri-E-Dard
duniya gol hai by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Duniya gol hai by Pooja in Miscellaneous Shayri
duniya by jindagi in Shayri-E-Dard
dosti ka pehla stage by chilloutwithme in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2009, 09:28:24 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai... waise last line ne funny bana diya... warna to yah shayri ajj kal ki zindagi ka amm hissa ban chuki hai...

bahoot khoob!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2009, 09:52:16 PM »
Reply with quote
Wah! Bahut Khoob Asghr Ji
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: January 15, 2009, 03:35:10 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai... waise last line ne funny bana diya... warna to yah shayri ajj kal ki zindagi ka amm hissa ban chuki hai...

bahoot khoob!!
INSAAN WOI KUCH LIKHTA HAI JO UHS K IRD GIRD HOTA HAI YA KABI APNI ZINDGI KI KOI ACHI YAAD HO TOU DOOSROON SE BAANT LAITA HAI AAP KA HAZAR MOO SE SHUKRIYA.ASGHR icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: January 15, 2009, 05:23:07 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob  asgrji...

yeh duniya ik stage hai,ham sab kirdar hai.
jitna dhoke baaz hai,utna imaandaar hai.
jise se aap dosti ka haath bardhate ho,
wo is liye puchhte hai, ki aap maldaar hai,
kui ki aap ki hasiyat dekhkar,use tadpana hai.
kya karoge un ka phone, sms, aur e-mail,
agar milna hoga toh apne aap hi ho jaayege,dil ka dil se mail.
agar dosti par shak hoga ,toh wo khud azmaa legi,
tum kya jaan loge uski,wo tumhari jaan legi.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: January 15, 2009, 10:05:10 AM »
Reply with quote
hahahahaha kya baat hain too good

Teri shayri me kuch ho na ho khushiyaa beshumar hain
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: January 15, 2009, 10:08:07 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob ASGHR ...


jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: January 15, 2009, 10:09:01 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob  asgrji...

yeh duniya ik stage hai,ham sab kirdar hai.
jitna dhoke baaz hai,utna imaandaar hai.
jise se aap dosti ka haath bardhate ho,
wo is liye puchhte hai, ki aap maldaar hai,
kui ki aap ki hasiyat dekhkar,use tadpana hai.
kya karoge un ka phone, sms, aur e-mail,
agar milna hoga toh apne aap hi ho jaayege,dil ka dil se mail.
agar dosti par shak hoga ,toh wo khud azmaa legi,
tum kya jaan loge uski,wo tumhari jaan legi.

very nice cara

jasbir singh
Logged
diya786
Guest
«Reply #8 on: January 15, 2009, 10:35:08 AM »
Reply with quote
YEH DUNIYA IK STAGE HAI HUM SAB KIRDAR HEIN
ZYADA DHOKE BAZ AUR KAM IMAANDAR HEIN
JIS KI JANIB DOSTI KA HAATH BADATA HOON
WOI POOCHTA HAI KYA AAP MAALDAR HEIN
BAS MEIN HOTA TAU RAAT GAI PHONE NA KARTE
MUGR KYA KARAIN HUM TAU ZEHNI BIMAAR HEIN
NA KOI PHONE NA E-MAIL NA HEE SMS
AAP NA JAANE KAISEY BEH MRAWUT YAR HEIN
ASGR KI DOSTI PE SHUK HO TAU AZMAA LENA
HUM AAP KI JAAN LENE KO TYAR HEIN

nice lines ASGHR ji Applause Applause
and equally good reply Cara ji
Applause Applause

bahut hi khoob  asgrji...

yeh duniya ik stage hai,ham sab kirdar hai.
jitna dhoke baaz hai,utna imaandaar hai.
jise se aap dosti ka haath bardhate ho,
wo is liye puchhte hai, ki aap maldaar hai,
kui ki aap ki hasiyat dekhkar,use tadpana hai.
kya karoge un ka phone, sms, aur e-mail,
agar milna hoga toh apne aap hi ho jaayege,dil ka dil se mail.
agar dosti par shak hoga ,toh wo khud azmaa legi,
tum kya jaan loge uski,wo tumhari jaan legi.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #9 on: January 15, 2009, 03:15:36 PM »
Reply with quote
nice lines ASGHR ji Applause Applause
and equally good reply Cara ji
Applause Applause

AAP LAUG JITNI HOSLA AFZAAIE KARTE HEIN MEIN KHUD KO ISS KABIL NEIN SAMJTA,AAP KA SHUKRIYA.ASGHR icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
nadia_figar
Guest
«Reply #10 on: June 24, 2010, 02:03:14 AM »
Reply with quote
sur kati langrhi shayeri.
 cussing tearyeyed
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #11 on: June 24, 2010, 10:17:45 AM »
Reply with quote
bahut ache asgher n cara
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: June 24, 2010, 10:22:05 AM »
Reply with quote
bahut hi khoob  asgrji...

yeh duniya ik stage hai,ham sab kirdar hai.
jitna dhoke baaz hai,utna imaandaar hai.
jise se aap dosti ka haath bardhate ho,
wo is liye puchhte hai, ki aap maldaar hai,
kui ki aap ki hasiyat dekhkar,use tadpana hai.
kya karoge un ka phone, sms, aur e-mail,
agar milna hoga toh apne aap hi ho jaayege,dil ka dil se mail.
agar dosti par shak hoga ,toh wo khud azmaa legi,
tum kya jaan loge uski,wo tumhari jaan legi.

Good response Cara Ji
Logged
chanda singh
Guest
«Reply #13 on: September 04, 2012, 11:10:40 AM »
Reply with quote
,e pyar ke sila ba ta koi baat naikhe,,e dard tahra se milal ba ta koi baat naikhe,,yehi ka kam ha ke tu dekhh taru kinare se ham doob bhi gaine ta koi baat naikhe,,(chandan singh bhojpuri actor)
Logged
Kishna
Guest
«Reply #14 on: September 26, 2012, 03:29:08 PM »
Reply with quote
Kitna bebus hai insan kismat ke aage kitne door hai sapane hakikat ke aage
koi ruki hui dharkan se puche
kitana tarpta hai dil mohbat ke aage
KRISHNA-9460009153
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:32:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer