~*~ Ab woh armaan kahaan hai? ~*~ by Rahim

by dead heart on January 23, 2011, 09:54:17 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 825 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
Jo sirf sach kehte aur ibadat karte zindagi guzarte the,
Sochta hoon ab woh insaan kahaan hai?

Jo ate the kyun ki khushi thi unhe tumhari khushi ki,
Sochta hoon ab waise mehmaan kahaan hai?

Kabhi bina dekhe Khuda pe imaan late the mager aj daur hai kay,
Amal se pehle puchte hai, bhai, Khuda ka aisa koi farmaan kahaan hai?

Aj toh biwi kay ghar walon se rupaiya nikalne main lage hai log,
Sochta hoon aise logon ka sam’maan kahaan hai?

Barson se dua ki thi usse paane ki ‘Khamosh’,
Aj najane kyun dhudna parrta hai kay ab woh armaan kahaan hai?

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Armaan by TriVinDreamer in Shayri-E-Dard
ARMAAN by luvable_vishal in Shayri for Khumar -e- Ishq
Armaan....... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hum kahaan sey kahaan chaley aaye? by abdbundeli in Shayri for Dard -e- Judai
Kahaan mein thaa; kahaan tum they? by abdbundeli in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: January 24, 2011, 02:39:09 AM »
Reply with quote
Jo sirf sach kehte aur ibadat karte zindagi guzarte the,
Sochta hoon ab woh insaan kahaan hai?

Jo ate the kyun ki khushi thi unhe tumhari khushi ki,
Sochta hoon ab waise mehmaan kahaan hai?

Kabhi bina dekhe Khuda pe imaan late the mager aj daur hai kay,
Amal se pehle puchte hai, bhai, Khuda ka aisa koi farmaan kahaan hai?

Aj toh biwi kay ghar walon se rupaiya nikalne main lage hai log,
Sochta hoon aise logon ka sam’maan kahaan hai?

Barson se dua ki thi usse paane ki ‘Khamosh’,
Aj najane kyun dhudna parrta hai kay ab woh armaan kahaan hai?

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Bahut Umdaa FikR o Khayaal ..... Rahim Ji !

Acchi ghazal kahi hai aapne ... tahe dil se daad hazir hai ... !

likhte rahen aur aate rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: January 24, 2011, 07:52:37 AM »
Reply with quote
superbbb
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: January 24, 2011, 08:21:41 AM »
Reply with quote
Mast rachna hai aapki...Rahim-bhai.. Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Padhate they bachchon ko,banaane achha insaan
Aaj ab hume waise Shikshak milte kahaan hai ?

Pyaar mai loota dete they jo apna saara jeevan
Ab wo Romeo-Raanjha-Farhaad milte kahaan hai ?

Jo sirf sach kehte aur ibadat karte zindagi guzarte the,
Sochta hoon ab woh insaan kahaan hai?

Jo ate the kyun ki khushi thi unhe tumhari khushi ki,
Sochta hoon ab waise mehmaan kahaan hai?

Kabhi bina dekhe Khuda pe imaan late the mager aj daur hai kay,
Amal se pehle puchte hai, bhai, Khuda ka aisa koi farmaan kahaan hai?

Aj toh biwi kay ghar walon se rupaiya nikalne main lage hai log,
Sochta hoon aise logon ka sam’maan kahaan hai?

Barson se dua ki thi usse paane ki ‘Khamosh’,
Aj najane kyun dhudna parrta hai kay ab woh armaan kahaan hai?

~..Rahim..~..A Silent Heart..~
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2011, 12:01:37 PM »
Reply with quote
Naresh jee, Nirala jee aur Koyal di..
Teh dil se shukriya..
Yunhi saath dete rahiye..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2011, 12:02:35 PM »
Reply with quote
Koyal di,
Bahaut sunder lines likhi hai apne..
Khush rahiye..!
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #6 on: January 24, 2011, 04:38:15 PM »
Reply with quote
Bahut sachai likhi hai tumne rahiim bahut khoob..acha laga padh kar...
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: January 24, 2011, 06:10:59 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Rahim JI
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: January 24, 2011, 06:12:32 PM »
Reply with quote
Teh teh dil se shukriya Geet di aur Rishi jee..
Khush rahiye..!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: January 24, 2011, 07:53:22 PM »
Reply with quote
Teh dil se shukriya Shihab bhai..
Khush rahiye..!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 09:52:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer