Bahaaron ki khaatir

by asma zehra on July 04, 2009, 02:29:08 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1542 times)
asma zehra
Guest
Reply with quote

Bujhi khandil liye phirte hain raahon mein aksar
Koi de chingaari charaagon ki khaatir

Be-akl kehte hain duniya mein mujh ko
Hanste hain hum bhi deewaanon ki khaatir

Sawaalon ki deewaaren wafaa ke aangen mein
Rangte hain jin ko fasaanon ki khaatir

Jitney kaante the chun liye chaman se
Ab to khile gul bahaaron ki khaatir.

Asma Zehra
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #1 on: July 04, 2009, 09:03:50 PM »
Reply with quote
Bohot ache Aasma ji...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: July 04, 2009, 10:01:01 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Zehra Ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: July 05, 2009, 04:43:00 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooooooob Asma Ji.. Very Nice Creation.. Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
Sammual
Guest
«Reply #4 on: July 05, 2009, 07:15:32 AM »
Reply with quote
Nice One Asma Ji.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: July 05, 2009, 07:16:32 AM »
Reply with quote
Beautiful creation Asma,achi gazal hai. Applause Applause Applause
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #6 on: July 05, 2009, 11:09:05 AM »
Reply with quote
Bohot badhiya likha hai aapne qadeer ji...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #7 on: July 05, 2009, 12:42:44 PM »
Reply with quote
Wah Qadeer ji,bahut khoob,mindblowing. Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #8 on: July 05, 2009, 05:19:29 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB ASMA...WAAH Applause Applause Applause
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #9 on: July 06, 2009, 07:16:04 AM »
Reply with quote
Subhan allah kya qoob haqeeqath bayan ki hai apne na jane kitne hi log sare aam aur goshe goshe me is haqeeqath se jaddo jahed kar rahe hon .. bahoth umda paimane pe ap ne ishare dene ki koshish hai asma saheba dil se dad Karen !!mujhe apna likha khuch yaad aya !! mazirath chahonge ke kal maine yehi apki kissi aur thread me post kiya the .. masroof itna tha kaam me ke pata hi nahi chala kahan pe likh diya maine ..

Sitam gari dekhi teri aur unke hauslon ki bulandi bhi dekhi !!
Mauth ki goodh me muskurati maine zindagi bhi dekhi !!

Badshah hazaro mafath parast aa-a- aur chale gaye !!
Kissi faqir ke kaase se maine tawangari bhi dekhi !!

Lachari o bebasi ki fiza cha-e- hai qirya qirya !!
Aise alam me maine tere shaher me mausoqi bhi dekhi !!

Qadeertoopchi
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #10 on: July 06, 2009, 08:18:30 AM »

KYAA UNCHI BAAT KAHI HAI QADIR SAHAB
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: July 06, 2009, 08:19:14 AM »
Reply with quote

Bujhi khandil liye phirte hain raahon mein aksar
Koi de chingaari charaagon ki khaatir

Be-akl kehte hain duniya mein mujh ko
Hanste hain hum bhi deewaanon ki khaatir

Sawaalon ki deewaaren wafaa ke aangen mein
Rangte hain jin ko fasaanon ki khaatir

Jitney kaante the chun liye chaman se
Ab to khile gul bahaaron ki khaatir.

Asma Zehra

BAHUT KHOOB ASMA JI
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #12 on: July 06, 2009, 10:52:54 AM »
Reply with quote
KYAA UNCHI BAAT KAHI HAI QADIR SAHAB

nawazish karam apka jo apne pasand farmaya .. but the credit goes to asma saheba !!

Qadeertoopchi
Logged
qadeertoopchii
Aghaaz ae Shayar
*

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
10 hours and 52 minutes.
Posts: 36
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #13 on: July 06, 2009, 07:30:51 PM »
Reply with quote
Wah Qadeer ji,bahut khoob,mindblowing. Applause Applause Applause

shukriya madhuwesh ji !!

Qadeertoopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: July 07, 2009, 02:33:16 PM »
Reply with quote

Bujhi khandil liye phirte hain raahon mein aksar
Koi de chingaari charaagon ki khaatir

Be-akl kehte hain duniya mein mujh ko
Hanste hain hum bhi deewaanon ki khaatir

Sawaalon ki deewaaren wafaa ke aangen mein
Rangte hain jin ko fasaanon ki khaatir

Jitney kaante the chun liye chaman se
Ab to khile gul bahaaron ki khaatir.

Asma Zehra

Bahut khooob likha aapne Zehra ji  Applause
Daad kabul kijiyega..
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 07:41:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer