Bhoole se bhi milne milaane nahiN aate

by harashmahajan on July 10, 2008, 06:34:18 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1576 times)
harashmahajan
Guest
Reply with quote
Bhoole se bhi milne milaane nahiN aate
jab waqt pada dost syaane nahiN aate.

Sach kehne ka anjaam toh maloom tha lekin,
Sach baat ye hai mujh ko bahaane nahiN aate.

Kis aas maiN kya soch ke kis baat pe jaane,
Hum rroothh gaye our woh manaane nahiN aate.

Inko tire aane ki khabar ho gayee hogi,
Warna kabhi mousam ye suhaane nahiN aate.

Jaati nahiN duniyaa se mahek jinke sukhan ki,
Aksar toh yakeen aise dewaane nahiN aate.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wo ab bhi baaz nahin aate by disha in Shayri-E-Dard
Aansoo bahaane nahin aate humein ...!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
milne milaane me !!! by sarfira in Miscellaneous Shayri
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #1 on: July 10, 2008, 06:43:29 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Clapping Smiley
arse ke baad aapka kalam padha.......dil khush ho gaya....
kahan the dost?
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #2 on: July 10, 2008, 06:58:50 AM »
Reply with quote
Harash bro,

Bahut khoob Applause

Keep going ! Thumbs UP
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #3 on: July 10, 2008, 09:19:17 AM »
Reply with quote
Sach kehne ka anjaam toh maloom tha lekin,
Sach baat ye hai mujh ko bahaane nahiN aate.

Jaati nahiN duniyaa se mahek jinke sukhan ki,
Aksar toh yakeen aise dewaane nahiN aate.

Bahot Hi Khoob Likha Hai aapne..
Harsh Mahajan Ji
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4 on: July 10, 2008, 09:19:59 AM »
Reply with quote
Bhoole se bhi milne milaane nahiN aate
jab waqt pada dost syaane nahiN aate.

Sach kehne ka anjaam toh maloom tha lekin,
Sach baat ye hai mujh ko bahaane nahiN aate.

Kis aas maiN kya soch ke kis baat pe jaane,
Hum rroothh gaye our woh manaane nahiN aate.

Inko tire aane ki khabar ho gayee hogi,
Warna kabhi mousam ye suhaane nahiN aate.

Jaati nahiN duniyaa se mahek jinke sukhan ki,
Aksar toh yakeen aise dewaane nahiN aate.


Very Lovely... Applause
Very well written Harsh ji...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #5 on: July 14, 2008, 06:27:08 AM »
Reply with quote
Shukriyaa^h bekarar ji, rajbir ji, muhammad ji our mahiya ji...
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #6 on: July 14, 2008, 07:35:55 AM »
Reply with quote
Bhoole se bhi milne milaane nahiN aate
jab waqt pada dost syaane nahiN aate.

Sach kehne ka anjaam toh maloom tha lekin,
Sach baat ye hai mujh ko bahaane nahiN aate.

Kis aas maiN kya soch ke kis baat pe jaane,
Hum rroothh gaye our woh manaane nahiN aate.

Inko tire aane ki khabar ho gayee hogi,
Warna kabhi mousam ye suhaane nahiN aate.

Jaati nahiN duniyaa se mahek jinke sukhan ki,
Aksar toh yakeen aise dewaane nahiN aate.



harsh ji,

bahut hi umda peshkash,taakatvar panktiyaan.

Prateek
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: July 14, 2008, 01:48:41 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Harsh je.. hamesha ki tarah bahoot he acha likha haiapne!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: July 16, 2008, 09:51:17 PM »
Reply with quote
Bhoole se bhi milne milaane nahiN aate
jab waqt pada dost syaane nahiN aate.

Sach kehne ka anjaam toh maloom tha lekin,
Sach baat ye hai mujh ko bahaane nahiN aate.

Kis aas maiN kya soch ke kis baat pe jaane,
Hum rroothh gaye our woh manaane nahiN aate.

Inko tire aane ki khabar ho gayee hogi,
Warna kabhi mousam ye suhaane nahiN aate.

Jaati nahiN duniyaa se mahek jinke sukhan ki,
Aksar toh yakeen aise dewaane nahiN aate.


Bohot khoob Harash Ji ....Umdah likha hai Applause Applause
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #9 on: July 17, 2008, 05:59:23 PM »
Reply with quote
shukriyaa prateek ji


harsh ji,

bahut hi umda peshkash,taakatvar panktiyaan.

Prateek
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #10 on: July 17, 2008, 06:02:52 PM »
Reply with quote
pooja ji bahoot bahoot dhanyawaad aapka.....

bahoot khoob Harsh je.. hamesha ki tarah bahoot he acha likha haiapne!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #11 on: July 17, 2008, 06:05:07 PM »
Reply with quote
Thax Talat for your kind wor

Bohot khoob Harash Ji ....Umdah likha hai Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 08:44:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer