CHAAHAT

by Indu Verma on July 17, 2011, 02:17:18 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 996 times)
Indu Verma
Guest
Reply with quote
Jeevan ke kisi mor par
Jab hum nahi honge
Na jaane kahaan honge
Apni yaadon mein basaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Yoon to shabdo ke
Saudagar ho
Mehfilein sajaaoge,
Zubaan par naam humara
Laaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Tasveerein to bahut hai
Yaado ki sanjoi,
Hamaari chhaya dil mein
Basaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Yoon to sapne hai bahut,
Aur dekhoge
Hame sapno me
Laaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Nishaania toh bahut hai,
Aur milengi,
Meri nishaaniya
Sambhaalo to
Tumhaari chaahat hai! love2

Safal ho,
Safaltaaein aur milengi,
Apne laksh ko
Paao to
Tumhari chaahat hai! love2

Jeevan mein milengi,
Bichurenge sabhi
Par paas aaenge door jaaenge
Par hamein na bhulaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: July 17, 2011, 02:35:34 PM »
Reply with quote
boht khoob indu ji
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #2 on: July 17, 2011, 06:25:40 PM »
Reply with quote
nice again indu ji
Logged
atoz
Guest
«Reply #3 on: July 18, 2011, 03:54:21 AM »
Reply with quote
send
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #4 on: July 18, 2011, 05:28:53 AM »
Reply with quote
lovely creation indu ji...

Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: July 19, 2011, 12:00:35 PM »
Reply with quote
Jeevan ke kisi mor par
Jab hum nahi honge
Na jaane kahaan honge
Apni yaadon mein basaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Yoon to shabdo ke
Saudagar ho
Mehfilein sajaaoge,
Zubaan par naam humara
Laaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Tasveerein to bahut hai
Yaado ki sanjoi,
Hamaari chhaya dil mein
Basaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Yoon to sapne hai bahut,
Aur dekhoge
Hame sapno me
Laaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Nishaania toh bahut hai,
Aur milengi,
Meri nishaaniya
Sambhaalo to
Tumhaari chaahat hai! love2

Safal ho,
Safaltaaein aur milengi,
Apne laksh ko
Paao to
Tumhari chaahat hai! love2

Jeevan mein milengi,
Bichurenge sabhi
Par paas aaenge door jaaenge
Par hamein na bhulaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2



chaahat ki ek nayi paribhasha se ru-b-ru hue hum
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Indu Verma
Guest
«Reply #6 on: July 22, 2011, 11:35:11 AM »
Reply with quote
Thanks for the encouragement
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: July 24, 2011, 08:20:15 AM »
Reply with quote
bahut khoob


 Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: July 24, 2011, 04:57:12 PM »
Reply with quote
Indu ji shayad hi koi baat aapne bacha ke rakhi ho.
par har baat badi hi khoobsoorati se kahi hai.
bahut khoobsurat pashkash.
likhte rahiye.
 wav Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #9 on: August 21, 2011, 08:54:30 AM »
Reply with quote
Jeevan ke kisi mor par
Jab hum nahi honge
Na jaane kahaan honge
Apni yaadon mein basaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Yoon to shabdo ke
Saudagar ho
Mehfilein sajaaoge,
Zubaan par naam humara
Laaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Tasveerein to bahut hai
Yaado ki sanjoi,
Hamaari chhaya dil mein
Basaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Yoon to sapne hai bahut,
Aur dekhoge
Hame sapno me
Laaoge to
Tumhari chaahat hai! love2

Nishaania toh bahut hai,
Aur milengi,
Meri nishaaniya
Sambhaalo to
Tumhaari chaahat hai! love2

Safal ho,
Safaltaaein aur milengi,
Apne laksh ko
Paao to
Tumhari chaahat hai! love2

Jeevan mein milengi,
Bichurenge sabhi
Par paas aaenge door jaaenge
Par hamein na bhulaaoge to
Tumhari chaahat hai! love2


veri naaaaaaaaaaaaaaaaice
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 09:32:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer