CHAL SAKO TO CHALO........(ins.).....masoom

by masoom shahjada on May 06, 2012, 10:04:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 866 times)
masoom shahjada
Guest
Reply with quote

Bana ke Rasta bheed me Nikal Sako To Chalo.
Raah me Gire Huye ka Sar Kuchal Sako To Chalo.
.
Ak Rang me Rahoge To Kuch Na Haasil Hoga.
Agar Bat Bat pe  Badal Sako To Chalo.
.
Milo or bhol jao ke Mile The Kabhi.
Kisi ka Gulaboo sa Dil Masal Sako To Chalo.
.
Har Kadam Nayi Pareshaniyo ke PatThar Hoge.
Thokar Kha Kar Samhal Sako To Chalo.
.
Khusiyo Ki Chav Sath nahi Nibhane Wali.
Tapti Dhoop me Chal Sako To Chalo.
.
Etna Aasan Nahi Khawabo ko Hakikat me Lana.
Logo ki ummido Ka kar Katal Sako To Chalo.
.
Pholo Ke Baag Jlana, Rone Walo ko Rulana.
Jaise Fayda ho Wesa Dhal Sako To Chalo.
.
Hawao Si Raftaar Chal Sako To Chalo.
Aage Walo Ko Gira ke Chal Sako To Chalo.
 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAT CHAHO USE JISE TUM PAA NA SAKO by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
kabhi jo ker sako aisa by anandjaiswal in Shayri for Khumar -e- Ishq
<>*Kar sako Agar*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shairi - E - Zindagi
Main Chalo Main Chalo..n Karne Lage by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Kuch Door To Mere Saath Chalo......masoom by Masoom Shahzada in Shayri for Khumar -e- Ishq
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: May 06, 2012, 10:16:43 AM »
Reply with quote
beautiful
Logged
dolly
Guest
«Reply #2 on: May 06, 2012, 11:15:09 AM »
Reply with quote
bahut khoob....masoom...ApplauseApplause
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #3 on: May 06, 2012, 11:28:34 AM »
Reply with quote

Bana ke Rasta bheed me Nikal Sako To Chalo.
Raah me Gire Huye ka Sar Kuchal Sako To Chalo.
.
Ak Rang me Rahoge To Kuch Na Haasil Hoga.
Agar Bat Bat pe  Badal Sako To Chalo.
.
Milo or bhol jao ke Mile The Kabhi.
Kisi ka Gulaboo sa Dil Masal Sako To Chalo.
.
Har Kadam Nayi Pareshaniyo ke PatThar Hoge.
Thokar Kha Kar Samhal Sako To Chalo.
.
Khusiyo Ki Chav Sath nahi Nibhane Wali.
Tapti Dhoop me Chal Sako To Chalo.
.
Etna Aasan Nahi Khawabo ko Hakikat me Lana.
Logo ki ummido Ka kar Katal Sako To Chalo.
.
Pholo Ke Baag Jlana, Rone Walo ko Rulana.
Jaise Fayda ho Wesa Dhal Sako To Chalo.
.
Hawao Si Raftaar Chal Sako To Chalo.
Aage Walo Ko Gira ke Chal Sako To Chalo.
 
Nice masoom ji bahut badiya qalam daad qabool karein
Logged
Anahita
Guest
«Reply #4 on: May 06, 2012, 12:42:11 PM »
Reply with quote
Waah Masoom Bhai
 Applause Applause Applause Applause
Logged
soudagar
Guest
«Reply #5 on: May 06, 2012, 03:48:15 PM »
Reply with quote
bahut hi khub  masoom sir....

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP
Logged
theyash
Guest
«Reply #6 on: May 06, 2012, 03:55:08 PM »
Reply with quote
bahut khoob shahjade...
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: May 06, 2012, 05:57:44 PM »
Reply with quote

Bana ke Rasta bheed me Nikal Sako To Chalo.
Raah me Gire Huye ka Sar Kuchal Sako To Chalo.
.
Ak Rang me Rahoge To Kuch Na Haasil Hoga.
Agar Bat Bat pe  Badal Sako To Chalo.
.
Milo or bhol jao ke Mile The Kabhi.
Kisi ka Gulaboo sa Dil Masal Sako To Chalo.
.
Har Kadam Nayi Pareshaniyo ke PatThar Hoge.
Thokar Kha Kar Samhal Sako To Chalo.
.
Khusiyo Ki Chav Sath nahi Nibhane Wali.
Tapti Dhoop me Chal Sako To Chalo.
.
Etna Aasan Nahi Khawabo ko Hakikat me Lana.
Logo ki ummido Ka kar Katal Sako To Chalo.
.
Pholo Ke Baag Jlana, Rone Walo ko Rulana.
Jaise Fayda ho Wesa Dhal Sako To Chalo.
.
Hawao Si Raftaar Chal Sako To Chalo.
Aage Walo Ko Gira ke Chal Sako To Chalo.
 

bahut bahut bahut khoob masoom........!
Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #8 on: May 06, 2012, 07:59:50 PM »
Reply with quote
Bhai Masoomji, bahot badhiyan... Mazaa aa gaya. Natural ho aap...ye to ab itne din se padh rahe hain to pata lag gaya hai. Mubarak ho....aur likhiye likhte rahiye!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 12:59:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer