Do Chize..... ...Saavan

by Saavan on January 12, 2013, 03:22:32 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 795 times)
Saavan
Guest
Reply with quote
Do chize mujhe aksar yaad aati hai...
Eke uski Ahat aur dusri uski muskurahat,

Do chizo se mai hamesha derta hu..
Eke uske Rone se aur dusra use khone se,

Do chize mujhe aksar pareshan karti hai...
Eke uski khamoshi aur dusri uski khamoshi,

Do chizo ke liye mere paas hamesha woqt rahta hai...
Eke uski dava ke liye dusra uske liye Dua ke liye,

Do chizo pe mai hamesha apna haq samjhta hu..
Eke uske hath ke gulab pe dusra uske her ik khwab pe,

Do lamho me mera dill zoro se dhadkta hai...
Eke jab wo mere paas ati hai aur dusra jab wo mujhse dur jati hai,

Do chizo ke bina mai reh nahi sakta......
Eke uska Ehsaas dusra mujhpe uska viswas,

Do chizo se usne mujhpe ehsaan kiya..
Eke mujhse pyar karke dusra mujhpe aitbar karke,

Do chizo ke liye mail dunita chhod sakta hu..
Eke uski hasi ke liye aur dusra uski Khushi ke liye...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Saavan by Saavan in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Tum Aao ki na aao... Saavan by Saavan in Shayri for Dard -e- Judai
Na jane kyu... ..Saavan. by Saavan in Shayri-E-Dard
Saavan kisi ko rulata nahi.. ..Saavan. by Saavan in Ghazals
Meri Maa.. ..Saavan. by Saavan in Miscellaneous Shayri
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #1 on: January 12, 2013, 03:32:20 PM »
Reply with quote
waah boht khub kamal ka likha aapne boht khub
Logged
MJF Lion Kishore Bansal
Guest
«Reply #2 on: January 13, 2013, 02:01:30 AM »
Reply with quote
Do chize mujhe aksar yaad aati hai...
Eke uski Ahat aur dusri uski muskurahat,

Do chizo se mai hamesha derta hu..
Eke uske Rone se aur dusra use khone se,

Do chize mujhe aksar pareshan karti hai...
Eke uski khamoshi aur dusri uski khamoshi,

Do chizo ke liye mere paas hamesha woqt rahta hai...
Eke uski dava ke liye dusra uske liye Dua ke liye,

Do chizo pe mai hamesha apna haq samjhta hu..
Eke uske hath ke gulab pe dusra uske her ik khwab pe,

Do lamho me mera dill zoro se dhadkta hai...
Eke jab wo mere paas ati hai aur dusra jab wo mujhse dur jati hai,

Do chizo ke bina mai reh nahi sakta......
Eke uska Ehsaas dusra mujhpe uska viswas,

Do chizo se usne mujhpe ehsaan kiya..
Eke mujhse pyar karke dusra mujhpe aitbar karke,

Do chizo ke liye mail dunita chhod sakta hu..
Eke uski hasi ke liye aur dusra uski Khushi ke liye...
nice
Logged
MJF Lion Kishore Bansal
Guest
«Reply #3 on: January 13, 2013, 02:02:29 AM »

Together we can stop the rain----
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #4 on: January 13, 2013, 02:57:03 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 04:14:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer