Ek Ghazal YoIndia ke respected shayro.n k naam....Iftakhar

by Iftakhar Ahmad on April 29, 2012, 05:29:30 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3200 times)
Iftakhar Ahmad
Guest
Reply with quote
Respected Poets,
maine aap sab ki taareef mein ye ghazal likhi hai, koi ghalti hot maaf kijiyega:


In shayaro.n ki shayari shua-e-aftab hoti hai
Duniya ki har haqeeqat inse, benaqaab hoti hai

Dolly ki bhakti, Sarfire ki bebaki ke kya kehne
Aur Hasan ki to har ghazal, pur-shabab hoti hai

Sheba  se  sanjidgi  jhalke,  Shukla se Ishq ka khumar
Aur Qalb se samaji darindo.n ki aabru, aab aab hoti hai

Koi Husn ko chand kahta hai, to koi Ishq ko Khuda
Aur Tauseef kehta hai k zindagi, bas habab hoti hai

'Iftakhar' tareef mein har roz kaha.n se laye naye alfaz
Saini  ki  to  har   ghazal   hi,  la-jawaab   hoti  hai


* Shua-e-aftab: Sooraj ki Kiran
* Habab: Paani ka bulbula
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kya lutf jo gin gin ke tera naam liya...(NM).......Iftakhar by Iftakhar Ahmad in Share:Devotional Poetry
Ghazal: Khuda bande se khud puche...(NM) - Iftakhar by Iftakhar Ahmad in Allama Iqbal
VALENTINES DAY'S SPECIAL GHAZAL...............IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Occassion Specific Poetry « 1 2  All »
EK GHAZAL- YOINDIA SHAYARO.N KE NAAM...///...........///....IFTAKHAR by Iftakhar Ahmad in Ghazals « 1 2 3  All »
masoom shahjada
Guest
«Reply #1 on: April 29, 2012, 05:54:49 PM »
Reply with quote
Applause
Applause
ApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: April 29, 2012, 06:46:42 PM »
Reply with quote
Beshak Shihab saheb, waqai mein ye shayar tareef k haqdaar hain, aur main chahta hun k inka naam duniya mein roushan ho.
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: April 29, 2012, 08:47:38 PM »
Reply with quote
janaab Ahmad sahab--
aapka dil se sukriya ki aapne mujh jese sarfire ko bhi iss ghazal me shamil kia jiska haqdaar me khud ko nhi smjhta--
ab to aap ne suruat kr di to janaab
ab hum chahenge ki aap iss ghazal ko aur badhayen--
bht se aala darze ke shayr baki reh gaye hain unko shumaar kijie--

sukriya
khus rahie
muskurate rahie
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: April 30, 2012, 04:04:55 AM »
Reply with quote
Iftakhar bhai aapne jin shaayron kee taareef kee hai unmen mujhe chhod kar balaa kee qaabliyat hai par aapne ek ghaltee kar dee mujh naacheez ko bhee ismen shaamil kar liya khair ye aapkaa badappan hai aapkaa pyaar hai ise hee main apne kalaam men kah detaa hoon aur use aap ghazal samajh baithte hain khair dli se shukriya
Logged
akashsharma1990
Guest
«Reply #5 on: April 30, 2012, 06:29:47 AM »
Reply with quote
great description sir....
respect....
http://www.yoindia.com/shayariadab/miscellaneous-shayri/kaisa-yeh-dar-t74267.0.html;
Logged
dolly
Guest
«Reply #6 on: April 30, 2012, 06:53:53 AM »
Reply with quote
Adaab Iftikhar jii...Usual Smile...sbse pehle to aapko apnaa bhi zikr krna chahiye iss ghazal mei....Usual Smile...bahut khoob likha....Usual Smile

Hme to aapne kuch zada hi rspct de di...baaki jitne b senior shayar hain..hm kuch hain nai..unn sbke saamne...:)pr fr bhi...kyuki hmaari bhakti ki posts ki aap hmesha sarhaana krte hain.....isliy hm ye praise hmaare bhagwaan ya apke allah ko hi arpan krte hain..Usual Smile..
Aapka jo atoot vishwaas hai Khuda par..usse ishwar aur badaaye ...aapki bhi bahkti aur badey...yai dua hai hmaari.....aur sbke liy b yahi kaamana hai...Usual Smile....kehte hain

Hmaari nazar uspar padi
To kya baat...
Gar uski nazar hum pr bad jaaye
To baat baney....Usual Smile

To bhagwaan ki nazar aap pr  sb par bani rahe....Usual Smile

Bahoot khoob likha...ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
iAdmin
Administrator
Yoindian Shayar
*****

Rau: 14
Offline Offline

Waqt Bitaya:
49 days, 23 hours and 12 minutes.

Posts: 3125
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #7 on: April 30, 2012, 06:54:45 AM »
Reply with quote
Congratulations..

This work has been featured in Yoindia Shayariadab April 2012 newsletter. You may read more about it HERE.

Logged
raajaindra
Guest
«Reply #8 on: April 30, 2012, 07:10:31 AM »
Reply with quote
 happy3  happy3  happy3
Logged
~Aatish~
Guest
«Reply #9 on: April 30, 2012, 07:13:31 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
icon_salut
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #10 on: April 30, 2012, 07:59:42 AM »
Reply with quote
waahhhhhhhhhhh kya baat hai iftikhaar ji maza aagaya padhkar.....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 30, 2012, 08:15:04 AM »
Reply with quote
Respected Poets,
maine aap sab ki taareef mein ye ghazal likhi hai, koi ghalti hot maaf kijiyega:


In shayaro.n ki shayari shua-e-aftab hoti hai
Duniya ki har haqeeqat inse, benaqaab hoti hai

Dolly ki bhakti, Sarfire ki bebaki ke kya kehne
Aur Hasan ki to har ghazal, pur-shabab hoti hai

Sheba  se  sanjidgi  jhalke,  Shukla se Ishq ka khumar
Aur Qalb se samaji darindo.n ki aabru, aab aab hoti hai

Koi Husn ko chand kahta hai, to koi Ishq ko Khuda
Aur Tauseef kehta hai k zindagi, bas habab hoti hai

'Iftakhar' tareef mein har roz kaha.n se laye naye alfaz
Saini  ki  to  har   ghazal   hi,  la-jawaab   hoti  hai


* Shua-e-aftab: Sooraj ki Kiran
* Habab: Paani ka bulbula


Bahut Bahut Khooob Ifthakar Ji..

Bahut Hi khoobsurat Andaaz-e-Bayaan!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
himanshuIITR
Guest
«Reply #12 on: April 30, 2012, 08:52:17 AM »
Reply with quote
bahut hee saraahneey kaary isse shayron kee izzat badhee hai
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #13 on: April 30, 2012, 10:18:29 AM »
Reply with quote
Bahut   khoob  , Iftakhaar  sahab . Aap  ka   khuloos   aur   faraakh  dili  hai  jo  apne  doston  ko  izzat  bakhshte  hain  - bilkul us  Gulaab  ki  tarah  jo  chaman  mein  khushboo  bikherta  hai  lekin usko  yeh  pata  nahin  hota  hai  ki  usske  chaahne  waale  beshumaaar  hain. Khaaksaar  ko bhi  apne  doston  mein  shaamil karne  ke  liye  tah e dil  se  shukriya . HASAN
Logged
khujli
Guest
«Reply #14 on: April 30, 2012, 10:20:24 AM »
Reply with quote
Respected Poets,
maine aap sab ki taareef mein ye ghazal likhi hai, koi ghalti hot maaf kijiyega:


In shayaro.n ki shayari shua-e-aftab hoti hai
Duniya ki har haqeeqat inse, benaqaab hoti hai

Dolly ki bhakti, Sarfire ki bebaki ke kya kehne
Aur Hasan ki to har ghazal, pur-shabab hoti hai

Sheba  se  sanjidgi  jhalke,  Shukla se Ishq ka khumar
Aur Qalb se samaji darindo.n ki aabru, aab aab hoti hai

Koi Husn ko chand kahta hai, to koi Ishq ko Khuda
Aur Tauseef kehta hai k zindagi, bas habab hoti hai

'Iftakhar' tareef mein har roz kaha.n se laye naye alfaz
Saini  ki  to  har   ghazal   hi,  la-jawaab   hoti  hai


* Shua-e-aftab: Sooraj ki Kiran
* Habab: Paani ka bulbula


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

 
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 09:13:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer