..~~gulaabi badan ho lacheelii kamar ~~..

by HumTum on July 11, 2005, 02:55:37 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2707 times)
thycreator
Guest
«Reply #15 on: July 11, 2005, 03:34:44 PM »
Reply with quote
hey bhagwan hum tum.......

Ye kya keh diya tumne sab kanya gayab hui,
Aise hi agar chalta raha toh mera kya hoga.....lollzz
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Qurban jaun tumhari patli kamar per by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 5 »
KAMAR by manoj. in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Gulaabi Kafan by ishhh in Shayri for Dard -e- Judai
Gulaabi Pari., by Azeem Azaad in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Jo kaanch jaisi kamar rakhta hai(Asghar) by Asghr in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
HumTum
Guest
«Reply #16 on: July 11, 2005, 03:36:01 PM »
Reply with quote
daar to hota hi hai par koi baat nhi

na daroo tum dost uskey kareeb jane se
uske dil mein bhi utha masti wala tufaan bhi hota hai
kal ko kuch ho gyi gar asii wasii gatna
to keh denhey har galti kerne wala insaan hi hota hai !!
Logged
pandit
Guest
«Reply #17 on: July 11, 2005, 03:37:06 PM »
Reply with quote
sahi thy,,,,,,,.,.....................
are kiss karoge to tum ruuk nahi sakoge,
aage hi aage badhne ki sochoge,
hum tum ka idea hai thy se behtar,
tabhi hi tum befikra rah sakoge.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #18 on: July 11, 2005, 03:39:04 PM »
Reply with quote
wah wah wah..........
Aisi galati kyu kare ki wo pratyaksh aa jaye,
Aisa karne se hum bache jo hame fansa jaye,
Masti karte hai hum par seema mein hi reh kar,
Aisa na ho ki ghar mein football team ho jaye...lollzz
Logged
HumTum
Guest
«Reply #19 on: July 11, 2005, 03:40:18 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
hey bhagwan hum tum.......

Ye kya keh diya tumne sab kanya gayab hui,
Aise hi agar chalta raha toh mera kya hoga.....lollzz


ky akuch galat likh diya !!

kanyaien sab yhi hai u don't worry
take it easy don't b in hurry Winking
Logged
pandit
Guest
«Reply #20 on: July 11, 2005, 03:43:27 PM »
Reply with quote
sahi kaha...............
kanyaayo ko khud aaraha hai aanand,
yahi to hai jo aata hai unko pasand,
chup chaap baithi le rahi hai maza,
hum tum n thy mat karo apne baate band.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #21 on: July 11, 2005, 03:44:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
wah wah wah..........
Aisi galati kyu kare ki wo pratyaksh aa jaye,
Aisa karne se hum bache jo hame fansa jaye,
Masti karte hai hum par seema mein hi reh kar,
Aisa na ho ki ghar mein football team ho jaye...lollzz


yeh bhi shi farmaya !!!

hum kab football team bnanae ki soch rhey hai
tabhi to apney pass jaruuri saman rakhtey hai
na bimari ka daar na footbaal team ka janjaat
hum galat kamo mein bhi kuch imaan rakhtey hai !! Winking
Logged
thycreator
Guest
«Reply #22 on: July 11, 2005, 03:45:11 PM »
Reply with quote
okie hum tum,

Intezaar karenge hum ki koi kanya yahan aaye,
Kuch pyar bhari bat kare,kuch dil ko behlaye,
Bina kahe hi aake wo meri bahon mein sama jaye,
Darling keh ke sharm se mujh mein simat jaye...;-)
Logged
pandit
Guest
«Reply #23 on: July 11, 2005, 03:46:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "thycreator"
wah wah wah..........
Aisi galati kyu kare ki wo pratyaksh aa jaye,
Aisa karne se hum bache jo hame fansa jaye,
Masti karte hai hum par seema mein hi reh kar,
Aisa na ho ki ghar mein football team ho jaye...lollzz


yeh bhi shi farmaya !!!

hum kab football team bnanae ki soch rhey hai
tabhi to apney pass jaruuri saman rakhtey hai
na bimari ka daar na footbaal team ka janjaat
hum galat kamo mein bhi kuch imaan rakhtey hai !! Winking


andaaz e bayan kya khoob kiya hai.............................................. ...................
Logged
HumTum
Guest
«Reply #24 on: July 11, 2005, 03:48:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
okie hum tum,

Intezaar karenge hum ki koi kanya yahan aaye,
Kuch pyar bhari bat kare,kuch dil ko behlaye,
Bina kahe hi aake wo meri bahon mein sama jaye,
Darling keh ke sharm se mujh mein simat jaye...;-)


:thumb:

itni sharmili bhi na ho ke kuch baat ka pta na ho
thodi si naughty aur thoda bejey wali chahiye
kre hum se woh bhi sharaat kuch asii wasiii
humey to ladki ik dum himmat wali chaiye Winking
Logged
thycreator
Guest
«Reply #25 on: July 11, 2005, 03:53:31 PM »
Reply with quote
ha ha ha........

Aisi himmatwali hogi toh khiladi hogi,
Hame toh koi ladki anadi chahiye,
Jissi sikha sake hum wo sab jo hum chahe,
Aisi kanya hame bas pyari chahiye...
Logged
pandit
Guest
«Reply #26 on: July 11, 2005, 03:53:45 PM »
Reply with quote
milegi himmat wali aur karegi shararat bhi,
maaregi pehle aankhiyo se goli aur banegi bholi bhi,
thak jaaoge tum uss k jalwoo se khelkar,
aur karegi pareshaan usski saheli bhi.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #27 on: July 11, 2005, 03:56:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
ha ha ha........

Aisi himmatwali hogi toh khiladi hogi,
Hame toh koi ladki anadi chahiye,
Jissi sikha sake hum wo sab jo hum chahe,
Aisi kanya hame bas pyari chahiye...


lekin daar bhi to hai na yaar !!

yeh na ho ke ussey shikhney mein hi sara time lag jaye
aur jab kuch kerney ka ho time to gadhi ka alarm baj jaye
yaar thoda janti bhi ho thoda hum shikhaye ussi mein mazza hai
yeh na jab aaye waqt aur sabhi armaan ansoo mein beh jaye !!
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #28 on: August 04, 2011, 09:18:44 AM »
Reply with quote
suraa, sundarii, rokadaa chaahiye
"hamen aur duniyaa se kyaa chaahiye?"

khilaa kar, pila kar, sulaa de hame
nahee be-wazah kii gilaa chaahiye

na doctor banoon na vakaalat karoon
mujhe leeDaree kaa mazaa chaahiye

kahaaan koi aisaa zamaane me hai
jise ham sa ik sar-firaa chaahiye?

ghuse aa rahe hain kahaan beech me?
are aap ko dekhnaa chaahiye??

gulaabi badan ho lacheelii kamar
nigaahon me us ke nashaa chaahiye

jaraa apni soorat bhi dekhaa karo
tumhe bhii to bas apsaraa chaahiye

nihaayat hee buddhoo the majnoo miyaa
bhalaa jaan ko yuun fenknaa chaahiye

bahut kah liyaa ab suno "HumTum"
tumhe chup karaane kaa kyaa chaahiye !!



waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #29 on: August 04, 2011, 10:46:37 AM »
Reply with quote
hum tum ji bahut khoob
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

kahan humen mirza ghalib chahiye.
hum tum sa ek shayar chahiye,
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 06:04:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.209 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer