Hai wo meri Zustzu meri aarzoo..............Kash

by Sanjeev kash on October 20, 2011, 07:41:25 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1570 times)
Sanjeev kash
Guest
Reply with quote
Khamosh se bethe hai koi jawab nahi dette
kasoor kaya hai iska bhi koi hissab nahi dette
bus yhoon hi jalate rehte hai dil ko mere
samne hote hai par aapna deedar nahi dette

jab bhi kehta hoon kuch to Bus muskura  dette hain
Lavoon se kabhi koi jawab wo mujhay nahi dette
Jaante hai mar jaonga unke bina mein jee na paonga
phir bhi tadpte dil ko wo koi karar nahi dette

Hai pyaar unko bhi magar kabhi jattate nahi wo humse
kyoon wo pyaar ko mere Aapna pyaar nahi dette
Hai Dard ka mere ehsas bahut usko magar na jaane kyoon
dard aapne ka wo koi ehsas  Yaar nahi dette
 
kehta hai mujhay aapna, h00n mein uska sapna
khahyaloo mein phir bhi koi zagah nahi dette
hain wo meri Zustzu meri Aarzoo hai wo
kyoon phir wo mujhay meri Aarzoo ke sang jeene ka Ikhtiyaar nahi dette
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Aarzoo bhi Mar gayee.. by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
- Kash Meri Lottery Nikalti - by Meena is back in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Mehboob Meri............Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Unse Meri Pehli Mulaqaat Thi....KAsh by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Kash Meri Zindagi Se Koi Is Tarah Bih Waqif Ho ..! by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: October 20, 2011, 08:36:17 AM »
Reply with quote
umdaa shaayri byaan kee hai mubaarak baad qubool keeje
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: October 20, 2011, 08:54:49 AM »
Reply with quote
 Applause
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2011, 09:06:10 AM »
Reply with quote
vry nice ,,,,kash ji
Khamosh se bethe hai koi jawab nahi dette
kasoor kaya hai iska bhi koi hissab nahi dette
bus yhoon hi jalate rehte hai dil ko mere
samne hote hai par aapna deedar nahi dette

jab bhi kehta hoon kuch to Bus muskura  dette hain
Lavoon se kabhi koi jawab wo mujhay nahi dette
Jaante hai mar jaonga unke bina mein jee na paonga
phir bhi tadpte dil ko wo koi karar nahi dette

Hai pyaar unko bhi magar kabhi jattate nahi wo humse
kyoon wo pyaar ko mere Aapna pyaar nahi dette
Hai Dard ka mere ehsas bahut usko magar na jaane kyoon
dard aapne ka wo koi ehsas  Yaar nahi dette
 
kehta hai mujhay aapna, h00n mein uska sapna
khahyaloo mein phir bhi koi zagah nahi dette
hain wo meri Zustzu meri Aarzoo hai wo
kyoon phir wo mujhay meri Aarzoo ke sang jeene ka Ikhtiyaar nahi dette

Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: October 20, 2011, 10:03:40 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Sanjeev ji
jab bhi kahta hu kuch to bas mukara dete hai...Vaah kya khoob kaha hai
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #5 on: October 20, 2011, 11:06:27 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khoob mkv ji.
nice feelings.
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #6 on: October 20, 2011, 02:24:17 PM »
Reply with quote
umdaa shaayri byaan kee hai mubaarak baad qubool keeje

Bahut Bahut Shukriya Saini Sahab

Aap Ne Aapna Waqt Humeh diya

Aage Bhi Saath Banye Rakhyega

Koi Salah Ho To Zarur dejiyega icon_flower icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: October 20, 2011, 06:35:24 PM »
Reply with quote
Kaash Sahaab Aadaab!

Janab bahut khoob, behad dilfareb ahsaas bayaaN
kiye hai aapne... kafi achchi kalam rahi daad..

Likhate rahiye... Aate rahiye. Khush O aabaad rahiye
Khuda Hafez..     


Duniya bhar ki zil-latoN per
danishmandoN si yeh fitrat
Apno se hi kha kha ke dhoke
Gunahgar tum bhi magar rahe ho         


Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #8 on: October 21, 2011, 02:09:52 AM »
Reply with quote
Khamosh se bethe hai koi jawab nahi dette
kasoor kaya hai iska bhi koi hissab nahi dette
bus yhoon hi jalate rehte hai dil ko mere
samne hote hai par aapna deedar nahi dette

jab bhi kehta hoon kuch to Bus muskura  dette hain
Lavoon se kabhi koi jawab wo mujhay nahi dette
Jaante hai mar jaonga unke bina mein jee na paonga
phir bhi tadpte dil ko wo koi karar nahi dette

Hai pyaar unko bhi magar kabhi jattate nahi wo humse
kyoon wo pyaar ko mere Aapna pyaar nahi dette
Hai Dard ka mere ehsas bahut usko magar na jaane kyoon
dard aapne ka wo koi ehsas  Yaar nahi dette
 
kehta hai mujhay aapna, h00n mein uska sapna
khahyaloo mein phir bhi koi zagah nahi dette
hain wo meri Zustzu meri Aarzoo hai wo
kyoon phir wo mujhay meri Aarzoo ke sang jeene ka Ikhtiyaar nahi dette


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #9 on: October 21, 2011, 02:52:32 AM »
Reply with quote
Applause

Shukriya Hassan Sahab
Bus Aapna Saath Banaye rakhyega
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #10 on: October 21, 2011, 05:13:25 AM »
Reply with quote

Sanjeev Ji,

Bahut khoob...very deep
thoughts you have expressed
in your post..keep it up..
All the best.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #11 on: October 22, 2011, 02:55:53 AM »
Reply with quote
vry nice ,,,,kash ji

Thanx. Sunil Ji Aap Ne Aapna Sameh Humeh Diya Bahut Bahut Shukriya
Aage bhi saath Banaye Rakhyega
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #12 on: October 22, 2011, 02:57:23 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khoob mkv ji.
nice feelings.


Suresh Ji Bahut Bahut Shukriya Janab

Yhoon Hi Aapna Saath Banye Rakhyega
icon_flower icon_flower
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #13 on: October 22, 2011, 02:06:20 PM »
Reply with quote

Duniya bhar ki zil-latoN per
danishmandoN si yeh fitrat
Apno se hi kha kha ke dhoke
Gunahgar tum bhi magar rahe ho         


Bahut Khoob Janab Applause Applause Applause

Aadaab Parwaaz Sahab!

Husla Afzai ke liye bahut bahut shukriya janab

Bus issi tareh aapna saath banaye rakhye aur humeh samjate rahye
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #14 on: October 23, 2011, 03:54:39 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thank You So Much Usha Ji icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 05:44:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer