Hamari Haveli ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on May 04, 2010, 09:58:17 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1735 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #15 on: May 06, 2010, 11:07:46 PM »
Reply with quote
Bohot bohot khoob Qadeer Bhai, aapki nazm ne aakhon ke saamne manzar kheench diya.....jaise aankhain wo sab dekh rahi hon jo aapne likha hai......Aur mere paas lafz nahin ki kuch likhun, bas aap ki nazm dil ke qareeb se guzar gayi......

talat bahen app ka behad shukriya. ye kya kamm hai mere liye ke app alfas ke ahesas tak pahonch gayi ,, inayath banaye rakhen .. khush rahen hamesha ..

apka bhai

qadeertoopchi
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #16 on: May 09, 2010, 01:22:47 AM »
Reply with quote
WAAAH QADEER BHAI!!! MANZARKASHI KA AISA NAZARA PAHLE NAHI DEKHA.BEHAD SANJEEDA QISM KE INSAAN MALOOM HOTE HAI.BAHUT KHOOB.
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #17 on: May 09, 2010, 04:28:48 PM »
Reply with quote
WAAAH QADEER BHAI!!! MANZARKASHI KA AISA NAZARA PAHLE NAHI DEKHA.BEHAD SANJEEDA QISM KE INSAAN MALOOM HOTE HAI.BAHUT KHOOB.


inayath ke liye shukriya .. hausla afzai karte rahe ..


duwa go

qadeertoopchi
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #18 on: May 18, 2010, 11:52:01 PM »
Reply with quote
bahot umda hai A.Qadeer bhai aapka andaaz..aur yeh bandh to haqiqat ki akasi kar raha hai janab...bahot khoob bahot khoob.
aag lage iss chaar din ki jawani ko........kya kahoob bus lajawab hai.



dada jaan ki ye qaali kursi ,
khud se uktaya howa ye budha daraqath ,
tawil arse se sukha ye kuwan ,  
charag ki maheromi ka matham karte ye benoor se taaq ,
ye dhundlai howi diwaren , ye nangle darwaze ,
char so viraani o bebasi , bus yahi rahe gaya hai hamari is pushteni haweli me ,,

aag lage ye char din ki jawani ko “Qadeer”!!
Chin Liya kambaqath ne Mujh se bachpan mera !!

Qadeertoopchi
[/b][/color][/left]



[/quote]
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #19 on: May 19, 2010, 08:47:26 AM »
Reply with quote
bahot umda hai A.Qadeer bhai aapka andaaz..aur yeh bandh to haqiqat ki akasi kar raha hai janab...bahot khoob bahot khoob.
aag lage iss chaar din ki jawani ko........kya kahoob bus lajawab hai.



dada jaan ki ye qaali kursi ,
khud se uktaya howa ye budha daraqath ,
tawil arse se sukha ye kuwan , 
charag ki maheromi ka matham karte ye benoor se taaq ,
ye dhundlai howi diwaren , ye nangle darwaze ,
char so viraani o bebasi , bus yahi rahe gaya hai hamari is pushteni haweli me ,,

aag lage ye char din ki jawani ko “Qadeer”!!
Chin Liya kambaqath ne Mujh se bachpan mera !!

Qadeertoopchi
[/b][/color][/left]





bhai apki mahubbath ka shukriya .. nazer saheb hausla afzai karte rahen to kahene ko himmat mile..dad ke liye behad mashkoor o mumnoo hon sahab..allah apko khush rakhe..

apka bhai
qadeertoopchi
Logged
Saheb-e-Nazm
Guest
«Reply #20 on: August 31, 2010, 09:23:13 PM »
Reply with quote
Wah Qadeer ji.bahut dard bhari nazm aapne pesh kiya.apne bachpan ke ehsaaso ko bahut khoobsurti se likha.great work.keep it up.excellent Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause


tashakkur ke liye alfazon se qaasir hon...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #21 on: August 31, 2010, 09:58:12 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Qadeer Ji
Aap ka nazm pa.dhkar apni bachpan ki yaad aa gayee
Logged
Tifle Makhtab
Guest
«Reply #22 on: September 01, 2010, 06:11:51 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Qadeer Ji
Aap ka nazm pa.dhkar apni bachpan ki yaad aa gayee


tashkur bhaiye mashkur ..
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 05:34:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer