Eak naghma ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on April 15, 2010, 07:55:19 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1737 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Tanhaiyun me gungune ka sabab , kaisa raha .. ap hi bataen .. ap sub ki aara ka muntazir ..


Ye Needen bhi dhati hain kaisa kahar !!
Tu khwabon me aati hai athon pahar !!
wo yaden wo baten wo manzar wo din !!
hai maazi ki kitni sonheri dagar !!

Tu khwabon me aati hai athon pahar !!

Mai bhulon to kaise wo hasna tera !!
mujh dekh kar fir simatna tera !!
wo nazren wo zulfen wo thandi hawa !!
khudaya - khudaya tha kaisa kahar !!

Tu khwabon me aati hai athon pahar !!

Wo ghar ke chabutre pe aana tera !!
jo mai na dikhon to tadapna tera !!
wo galiyan wo nukkad wo sham o sahar !!
wo manzar kahan hain mai dhondo kidhar !!

Tu khwabon me aati hai athon pahar !!

Na meri qata thi na to bewafa !!
muqaddar ki marzi thi jo bhi howa !!
wo wade wo kasme wo haton me hath !!
jo sunchon mai wo sub dil ata hai bhar !!

Tu khwabon me aati hai athon pahar !!


Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAA KA SAYA !!( Qadeertoopchi ) by junaidqadir in Miscellaneous Shayri
Us Pathar ko Pighalne do !! ( Qadeertoopchi ) by junaidqadir in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Ladengi Meri Tanha-e-yan ( Qadeertoopchi ) by qadeertoopchii in Ghazals « 1 2  All »
Ashar ( Qadeertoopchi ) by musaafirhon in Miscellaneous Shayri
Adhuri Khueshien ( Qadeertoopchi ) by musaafirhon in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 15, 2010, 08:12:25 AM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achche Andaaz Mein Likha Hai, Yun Laga Guzare Lamhon Ko Dastak Di Ho Aapne,.

Mashallah Bohat Achche Yun Hi Likhte Rahein
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: April 15, 2010, 09:48:01 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Qadeer ji.kamaal ke likha aapne.keep it up.great work. Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #3 on: April 15, 2010, 09:55:44 AM »
Reply with quote
Bahot khoobsurat nazm likhi hai Qadeer sahab. Padhkar mazaa aa gaya. Maazi ka bade purkashish andaaz mein zikr kiya aapne. Marhaba.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #4 on: April 15, 2010, 10:12:07 AM »
Reply with quote
good qdeer sahab Applause Applause Applause Applause
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #5 on: April 15, 2010, 11:39:11 AM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achche Andaaz Mein Likha Hai, Yun Laga Guzare Lamhon Ko Dastak Di Ho Aapne,.

Mashallah Bohat Achche Yun Hi Likhte Rahein

shukriya sarkar..

qadeertoopchi
Logged
Nafseeyati_Mareez
Guest
«Reply #6 on: April 15, 2010, 11:45:57 AM »
Reply with quote
Wah wah kya baat hai janab ek alag andaaz me dekha aaj aapko.........gungunana achcha laga aapka.
Logged
shabbir143
Guest
«Reply #7 on: April 15, 2010, 12:23:15 PM »
Reply with quote
Wah Wah Kya Kehne
Bohat Khoobsurat Naghma Hai Qadeer Ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: April 15, 2010, 05:20:51 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat Ghazal likhi hai aapne Qadeer ji... bahut khoob...!!!
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #9 on: April 16, 2010, 02:59:08 PM »
Reply with quote
Aadab Qadeer Bhai
Umeed Karta Hoon Aap Khairiyat Se Honge...!
Aur Kya Kahun Is Naghme Ke Baare Mein
Badi Hi Khoobsurti Se Aapne Mazi Ko Bayaan Kiya Hai
Bahut Hi Umda Nazm Hai Yeh...Kashkar Aakhri Band Mein To
Jaise Aapne Humara Hi Haal Likh Diya Ho..Bahut Umda Bhai
Waqai Mein Parhke Bahut Hi Maza Aaya Tabiyat Mast Ho Gayi...
Da'd Hazir Hai Kabul Farmaaye... Applause Applause Applause

Yun Hi Mehfil Ki Raunaq Afzaai Karte Rahiye


Khush Rahiye....


~Shihab~




bhai shihab ap ne jis andaz me nazm ki pazira-e- ki hai bus dil bagh bagh ho gaya .. yunhi hi hausla afzai karte rahen .. allah apko khush rakhe ..


Qadeertoopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 16, 2010, 08:10:55 PM »
Reply with quote
shukriya sarkar..

qadeertoopchi

Afwan
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: April 17, 2010, 07:03:08 AM »
Reply with quote
Bahut umda likha hai aap ne Qadeer Ji
Logged
S.hashmi
Guest
«Reply #12 on: April 17, 2010, 07:06:51 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #13 on: April 18, 2010, 01:46:58 PM »
Reply with quote
Wah Wah Kya Kehne
Bohat Khoobsurat Naghma Hai Qadeer Ji


Zahe Naseeb ke ye adna si KHawish apko Pasand aayi .. Allah apko khush rakhe ..

Duwa go ..

Qadeertoopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 18, 2010, 02:00:08 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer Bhai.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 04:07:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer