Hasan sir aapke liye.............. Soudagar

by soudagar on July 24, 2012, 05:21:13 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1492 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye
aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye

bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia
ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye

aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein
yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye

aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara
ab yu mehfil se duri bnakar humein na  hrash kijiye

aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare
HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye

galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum
HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aapke Liye by gstyagi in Shayri for Dard -e- Judai
Aapke Liye by rakeshthp in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Aapke Liye by rakeshthp in Shayri for Khumar -e- Ishq

HAPPY BIRTHDAY TO SOUDAGAR JI ......... HASAN by F.H.SIDDIQUI in The Wishes and Celebrations
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #1 on: July 24, 2012, 05:28:50 AM »
Reply with quote
bahut sunder soudagar betaa main bhee aapke saath hoon vaise shaayad ramzaan ke kaaran vo naheen aa rahe nain lekin vo aayenge zaroor
Logged
Raqeeb
Guest
«Reply #2 on: July 24, 2012, 05:50:58 AM »
Reply with quote
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye
aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye

bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia
ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye

aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein
yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye

aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara
ab yu mehfil se duri bnakar humein na  hrash kijiye

aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare
HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye

galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum
HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE

Applause Applause Applause Applause
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #3 on: July 24, 2012, 05:53:02 AM »
Reply with quote
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye
aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye

bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia
ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye

aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein
yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye

aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara
ab yu mehfil se duri bnakar humein na  hrash kijiye

aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare
HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye

galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum
HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE

Nahut umda Qalam likha hai aapne soudagar ji Hasan Sir ke bina mefil adhuri lagti hai.. Sacch hai.
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: July 24, 2012, 05:58:14 AM »
Reply with quote
Bahut khoob saudagar jee

aapki bhaavnaao ko salaam karta hun.

mai to bas itna jaanta hun 'Kohinoor' hai vo is mahfil ke..jo sirf apni chamak bikherta hai..chupchaap.
Applause :Clap: Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: July 24, 2012, 08:50:51 AM »
Reply with quote
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye
aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye

bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia
ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye

aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein
yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye

aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara
ab yu mehfil se duri bnakar humein na  hrash kijiye

aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare
HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye

galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum
HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE

naaaaaaaaaaaaaice request
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: July 24, 2012, 09:08:42 AM »
Reply with quote
Souagar ji. Aapki is mohabat bhari nazm ke liye bahut bahut duaaein,aur sabhi doston ka skukriya.Yoindia Shayariadab ke mukhlis doston ki mahfil se door rahne ka koi irada nahin.Ramzan mein bhi Nafs per qaaboo ( self-restraint),buri baaton se parhez , achhi baaton ki targheeb aur zarooratmandon ki chariy (zakaat) se madad ka hukm hai.Na shairy buri hai na Yoindia Shayariadab. Is liye Ramzan bhi koi rok nahin hai.Albatta zahni tour pe aap ke beech aane ke liye abhi apne ko tayyar kar raha thha .Doston ki is mohabat ke aage ab koi wajah ma'ane(deterrent)nahi .Soudagar ji, Saini ji, Raqeeb ji,Pankaj ji,Mukesh ji aur sabhi doston ka unke khuloos ke liye bahut shukriya.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #7 on: July 24, 2012, 11:54:56 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #8 on: July 24, 2012, 03:43:19 PM »
Reply with quote
Bahut acchhe kalam se nawaaza aapne Hasan Saheb ko. Bahut bahut khoob.
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: July 24, 2012, 04:39:35 PM »
Reply with quote
saini sir bahut bahut shukrya ......aur hasan sir ki wapsi bhi mubarak
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: July 24, 2012, 05:42:09 PM »
Reply with quote
shukriya raqeeb ji
Logged
Aarish
Guest
«Reply #11 on: July 25, 2012, 02:16:22 AM »
Reply with quote
Bohut khoob saudagr jee is koshish ko mera salam
Logged
soudagar
Guest
«Reply #12 on: July 25, 2012, 02:53:39 AM »
Reply with quote
shukriya pankaj ji.....
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #13 on: July 25, 2012, 03:13:56 AM »
Reply with quote
bohut khub saudagar bhai
Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: July 25, 2012, 03:46:04 AM »
Reply with quote
hum sab hain nadan hamari galti ko maaf kijiye
aur kuch nahi to saza dekar insaf kijiye

bahut din ho gaye suna sa lagta hai yoindia
ab to apni gazal kehkar dil ko kuch khas dijiye

aapki gazalon se badhti hai mehfil mein ronaqein
yun chup rehkar na hamare dil ko nirash kijiye

aapko dil mein rakhte hain nahi pyar jhutha hamara
ab yu mehfil se duri bnakar humein na  hrash kijiye

aapki khamoshi dil ko bahut baichan karti hai hamare
HASAN sir veenti hai sir par hamare apna hath kijiye

galti kisi ki bhi ho khud ko doshi samjhne lage hain hum
HASAN SIR NA HUMEIN AB AISA NAAPAAK EHSAS DIJIYE

wah wah

bahut khoob beta
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 06:06:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer