ISHQ KA BHOOT [Asghr]

by Asghr on February 09, 2009, 03:42:50 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1626 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
HUM PEH JAB ISHQ KA BHOOT TAARI HOTA HAI
WO WAQAT HAMARE LIYE BADA BAARI HOTA HAI
JO KISSI K KHYALOHN MAIN DHOOB KAR LIKHTA HAI
WO SHAKHS ZAROOR KISI DEVI KA PUJARI HOTA HAI
WAISE TO KEHAI PAKEEZA RESHTE HAIN JAHAN MAIN
MAGHR BADA ANMOL RISHTA YAR KI YARI HOTA HAI
HUM JAISE KISI SACHE AASHIQ SE POOCHNA KABI
TUM KYA JANO ISHQ KA WAAR KITNA KARI HOTA HAI
KARM HO JIS PEH MAALIK-EH-DOJAHAN KA ASGHR
WO KAB KISI GAIR K DAR KA BEHKAARI HOTA HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum aur bhoot !! by kkmishra in SMS , mobile & JOKES
BHOOT by nishita in SMS , mobile & JOKES
bhoot !!! bhoot!!! by Lavanya in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Bhoot ho kya hi hi hi by kiiller_1 in SMS , mobile & JOKES
Bhoot Ho Kya by anmolarora in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #1 on: February 09, 2009, 04:06:21 PM »
Reply with quote
Masha-Allah! so so so very very very beautiful!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 09, 2009, 04:20:30 PM »
Reply with quote
Waah Mere Bhai, waah Kya Khoob Likha Hai,.
Yunhi LIkhte Raho,.

Mashallah Allah Aapko Aur Nawaaze..
May Allah Bless You,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 09, 2009, 07:55:16 PM »
Reply with quote
Masha-Allah! so so so very very very beautiful!
thanks again Anjaan sdaa khush rehain apni duaaon main yad rakhna.asghr
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: February 09, 2009, 08:40:42 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai asghr ji.... hamesha ki tarah bahoot he acha likha hai apne... ek sur main kamal dhamal karti apki ek ek lines.. good work
Logged
Asghr
Guest
«Reply #5 on: February 10, 2009, 12:17:17 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai asghr ji.... hamesha ki tarah bahoot he acha likha hai apne... ek sur main kamal dhamal karti apki ek ek lines.. good work
POOJA JI AAP K COMMENT PADH KAR  MAIN JAZBAATI HO JATA HOHN ORGINALY JO URDU K MUSHKIL ALFAZ HOTE HAIN UNAIN AASAN KAR DAITA HOO K SAB DOST AASANI SE SAMJ SAKAIN.ASGHR
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: February 10, 2009, 12:26:25 AM »
Reply with quote
jazbaati hona to asali shayr hone ki nishani hai Asghr ji...

bahoot acha karte hai app ki Urdu ke shabd asaan kar ke likhte hai warna mujh jaise ko kuch samjh hi nahi ayega....
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: February 10, 2009, 12:43:11 AM »
Reply with quote
Wah wah... Asghr ji.. bahut accha likha hai..
Logged
Asghr
Guest
«Reply #8 on: February 10, 2009, 12:03:46 PM »
Reply with quote
Wah wah... Asghr ji.. bahut accha likha hai..
thanks Roja ji, khuda aap ko khush rakhe jo iss gareeb ki hosla afzai kati hain.Asghr
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #9 on: February 10, 2009, 12:07:51 PM »
Reply with quote
HUM PEH JAB ISHQ KA BHOOT TAARI HOTA HAI
WO WAQAT HAMARE LIYE BADA BAARI HOTA HAI
JO KISSI K KHYALOHN MAIN DHOOB KAR LIKHTA HAI
WO SHAKHS ZAROOR KISI DEVI KA PUJARI HOTA HAI
WAISE TO KEHAI PAKEEZA RESHTE HAIN JAHAN MAIN
MAGHR BADA ANMOL RISHTA YAR KI YARI HOTA HAI
HUM JAISE KISI SACHE AASHIQ SE POOCHNA KABI
TUM KYA JANO ISHQ KA WAAR KITNA KARI HOTA HAI
KARM HO JIS PEH MAALIK-EH-DOJAHAN KA ASGHR
WO KAB KISI GAIR K DAR KA BEHKAARI HOTA HAI

Bahoth qoob ashgar bhai sahab !! maza agya dost !!

Qadeer Toopchi
Logged
Asghr
Guest
«Reply #10 on: February 10, 2009, 12:19:47 PM »
Reply with quote
Bahoth qoob ashgar bhai sahab !! maza agya dost !!

Qadeer Toopchi
THANKS QADEER BHAI IN MY EYES U R THE BEST BHAI JAAN AAP KA APNA KLAAM HO YA INTEKHAB UUN KA MYAAR AHLA HOTA HAI, AAP SAB LAUGHON SE SEEKHTA HOHN.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #11 on: February 10, 2009, 12:22:23 PM »
Reply with quote
jazbaati hona to asali shayr hone ki nishani hai Asghr ji...

bahoot acha karte hai app ki Urdu ke shabd asaan kar ke likhte hai warna mujh jaise ko kuch samjh hi nahi ayega....
ITNE JAZBAAT B ACHE NAHIN K ANSOO BEHNE LAGAIN.ASGHR
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 02:24:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer