kaise keh doon mohabbat kya hai...soudagar

by soudagar on August 05, 2013, 04:19:46 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1894 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
Main kaise keh doon ki yeh mohabbat kya hai
kabhi marz ki dawa hai to kabhi ek saza hai

kabhi do dilon mein dhadkati aag see hai to
kabhi dusre dil na phunchi dil ki ek sada hai

dunia ki najar mein to paap jaisi hai mohabbat
aur aashiqo.n ke liye yeh jaise khudaa hai

kisi ke liye zindgi bhar ki doulat jaisi hai
to kisi ke liye mohabbat kuch waqt ka mazaa hai

koi sochta hai mohabbat to sirf hai waqt ki barbadi
kisi ki zindgi ka pal- pal mohabbat se saja hai

mohabbat ke rang bhi hai alag alag juda juda se
har koi yahan kisi na kisi par to mar mita hai



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mai kaise bhula doon teri mohabbat ko... by Alam Qazi in Shayri for Dard -e- Judai
Mohabbat ki kujhd ko sazaa doon kaise ?? by chahal_sanjeev in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaise kah doon by humaurtum in Shayri-E-Dard
BADNAAM KAR DOON TUJHE...SOUDAGAR by soudagar in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
KYA JAWAB DOON DUNIA KO....SOUDAGAR by soudagar in Shayri for Dard -e- Judai
cool neha
Guest
«Reply #1 on: August 05, 2013, 04:20:49 PM »
Reply with quote
bahut khoobsurat...!! Usual Smile
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #2 on: August 05, 2013, 04:24:08 PM »
Reply with quote
बहुत खूब....सौदागर जी.....बहुत खूब......
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: August 05, 2013, 04:36:23 PM »
Reply with quote
Main kaise keh doon ki yeh mohabbat kya hai
kabhi marz ki dawa hai to kabhi ek saza hai

kabhi do dilon mein dhadkati aag see hai to
kabhi dusre dil na phunchi dil ki ek sada hai

dunia ki najar mein to paap jaisi hai mohabbat
aur aashiqo.n ke liye yeh jaise khudaa hai

kisi ke liye zindgi bhar ki doulat jaisi hai
to kisi ke liye mohabbat kuch waqt ka mazaa hai

koi sochta hai mohabbat to sirf hai waqt ki barbadi
kisi ki zindgi ka pal- pal mohabbat se saja hai

mohabbat ke rang bhi hai alag alag juda juda se
har koi yahan kisi na kisi par to mar mita hai





 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #4 on: August 05, 2013, 05:15:50 PM »
Reply with quote
waah waah soudagar ji.. bahut bahut aur bahut khoob.. Usual Smile
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poonamA
Guest
«Reply #5 on: August 05, 2013, 05:21:48 PM »
Reply with quote
very nice
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: August 05, 2013, 05:33:18 PM »
Reply with quote
wah Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: August 05, 2013, 06:31:08 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP
Wooooooooooooooow. superb soudagarji. kya baat hai bahut achche se aapne muhabbat ko bayaan kiya hai. padhkar dil khush hua. aapko dheron daaaaaaaaad...
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: August 05, 2013, 06:53:49 PM »
Reply with quote
Main kaise keh doon ki yeh mohabbat kya hai
kabhi marz ki dawa hai to kabhi ek saza hai

kabhi do dilon mein dhadkati aag see hai to
kabhi dusre dil na phunchi dil ki ek sada hai

dunia ki najar mein to paap jaisi hai mohabbat
aur aashiqo.n ke liye yeh jaise khudaa hai

kisi ke liye zindgi bhar ki doulat jaisi hai
to kisi ke liye mohabbat kuch waqt ka mazaa hai

koi sochta hai mohabbat to sirf hai waqt ki barbadi
kisi ki zindgi ka pal- pal mohabbat se saja hai

mohabbat ke rang bhi hai alag alag juda juda se
har koi yahan kisi na kisi par to mar mita hai




naaaaaaaaaaaaaaaaaice - 1 rau aapkii kavish ko
Logged
nishi gahlaut
Guest
«Reply #9 on: August 05, 2013, 06:56:39 PM »
Reply with quote
Waah Waah...bahut khoob... Applause Applause Applause icon_flower
Logged
shraddha the poetess
Guest
«Reply #10 on: August 05, 2013, 07:38:09 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley veryyy  beautiful
 har shyari likhne wala shayar hota hai...
pr sachchi shayari wahi hai jise sunkr koi hasta hai koi rota hai.... hello2
shraddha..... wave
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: August 05, 2013, 08:25:14 PM »
Reply with quote
thank u neha
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #12 on: August 05, 2013, 10:34:10 PM »
Reply with quote
Main kaise keh doon ki yeh mohabbat kya hai
kabhi maraz ki dawa hai to kabhi ek saza hai

kabhi do dilon mein dhadkati aag see hai to
kabhi dusre dil na phaunchi dil ki ek sada hai

dunia ki nazar mein to paap jaisi hai mohabbat
aur aashiqo.n ke liye yeh jaise khudaa hai

kisi ke liye zindgi bhar ki doulat jaisi hai
to kisi ke liye mohabbat kuch waqt ka mazaa hai

koi sochta hai mohabbat to sirf hai waqt ki barbadi
kisi ki zindgi ka pal- pal mohabbat se saja hai

mohabbat ke rang bhi hain alag alag juda juda se
har koi yahan kisi na kisi par to mar mita hai





nice one,sir
Logged
suman59
Guest
«Reply #13 on: August 05, 2013, 10:58:41 PM »
Reply with quote
bahut bahut accha likha hai aapne beta ... bahutt bahut daad
Logged
nashwani
Guest
«Reply #14 on: August 05, 2013, 11:22:15 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

waah waah waah kya khoob bayan kiya hai mohaabat to aur phir bhi keh re kaise keh doon ki mohabbat kya hai..Daad daad dhero daad soudagar bhai..happy9
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 02:21:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer