Kis tarah ka pyar karta hai

by Pooja on December 18, 2008, 10:34:35 PM
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22
ReplyPrint
Author  (Read 16337 times)
KHILTAGULAB
Guest
«Reply #285 on: July 16, 2009, 11:48:45 AM »
Reply with quote
WAH WAH POOJA JI APNE TO DIL HI CHJOO LIYA

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khuda Khud Pyar karta.... by Aryaan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 7 8 »
Mujhse bhi koi Pyar karta hai........... by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
HUMSE KOI PYAR NHI KARTA by amarhellboy in Share: Poetry of Pain
ab main nhi karta tumse pyar by likemaddy in Other Languages
Is tarah bhi koi judaa Karta..........( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Shayri-E-Dard
pankshivam
Guest
«Reply #286 on: July 16, 2009, 04:53:38 PM »
Reply with quote
Ek koshish meri taraf se bhi...

Usse kaisi umeed jo mujhe dard ke toofan main akela chorr gaya,
Apne ghar ka chirag jalate jalate mere dil main andhera kar gaya...

Meri mohobat ka anjaam toh chorro woh toh apna safar na kat saki,
Kaise chahoon usse shidat se jo mujhe ansuon ka sailab degaya...

Woh toh mere janaze ko ut'ta dekh khushi se jhuma tha yaaron,
Kaise sukoon ata usse jo main ko ek 'dafan dil' bana gaya...

Bas ek ehsaan kargaya woh bewaffa mujh par doston,
Dard dekar woh 'Rahim' ko shayar bana gaya...

~Rahim~
Bahoot Khoob Rahim Bhai Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #287 on: July 17, 2009, 09:02:23 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Rahim Bhai Applause Applause Applause
Shukriya Bhaijan
Logged
Pooja
Guest
«Reply #288 on: July 18, 2009, 08:34:32 PM »
Reply with quote
WAH WAH POOJA JI APNE TO DIL HI CHJOO LIYA

shukaria KHILTAGULAB ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #289 on: July 18, 2009, 08:36:43 PM »
Reply with quote
Ek koshish meri taraf se bhi...

Usse kaisi umeed jo mujhe dard ke toofan main akela chorr gaya,
Apne ghar ka chirag jalate jalate mere dil main andhera kar gaya...

Meri mohobat ka anjaam toh chorro woh toh apna safar na kat saki,
Kaise chahoon usse shidat se jo mujhe ansuon ka sailab degaya...

Woh toh mere janaze ko ut'ta dekh khushi se jhuma tha yaaron,
Kaise sukoon ata usse jo main ko ek 'dafan dil' bana gaya...

Bas ek ehsaan kargaya woh bewaffa mujh par doston,
Dard dekar woh 'Rahim' ko shayar bana gaya...

~Rahim~

bahoot khoob Rahim ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #290 on: July 18, 2009, 08:55:50 PM »
Reply with quote

Sahi kaha Poojaji bahoot khob likha hai aapne Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 reply fir hajir hai tongue3
Ek bewafa se ummid kya kijiye,
Jo dard ke siva kuch de na paya...

Chaha tha shayad usne bhi kisi pal shhiddat se tumhe,
Fark sirf itna hai ki vo manzar apne anjaam tak na aaya...

Uski aankhe bhi nam thi tujhe daga dete huye
Teri dard ki vajah ban ke use kabr me bhi sakoon na aaya...

Aaj befawa hokar hi sahi vo aaj bhi apni yaad dilata hoga,
Uski sanson ka kya jab dil dhadkata hoga uska ek dard sa umad aata hoga...

Lekar sari khushiyan tujhse use bhi kahin chain na aaya...
Koi nahi janta wafaaon ka sila dekar usne kaun sa jahan paya...

~pank~

Good one Shivam Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #291 on: July 18, 2009, 08:56:51 PM »
Reply with quote
Ek koshish meri taraf se bhi...

Usse kaisi umeed jo mujhe dard ke toofan main akela chorr gaya,
Apne ghar ka chirag jalate jalate mere dil main andhera kar gaya...

Meri mohobat ka anjaam toh chorro woh toh apna safar na kat saki,
Kaise chahoon usse shidat se jo mujhe ansuon ka sailab degaya...

Woh toh mere janaze ko ut'ta dekh khushi se jhuma tha yaaron,
Kaise sukoon ata usse jo main ko ek 'dafan dil' bana gaya...

Bas ek ehsaan kargaya woh bewaffa mujh par doston,
Dard dekar woh 'Rahim' ko shayar bana gaya...

~Rahim~

Good response Rahim Ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #292 on: July 21, 2009, 07:39:45 PM »
Reply with quote
Shukriya Pooja jee aur Rajesh jee
Logged
sbechain
Guest
«Reply #293 on: July 22, 2009, 12:12:58 PM »
Reply with quote
bahut khoob pooja ji Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #294 on: July 22, 2009, 04:17:49 PM »
Reply with quote
bahut khoob pooja ji Applause Applause Applause

Thanks Sheba!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #295 on: August 12, 2009, 08:34:26 PM »
Reply with quote

Sahi kaha Poojaji bahoot khob likha hai aapne Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 reply fir hajir hai tongue3
Ek bewafa se ummid kya kijiye,
Jo dard ke siva kuch de na paya...

Chaha tha shayad usne bhi kisi pal shhiddat se tumhe,
Fark sirf itna hai ki vo manzar apne anjaam tak na aaya...

Uski aankhe bhi nam thi tujhe daga dete huye
Teri dard ki vajah ban ke use kabr me bhi sakoon na aaya...

Aaj befawa hokar hi sahi vo aaj bhi apni yaad dilata hoga,
Uski sanson ka kya jab dil dhadkata hoga uska ek dard sa umad aata hoga...

Lekar sari khushiyan tujhse use bhi kahin chain na aaya...
Koi nahi janta wafaaon ka sila dekar usne kaun sa jahan paya...

~pank~

Bewafa se he umeend wafa ki hoti hai
Jo de dard, dawa bhi to ussi ki hoti hai

Koi chahat kaise kab khatam hoti hai pal main
Chahat to sirf bas chahat hoti hai

Kis ki ankhon mai daga parre bhi to Pooja kaise parre
Pooja ki ankhon main to bas vishwaas ki chahat hoti hai

Koi kaya dilyega yaad kisi ko is jahan main, na samjha
Yaad to khud ke dil main basi, khud ki chahat hoti hai

Chaha jo usne wo laker chala gaya wapis apni zindagi main
Jaane wale ko kab kaha kisi aor ki khushio ki parwah hoti hai

Umeend rakhi jo maine, yah khud se khud ki bewafai thi
Ajj ke waqat main kaha kab kisi aor se wafa hoti hai………
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #296 on: August 16, 2009, 02:04:51 PM »

wah bahut hi khoob pooja ji.. wah

BE-WAFA SEY WAFA KI UMEED LAGAYI BAITHEY HAI
HUM HAI JOH AAJ BHI UNHEY DIL MEH BASAYE BAITHEY HAI

WAQT KYA DENGEY WOH HAMAREY LIYE
ISS WAQT SEY HI TOH WOH DIL LAGAYE BAITHEY HAI

JASBIR SINGH

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #297 on: August 18, 2009, 08:58:56 PM »

Thanks for Reply
No words
Simply Awesome
 Applause Applause Applause
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #298 on: August 18, 2009, 08:59:46 PM »
Reply with quote

wah bahut hi khoob pooja ji.. wah

BE-WAFA SEY WAFA KI UMEED LAGAYI BAITHEY HAI
HUM HAI JOH AAJ BHI UNHEY DIL MEH BASAYE BAITHEY HAI

WAQT KYA DENGEY WOH HAMAREY LIYE
ISS WAQT SEY HI TOH WOH DIL LAGAYE BAITHEY HAI
HUM HAI JOH AAJ BHI UNHEY DIL MEH BASAYE BAITHEY HAI

JASBIR SINGH

Very Nice Jas Ji Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #299 on: August 20, 2009, 04:42:18 PM »
Reply with quote

wah bahut hi khoob pooja ji.. wah

BE-WAFA SEY WAFA KI UMEED LAGAYI BAITHEY HAI
HUM HAI JOH AAJ BHI UNHEY DIL MEH BASAYE BAITHEY HAI

WAQT KYA DENGEY WOH HAMAREY LIYE
ISS WAQT SEY HI TOH WOH DIL LAGAYE BAITHEY HAI
HUM HAI JOH AAJ BHI UNHEY DIL MEH BASAYE BAITHEY HAI

JASBIR SINGH

Nice lines JAss ji!!
Logged
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 06:41:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer