~~~Kyaa hai ye pyaar????~~~

by nidhi_yadein on June 18, 2005, 06:07:37 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2784 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
Reply with quote
"Pyaar ki daastan tumne bohat suni hongi,
 sabki apni apni zindagaani hogi,
 koi khush,koi tanha to koi udaas,
 kabhi kisi ka pyaar aaye na kisi ko raas,
 sab yahi sochte hain,kyon hota hai pyaar,
 kya pyaar hi hai zindagi ki sabse badi darkaar,
 naam hai iska ek,matlab hain hazaar,
 phir bhi koi na samajh paya kya hai ye pyaar,
 kisi ki zindagi suljhaa de..............,
 to kisi ki zindagi uljha de ye pyaar,
 khushi ho na ho,dard zaroor hota hai isme,
 phir bhi kyon sab karte hain pyaar,
 kisi ke liye do pal ka saath,
 kisi ke liye zindagi hai pyar,
 alag alag hain sabke liye pyar ke maayne.........,
 dil ke sandarbh me yahan laye jaate hain aaine,
 milti hai jo sabse zyada wo hai bekaraari,
 nazrein bayaan karti hain dil ki haalat saari,
 mil gayi jo nazrein haathon me aa gaya haath,
 log samajhte hain mil gayi unhe zindagi ki saugaat,
 yahi ek shabd hai jo duniya ka har insaan jaanta hai,
 yahi hai wo rishta jise har koi maanta hai,
 duan me,praarthanaon me har koi,
 saath zindagi me ek wafadaar saathi ka hi maangta hai."
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: June 18, 2005, 06:31:12 PM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"

hmmmmmmmmmm   bahot  khoob nidhi .............superbssss  dost....... tongue3
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #2 on: June 18, 2005, 06:42:51 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"

Thanx dost tongue3
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: June 18, 2005, 06:51:26 PM »
Reply with quote
ur  always  welcome  dost...............  tongue3 ................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #4 on: June 18, 2005, 11:39:52 PM »
Reply with quote
Nidhi u r superb........................................... .. :D
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: June 19, 2005, 07:31:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
"Pyaar ki daastan tumne bohat suni hongi,
 sabki apni apni zindagaani hogi,
 koi khush,koi tanha to koi udaas,
 kabhi kisi ka pyaar aaye na kisi ko raas,
 sab yahi sochte hain,kyon hota hai pyaar,
 kya pyaar hi hai zindagi ki sabse badi darkaar,
 naam hai iska ek,matlab hain hazaar,
 phir bhi koi na samajh paya kya hai ye pyaar,
 kisi ki zindagi suljhaa de..............,
 to kisi ki zindagi uljha de ye pyaar,
 khushi ho na ho,dard zaroor hota hai isme,
 phir bhi kyon sab karte hain pyaar,
 kisi ke liye do pal ka saath,
 kisi ke liye zindagi hai pyar,
 alag alag hain sabke liye pyar ke maayne.........,
 dil ke sandarbh me yahan laye jaate hain aaine,
 milti hai jo sabse zyada wo hai bekaraari,
 nazrein bayaan karti hain dil ki haalat saari,
 mil gayi jo nazrein haathon me aa gaya haath,
 log samajhte hain mil gayi unhe zindagi ki saugaat,
 yahi ek shabd hai jo duniya ka har insaan jaanta hai,
 yahi hai wo rishta jise har koi maanta hai,
 duan me,praarthanaon me har koi,
 saath zindagi me ek wafadaar saathi ka hi maangta hai."

Bohot hi khoob Nidhi....bohot hi achcha likha hai...vey realistic.......!!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #6 on: June 19, 2005, 01:16:56 PM »
Reply with quote
good nidhi....u've really written something amazing...!!!
...
keep it up chuttki!!!:)
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: June 20, 2005, 09:32:40 AM »
Reply with quote
kuddiye....bohot pyara likha hai!!!!

"khushi ho na ho,dard zaroor hota hai isme,
phir bhi kyon sab karte hain pyaar,
kisi ke liye do pal ka saath,
kisi ke liye zindagi hai pyar, "

yeh lines bohot achi lagi!!!

 :D
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #8 on: June 20, 2005, 10:07:58 AM »
Reply with quote
Thanx naveed,Talat :D ,Tosha,and meena sis.

"Maine har farz nibhaya apna,itna tujhe pyar kiya,
  teri umeed se pare,khushiyon ka jahaan diya,
  tu kaise aise muh mod sakta hai mujhse,
  meri zindagi ka wajood hi jab aaj hai tujhse juda."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: June 20, 2005, 10:11:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
"Pyaar ki daastan tumne bohat suni hongi,
 sabki apni apni zindagaani hogi,
 koi khush,koi tanha to koi udaas,
 kabhi kisi ka pyaar aaye na kisi ko raas,
 sab yahi sochte hain,kyon hota hai pyaar,
 kya pyaar hi hai zindagi ki sabse badi darkaar,
 naam hai iska ek,matlab hain hazaar,
 phir bhi koi na samajh paya kya hai ye pyaar,
 kisi ki zindagi suljhaa de..............,
 to kisi ki zindagi uljha de ye pyaar,
 khushi ho na ho,dard zaroor hota hai isme,
 phir bhi kyon sab karte hain pyaar,
 kisi ke liye do pal ka saath,
 kisi ke liye zindagi hai pyar,
 alag alag hain sabke liye pyar ke maayne.........,
 dil ke sandarbh me yahan laye jaate hain aaine,
 milti hai jo sabse zyada wo hai bekaraari,
 nazrein bayaan karti hain dil ki haalat saari,
 mil gayi jo nazrein haathon me aa gaya haath,
 log samajhte hain mil gayi unhe zindagi ki saugaat,
 yahi ek shabd hai jo duniya ka har insaan jaanta hai,
 yahi hai wo rishta jise har koi maanta hai,
 duan me,praarthanaon me har koi,
 saath zindagi me ek wafadaar saathi ka hi maangta hai."

ab kya treef kre Nidhi ji .. aap lucknow waley to jaan hi daal detey ho alfazzo mein .. bahoot hi umda likha hai !! humm mwin bhi kuch likhta hoon pyaar pe !!

merey aansooan ko milgaya ek aur bhi bahana
sadiyon baad merey dil ko koyi dhadka gaya hai
yeh ehsas naya hai jo mainey jiya hai
mujh sey milkey koyi meri rooh pagaya hai
kya khab tha koyi ya haseen naghma
tumharey madhur honton seygunguna gaya hai
khud sey juda hokar is deewangi mein ji kar
HumTum vo lamha aashiqhi ka mujh ko pagaya hai !!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: June 20, 2005, 07:15:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Thanx naveed,Talat :D ,Tosha,and meena sis.

"Maine har farz nibhaya apna,itna tujhe pyar kiya,
  teri umeed se pare,khushiyon ka jahaan diya,
  tu kaise aise muh mod sakta hai mujhse,
  meri zindagi ka wajood hi jab aaj hai tujhse juda."

very  nice  nidhi..................hum  tum...............................

Zindagi Hai Khwab Hai Iskaa Kyaa Javaab Hai
Kyon Ulajh Gayee Ho Tum Ye Seedhaa Saa Hisaab Hai
Aur Apne Dil Ko Bhi Bataao Tum Yahi Ke Ye
Khwab Hi To Zindagi Hai Zindagi Hi Khwab Hai....................
Logged
Tosha
Guest
«Reply #11 on: July 05, 2005, 02:13:35 PM »
Reply with quote
Kya hai pyaar
ek choti se talab hai
anjana sa ahesas
dilo ke yah tadap hai
anban aur mithas
yeh to kismat hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #12 on: July 05, 2005, 02:31:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
"Pyaar ki daastan tumne bohat suni hongi,
 sabki apni apni zindagaani hogi,
 koi khush,koi tanha to koi udaas,
 kabhi kisi ka pyaar aaye na kisi ko raas,
 sab yahi sochte hain,kyon hota hai pyaar,
 kya pyaar hi hai zindagi ki sabse badi darkaar,
 naam hai iska ek,matlab hain hazaar,
 phir bhi koi na samajh paya kya hai ye pyaar,
 kisi ki zindagi suljhaa de..............,
 to kisi ki zindagi uljha de ye pyaar,
 khushi ho na ho,dard zaroor hota hai isme,
 phir bhi kyon sab karte hain pyaar,
 kisi ke liye do pal ka saath,
 kisi ke liye zindagi hai pyar,
 alag alag hain sabke liye pyar ke maayne.........,
 dil ke sandarbh me yahan laye jaate hain aaine,
 milti hai jo sabse zyada wo hai bekaraari,
 nazrein bayaan karti hain dil ki haalat saari,
 mil gayi jo nazrein haathon me aa gaya haath,
 log samajhte hain mil gayi unhe zindagi ki saugaat,
 yahi ek shabd hai jo duniya ka har insaan jaanta hai,
 yahi hai wo rishta jise har koi maanta hai,
 duan me,praarthanaon me har koi,
 saath zindagi me ek wafadaar saathi ka hi maangta hai."

wow, wonderfull sis...........mujhe khabar hi nahi hui abb takk tumne itna acha likha hai...sorry maine dekha hi nahi
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: July 05, 2005, 05:21:30 PM »
Reply with quote
Buhat Acha likhte hain yeh sab.............................................. ..........................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #14 on: July 18, 2005, 09:13:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Pyaar ki daastan tumne bohat suni hongi,
 sabki apni apni zindagaani hogi,
 koi khush,koi tanha to koi udaas,
 kabhi kisi ka pyaar aaye na kisi ko raas,
 sab yahi sochte hain,kyon hota hai pyaar,
 kya pyaar hi hai zindagi ki sabse badi darkaar,
 naam hai iska ek,matlab hain hazaar,
 phir bhi koi na samajh paya kya hai ye pyaar,
 kisi ki zindagi suljhaa de..............,
 to kisi ki zindagi uljha de ye pyaar,
 khushi ho na ho,dard zaroor hota hai isme,
 phir bhi kyon sab karte hain pyaar,
 kisi ke liye do pal ka saath,
 kisi ke liye zindagi hai pyar,
 alag alag hain sabke liye pyar ke maayne.........,
 dil ke sandarbh me yahan laye jaate hain aaine,
 milti hai jo sabse zyada wo hai bekaraari,
 nazrein bayaan karti hain dil ki haalat saari,
 mil gayi jo nazrein haathon me aa gaya haath,
 log samajhte hain mil gayi unhe zindagi ki saugaat,
 yahi ek shabd hai jo duniya ka har insaan jaanta hai,
 yahi hai wo rishta jise har koi maanta hai,
 duan me,praarthanaon me har koi,
 saath zindagi me ek wafadaar saathi ka hi maangta hai."

ab kya treef kre Nidhi ji .. aap lucknow waley to jaan hi daal detey ho alfazzo mein .. bahoot hi umda likha hai !! humm mwin bhi kuch likhta hoon pyaar pe !!

merey aansooan ko milgaya ek aur bhi bahana
sadiyon baad merey dil ko koyi dhadka gaya hai
yeh ehsas naya hai jo mainey jiya hai
mujh sey milkey koyi meri rooh pagaya hai
kya khab tha koyi ya haseen naghma
tumharey madhur honton seygunguna gaya hai
khud sey juda hokar is deewangi mein ji kar
HumTum vo lamha aashiqhi ka mujh ko pagaya hai !!

Arey humtum,itna tareef mat keejiye :oops: :oops: .Thanx a lot,aapne bhi bohat accha likha hai,pyaar pe jo likhaa hai Winking lol

"Wo jo haqeeqat thhi kabhi,ek lamha banke reh gayi hai,
      mere pyaar ki khushboo jo har fiza me thhi,aaj kahin kho gayi hai,
      na jaane wo ise kabhi samajh bhi paayega ya nahi,ab tak jo na samjha,
      uske pyaar me zindagi maut se bhi battar ban gayi hai."
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 05:13:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer