<>*Kyun Hai?*<>

by *KasaK*....Dil Ki on September 06, 2010, 08:16:19 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1627 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
Reply with quote
<>*Kyun Hai?*<>

Mahobbat ne dikhaye hain kai ruup apne
Fir bhi logon ki hazar me ye badnaam kyun hai

Har aashiq hi bewafa to nahin hota na
Fir har deewane pe bewafai ka ilzaam kyun hai

Aashiqi ki rah me kai aashiqon ne dum toda hai
Nahin milne deti deewanon ko duniya itni beraham kyun hai

Nahin pyaar karti tujhe main janti hun ye baat
Fir mere hothon pe bas ek tera hi nam kyun hai….!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAKHAir KYun (KYUn)(KYun(KYUn) by muneeb in Shayri-E-Dard
kyun ki by anjani_si in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
kyun by ~~~NOOR786~~~ in Shayri-E-Dard
KYUN??? by upma in Shairy-E-Watan
**KYUN?????** by harshmeet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #1 on: September 06, 2010, 08:30:57 AM »
Reply with quote
wah waah waaah anamika ji.bahut khoob likha hai aapne.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
mohabbat badnaam jo hogi to kya naam na hoga?

<>*Kyun Hai?*<>

Mahobbat ne dikhaye hain kai ruup apne
Fir bhi logon ki hazar me ye badnaam kyun hai

Har aashiq hi bewafa to nahin hota na
Fir har deewane pe bewafai ka ilzaam kyun hai

Aashiqi ki rah me kai aashiqon ne dum toda hai
Nahin milne deti deewanon ko duniya itni beraham kyun hai

Nahin pyaar karti tujhe main janti hun ye baat
Fir mere hothon pe bas ek tera hi nam kyun hai….!!!
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #2 on: September 06, 2010, 08:34:18 AM »
Reply with quote
wah....Dil ko chhu gai kasak.... Clapping Smiley  Applause  Applause


Milti he is tarah thokkar mahobaat me ki,
har koi bewafa lagne lagta he or kisi par bharosha bhi nahi rehta....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 06, 2010, 08:57:51 AM »
Reply with quote
<>*Kyun Hai?*<>

Mahobbat ne dikhaye hain kai ruup apne
Fir bhi logon ki hazar me ye badnaam kyun hai

Har aashiq hi bewafa to nahin hota na
Fir har deewane pe bewafai ka ilzaam kyun hai

Aashiqi ki rah me kai aashiqon ne dum toda hai
Nahin milne deti deewanon ko duniya itni beraham kyun hai

Nahin pyaar karti tujhe main janti hun ye baat
Fir mere hothon pe bas ek tera hi nam kyun hai….!!!

Bahut bahut Aur bahut Khoob Anuji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

Kuch Likhne Ki Gustaaki kar raha Hoon..

Woh Nahi Badnaam Jisne Dil Ko hai Paida Kiya
Dil Se Jo Nikli bas Wahi Aarzoo Badnaam hai

Mohabbat Karke Dekh To Le Ek Baar!!!!
Deewangi Hi Mohabaat Ka Dusra Naam Hai!!!

Sirf Ek Main Aur Tu Nahi Haare Hai Ishq Ki Iss Raah mein!!!
Mohabbat Mein Naa Jaane Kitne Laila-Majnu,Heer-Raanhje Nakaam hai...

Mohabbat To yakeenan hai Tujhe Yehi sach Hai!!!
Tere Labon Par Jo Uss Deewane Ka  Naam Hai...

"Khwaish" Ishq Mein Haasil Dard Bhi Humein bahut Aziz hai!!!
Ishq Mein Kuch to Humein Bhi Mila Inaam Hai...



Logged
Rancho-D-Idiot
Guest
«Reply #4 on: September 06, 2010, 08:58:14 AM »
Reply with quote
Samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
Aankhon main mere aansuu laa bhi nahin sakta..

Tum saath chhodkar youn chale gaye zindagi se,
Kya kami reh gayi thi mere pyar me,
Jo tum saath reh ke nibha bhi nahin saktaa..?
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: September 06, 2010, 09:03:07 AM »
Reply with quote
<>*Kyun Hai?*<>

Mahobbat ne dikhaye hain kai ruup apne
Fir bhi logon ki hazar me ye badnaam kyun hai

Har aashiq hi bewafa to nahin hota na
Fir har deewane pe bewafai ka ilzaam kyun hai

Aashiqi ki rah me kai aashiqon ne dum toda hai
Nahin milne deti deewanon ko duniya itni beraham kyun hai

Nahin pyaar karti tujhe main janti hun ye baat
Fir mere hothon pe bas ek tera hi nam kyun hai….!!!

Good one Anamika Ji
Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: September 06, 2010, 02:20:11 PM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI    KASAK...DIL KI JI....

MOHABBAT TARDFATI HAI MOHABAAT RULATI HAI
FIR BHI LOG MOHABBAT KARTE KYUN HAI
MOHABAAT KE BINA RAHA BHI NAHI JAATA
AAKHIR MOHABBAT ME AISA NASHA KYUN HAI....

Logged
thycreator
Guest
«Reply #7 on: September 07, 2010, 04:46:56 PM »
Reply with quote
<>*Kyun Hai?*<>

Mahobbat ne dikhaye hain kai ruup apne
Fir bhi logon ki hazar me ye badnaam kyun hai

Har aashiq hi bewafa to nahin hota na
Fir har deewane pe bewafai ka ilzaam kyun hai

Aashiqi ki rah me kai aashiqon ne dum toda hai
Nahin milne deti deewanon ko duniya itni beraham kyun hai

Nahin pyaar karti tujhe main janti hun ye baat
Fir mere hothon pe bas ek tera hi nam kyun hai….!!!

Bahut Khub.....kasak ji!!

Agar dunia na hoti toh ye muhabbat mein ruswaiyan kahan hoti,
Wo sheeri-farhad-o-ranjhe-heer ki pareshaniyan kahan hoti..
Iss dunia ne hi toh muhabbat ko iss makaam pe la rakha,
Har muhabbat jo hoti kaamyaab toh kahaniyaan kahan hoti!!

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #8 on: September 08, 2010, 04:42:05 AM »
Reply with quote
wah waah waaah anamika ji.bahut khoob likha hai aapne.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
mohabbat badnaam jo hogi to kya naam na hoga?



shukriya suresh ji aapne ise pasand kiya ...
 notworthy notworthy

naam to hoga par kya fir iska anjaam hoga???
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #9 on: September 08, 2010, 04:43:58 AM »
Reply with quote
wah....Dil ko chhu gai kasak.... Clapping Smiley  Applause  Applause


Milti he is tarah thokkar mahobaat me ki,
har koi bewafa lagne lagta he or kisi par bharosha bhi nahi rehta....


thnx thk....and tumne bht pyara likha hai ... Applause Applause

koshish karke kisiki mahobbat pe yakeen kar ee sakhee
k mahobbat ka ehsaas yakeen pe hi to kaayam reh pata hai
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #10 on: September 08, 2010, 04:46:02 AM »
Reply with quote
Samunder ko kya dukh hai bataa bhi nahin sakta,
Aankhon main mere aansuu laa bhi nahin sakta..

Tum saath chhodkar youn chale gaye zindagi se,
Kya kami reh gayi thi mere pyar me,
Jo tum saath reh ke nibha bhi nahin saktaa..?
rancho ji bht achhca likha hai aapne...

na maine sath chhoda hai
na main dur hi gai hun
ye tere man hai wahan sanam
k main kisi aur ki ho gai hun
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #11 on: September 08, 2010, 04:46:32 AM »
Reply with quote
Good one Anamika Ji

thnx sir ji...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #12 on: September 08, 2010, 04:48:14 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI    KASAK...DIL KI JI....

MOHABBAT TARDFATI HAI MOHABAAT RULATI HAI
FIR BHI LOG MOHABBAT KARTE KYUN HAI
MOHABAAT KE BINA RAHA BHI NAHI JAATA
AAKHIR MOHABBAT ME AISA NASHA KYUN HAI....



thnx cara ji meri poem pasand karne k liye...aapne bht pyara sher kaha hai ji

mahobbat koi nasha nahin
ye zindagi ki zarurat hai
har lamha hum sab ko
ek saathi ki zarurat hai
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #13 on: September 08, 2010, 04:52:26 AM »
Reply with quote
Bahut Khub.....kasak ji!!

Agar dunia na hoti toh ye muhabbat mein ruswaiyan kahan hoti,
Wo sheeri-farhad-o-ranjhe-heer ki pareshaniyan kahan hoti..
Iss dunia ne hi toh muhabbat ko iss makaam pe la rakha,
Har muhabbat jo hoti kaamyaab toh kahaniyaan kahan hoti!!



thnx thycreator ji...for appreciation....

maan ak mahobbat hoti kaamyaab to kahaniyan na hoti
lekin unn mahobaton me marne wale ka kya
na deta zamana unhe ruswaiyan to kya jata uska
jo til til tadpa judaai me uss deewane ka kya?
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #14 on: September 08, 2010, 04:53:44 AM »
Reply with quote
Bahut bahut Aur bahut Khoob Anuji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley  Clapping Smiley

Kuch Likhne Ki Gustaaki kar raha Hoon..

Woh Nahi Badnaam Jisne Dil Ko hai Paida Kiya
Dil Se Jo Nikli bas Wahi Aarzoo Badnaam hai

Mohabbat Karke Dekh To Le Ek Baar!!!!
Deewangi Hi Mohabaat Ka Dusra Naam Hai!!!

Sirf Ek Main Aur Tu Nahi Haare Hai Ishq Ki Iss Raah mein!!!
Mohabbat Mein Naa Jaane Kitne Laila-Majnu,Heer-Raanhje Nakaam hai...

Mohabbat To yakeenan hai Tujhe Yehi sach Hai!!!
Tere Labon Par Jo Uss Deewane Ka  Naam Hai...

"Khwaish" Ishq Mein Haasil Dard Bhi Humein bahut Aziz hai!!!
Ishq Mein Kuch to Humein Bhi Mila Inaam Hai...





shukriya nawazish aapki khwaish ji jo aapne yahan apni kalm ka jaadu chalaya.....dil khush ho gaya ji padhkar...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 11:13:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer