Likhna Mera******

by Pooja on May 16, 2006, 04:06:01 PM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3456 times)
Pooja
Guest
Reply with quote
Choti choti si baato ka afsaana ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya

Dil mai ayye zazbaato ko shabdo mai utara hai
Man mai aai peera ko, dil se nikala hai
Peera aor zazbaato ka taraana ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!

Jhoom kar jab kabhi, koi khayal sajaya
Khud ko sajane ka phir is man mai ayya
Apne khawabo ko shabdo mai jo sajaya
Un shabdo ka duniya se taana phir ayya

Khud ko sajana, khawab-e-hasrat ban kar rah gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!

Her ek zazbaat ke rang ki holi
Aor duniya ki yah tikhi-mithi boli
Kon kis bhesh mai kheile yah toli
Apni to wahin bhir khali ek jholi!!!

Khali is jholi se, dastan-e-nagma ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!

Likhati hu jab bhi, khud se kheil jaati hu
Apne hi shabdo se, bhed rakh jaati hu
Dard in shabdo mai, mere lahoo se atta hai
Armaano ka rang, tanhaaiyo se atta hai

Likhana Mera, jurm-e-aourtana ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
To Ye Bhi Likhna... by angel4u in Shayri-E-Dard
{Khat Likhna} by angel4u in Shayri-E-Dard
Likhna Mera****** by Pooja in Critics and Review only Forum
Faqat Jhuthe Daad Ke Lie Likhna Bhi Kaisa Likhna by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Pyaar Main Likhna Mera by Er AK in Shayri for Khumar -e- Ishq
mrkotians
Guest
«Reply #1 on: May 16, 2006, 11:02:15 PM »
Reply with quote
hmmmmmmmmmmmmm. .. lambi shayari...pooja... good. one..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: May 17, 2006, 01:40:57 AM »
Reply with quote
khud se khud mai gungunati hu
jo bhi atta hai dil mai likh jaati hu
lambi ab ho ya ho choti
yoindia per bas mai likh jaati hu!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #3 on: May 19, 2006, 06:48:36 AM »
Reply with quote
keya bat hai pooja ji bahut khoob...

faislaa suna ke jaaney diya
dil saaf tha behosh usne kiya
maare gaye hum maatam se unke
sameyt yaadon ka tohfa jab usne diya
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #4 on: May 22, 2006, 05:22:11 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai Sonu, bahoot hi sahi kaha apne!!

Udaas dil likhne per majboor karta hai
likhna phir se dil ko udaas karta hai
khud ko khud ki samjh nahi aati
kayun insaan ki pahchan nahi ho paati

vishwaas khud per se ab utha jaata hai
udaas dil likhne per majboor karta hai
likhna phir se dil ko udaas karta hai......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #5 on: May 22, 2006, 06:41:37 AM »
Reply with quote
Pakhuri ji bahut bahut shukriya... apko humari shari passend ahi... keya bat hai app bhi kuch kam nahi hai bahut hi acha reply keya hai paney Usual Smile

Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain.




Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai Sonu, bahoot hi sahi kaha apne!!

Udaas dil likhne per majboor karta hai
likhna phir se dil ko udaas karta hai
khud ko khud ki samjh nahi aati
kayun insaan ki pahchan nahi ho paati

vishwaas khud per se ab utha jaata hai
udaas dil likhne per majboor karta hai
likhna phir se dil ko udaas karta hai......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: June 21, 2006, 01:50:21 PM »
Reply with quote
Likh lene do ki man halka ho jayega
Warna yah dard ka tezab, lekar muje kahin so jayega

Likhne se dard badta hai, aor aram aa jaata hai
Dard ki dawa dard, yah aor achy se samjha jaata hai

Khamosh hai juban, magar dil bole hi jaata hai
Ander hi ander, khud mai ghutata jaata hai

Ja rahi hu kaha, ab mujko koi hosh nahi
Dukha jau jo dil tera, yakin kar mera koi dosh nahi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #7 on: June 24, 2006, 04:41:24 AM »
Reply with quote
wonderful Pooja sis...

humney dil ka hal sab ek dairy mey likh dala
ek dard ka sahara sabko usmey semyat dala

kalam chalaney sey zkaham or geyra hata gaya
dard sey dard takraker ahkhu sey lahoo beyhta gaya

en khamosh nigow ney bhi ab to dukha dey deya
her dastak mey dil ko yea lagey key humara humsafer ahya..

jaow khaa ab mujhey koi hush nahi
dar pey teyrey ah to gaye hum per dil nadam khamosh nahi...


Quote from: "Pooja"
Likh lene do ki man halka ho jayega
Warna yah dard ka tezab, lekar muje kahin so jayega

Likhne se dard badta hai, aor aram aa jaata hai
Dard ki dawa dard, yah aor achy se samjha jaata hai

Khamosh hai juban, magar dil bole hi jaata hai
Ander hi ander, khud mai ghutata jaata hai

Ja rahi hu kaha, ab mujko koi hosh nahi
Dukha jau jo dil tera, yakin kar mera koi dosh nahi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2006, 08:28:45 PM »
Reply with quote
Payar ke nagme likhati hu, kayun dard bhare ban jaate hai
main jitna bhi gum se bachati hu, aor kareeb aa jaate hai
khushio ki dhoop nikalty hi, kayun gum ke badal chate hai
main jinko dudh pilau, wo hi naag ban das jaate hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #9 on: June 29, 2006, 03:51:05 AM »
Reply with quote
bahut khoob pooja sis....

gamu sey ab humney dosti kerli hai
teyrey payr key nagmu ko humey dil mey sajha leya hai
teyri her ek pyar bharey lafzu ko siney mey chupa leya hai
ahkhu sey dard ko bheyney nahi deytey hai
teyri pyari surat dil ko bhulney nahi deytey hai
hum miley na miley per teyri chahat ko dil mey sameytey beythey hai....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: July 17, 2006, 04:20:48 PM »
Reply with quote
good one Sonu
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #11 on: July 18, 2006, 10:10:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Choti choti si baato ka afsaana ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya

Dil mai ayye zazbaato ko shabdo mai utara hai
Man mai aai peera ko, dil se nikala hai
Peera aor zazbaato ka taraana ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!

Jhoom kar jab kabhi, koi khayal sajaya
Khud ko sajane ka phir is man mai ayya
Apne khawabo ko shabdo mai jo sajaya
Un shabdo ka duniya se taana phir ayya

Khud ko sajana, khawab-e-hasrat ban kar rah gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!

Her ek zazbaat ke rang ki holi
Aor duniya ki yah tikhi-mithi boli
Kon kis bhesh mai kheile yah toli
Apni to wahin bhir khali ek jholi!!!

Khali is jholi se, dastan-e-nagma ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!

Likhati hu jab bhi, khud se kheil jaati hu
Apne hi shabdo se, bhed rakh jaati hu
Dard in shabdo mai, mere lahoo se atta hai
Armaano ka rang, tanhaaiyo se atta hai

Likhana Mera, jurm-e-aourtana ban gaya
Likhna mera, duniya kahti hai shayrana ban gaya!!


beyond excellence.............
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #12 on: July 18, 2006, 10:40:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
keya bat hai pooja ji bahut khoob...

faislaa suna ke jaaney diya
dil saaf tha behosh usne kiya
maare gaye hum maatam se unke
sameyt yaadon ka tohfa jab usne diya



sonu aap to hamesha se hi khoob likhti aayi hain.. gud one...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: July 19, 2006, 02:07:42 PM »
Reply with quote
Shukaria Gesu....

aourat ko apni gazalo main
nadi, hawa, ghata aor fiza bataya
ussi ko kis liye phir a duniya
bandhano mai bandh baithaya
hey Fiza to use mehak jaane do
nadi ko apni zindagi, jee jaane do
ghata hai to use jhoom kar bbaras jaane do
hawa ko khul kar, kuch sanse le jaane do......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: July 19, 2006, 03:09:49 PM »
Reply with quote
Gesu ji bahut bahut shukriya  :oops: ...

Quote from: "Gesu"
Quote from: "Sonu"
keya bat hai pooja ji bahut khoob...

faislaa suna ke jaaney diya
dil saaf tha behosh usne kiya
maare gaye hum maatam se unke
sameyt yaadon ka tohfa jab usne diya



sonu aap to hamesha se hi khoob likhti aayi hain.. gud one...
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 09:38:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer