Manjoore Khuda !!

by Pooja on February 12, 2009, 11:37:29 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 2654 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: February 13, 2009, 04:34:19 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas ji!!!

Shukaria Rajesh ji and Nice lines
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KHUDA by soni_nice1 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
khuda by mahen in Shayari-e-Parastish
khuda by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
E KHUDA by majid in Shayri for Dard -e- Judai
CHUTAA JUNOON SE PECHA KHUDA KHUDA KER KE by khalidrawat in Ghazals
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: February 13, 2009, 05:04:39 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Jas ji!!!

Shukaria Rajesh ji and Nice lines

Thanks JI

Jasbir Singh
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: February 13, 2009, 05:08:10 PM »
Reply with quote

 Applause Applause Laughing hard Laughing hard Laughing hard WAH POOJA JI

MUMMY KI DAAT PADNEY SEY KYA HOTA HAI
HORROR SHOW MEH TOH KABAR MEH SWARG HOTA HAI

SWARG HONEY SEY BHI KYA HOTA HAI
PARIYOH SEY GHIRA, HAR BAAR HOTA HAI

PARIYOH SEY GHIR KEY KYA HOTA HAI
CHOOMNEY INKOH NA KOI LAB HOTA HAI

BINA LAB KEY HI TOH HORROR SHOW HOTA HAI
KYA KAREY KHUDA JAB HORROR MEH COMEDY HOTA HAI

JASBIR SINGH

Horror main comedy hone se kaya hota hai
comedy main to hamesha ek jokar hota hai

Jokar ke rone per bhi nahi padta kisi ko fark
Jokar koi insaan thora hai, wo to jokar hota hai

Hote hone main hota hoga na jaane kaya, hum kaya jaane
yaha to wo he hota hai, jo manjoore khuda hota hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: February 13, 2009, 05:18:46 PM »
Reply with quote
Horror main comedy hone se kaya hota hai
comedy main to hamesha ek jokar hota hai

Jokar ke rone per bhi nahi padta kisi ko fark
Jokar koi insaan thora hai, wo to jokar hota hai

Hote hone main hota hoga na jaane kaya, hum kaya jaane
yaha to wo he hota hai, jo manjoore khuda hota hai

 Applause Applause Giggle Giggle
i really loved this joker angle  Giggle
let me try it out with this joker ...

JOKER KEY RONEY SEY KYA HOTA HAI
INKEY LIYE JOKER THODI NA INSAAN HOTA HAI

PAR HAR INSAAN BHI YAHA EK JOKER HOTA HAI
DIL PAR CHOTT KHANEY SEY BHI YEH HASTA HOTA HAI

NAZREY CHURA KAR YEH AASOO OH MEH KHUDD KOH BHIGOTA HAI
DIL MEH DARD TOH JOKER KOH BHI HOTA HAI

HASTEY HASTEY YEH JAG KA BHOZZ DHOHTA HAI
NA JANEY KU RABB KOH YEH MANJOOR HOTA HAI

JASBIR SINGH

Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: February 13, 2009, 05:23:45 PM »

wah kay abaat hai.... magar yah last line main Rabb ji ko le ayye app... is liye middle line se shuru karugi b....

Dil main dard hone se kaya hota hai
dil per dhadkano ka jor kabhi kam to kabhi jayada hota hai

Jor se na bolo ki jor se bolane se kaya hota hai
her insaan ajj kal kaan-ankh band kar, zindagi dhota hai

Her ek baat ko dhote rahna he bana liye her ek ne apna mukkadr
Mukkaddar ka sikander bhi ab dunia se gayab hota hai
hota hai wahin jo manjoore khuda hota hai!!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: February 13, 2009, 05:31:21 PM »

wah wah wah ... bahut khoob kaha aap neh JI

MUKADDAR KA SIKANDAR BANN KEY KYA HOTA HAI
AKHIR MEH CHEH FOOT KABAR KEY ANDAR HOTA HAI

KABAR KEH ANDAR HOKAR BHI KYA HOTA HAI
KIDEY MAKODEY KEY KHANEY KA INTEZAAM HOTA HAI

FIR KU YEH JINDAGI BHAR SIKANDAR HOTA HAI
KHUDA KOH BHI AISA SIKANDAR NA MANJOOR HOTA HAI

JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: February 13, 2009, 05:38:29 PM »
Reply with quote

wah wah wah ... bahut khoob kaha aap neh JI

MUKADDAR KA SIKANDAR BANN KEY KYA HOTA HAI
AKHIR MEH CHEH FOOT KABAR KEY ANDAR HOTA HAI

KABAR KEH ANDAR HOKAR BHI KYA HOTA HAI
KIDEY MAKODEY KEY KHANEY KA INTEZAAM HOTA HAI

FIR KU YEH JINDAGI BHAR SIKANDAR HOTA HAI
KHUDA KOH BHI AISA SIKANDAR NA MANJOOR HOTA HAI

JASBIR SINGH

Khuda ke ghar main koi bhi Na Manjoor nahi hota hai
na jaane kaise kaise baat soch kar Insaan preshan hota hai

Preshania bad gai hai itani, jitani insaan saanse leta hai
sansein lete hue bhi, ajj kal akaha koi insaan Zinda hota hai

Zinda insaan ki zindagi na pucho, kaya kaya kar ke jeeta hai
kabhi jhooth, kabhi lalach, kabhi bebasi ka alam hota hai

Her alam main magar her ek ka rab uske sath hota hai
Hota hai wahin jo manjorre khuda hota hai!!!
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #22 on: February 13, 2009, 06:01:36 PM »
Reply with quote
Very Nice
Poojaji
Jasbir ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: February 13, 2009, 06:05:49 PM »
Reply with quote
Very Nice
Poojaji
Jasbir ji

Yah kaya hua, akise hua, kyun hua...  DOH DOH DOH

Pank ji apki lines kaha hai...

Apka likhna yaha jaroori hota hai...
is main kuch bhi nahi manjoore khuda hota hai  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: February 13, 2009, 06:08:16 PM »
Reply with quote
Very Nice
Poojaji
Jasbir ji

thanks PANK

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: February 13, 2009, 06:19:14 PM »
Reply with quote
Khuda ke ghar main koi bhi Na Manjoor nahi hota hai
na jaane kaise kaise baat soch kar Insaan preshan hota hai

Preshania bad gai hai itani, jitani insaan saanse leta hai
sansein lete hue bhi, ajj kal akaha koi insaan Zinda hota hai

Zinda insaan ki zindagi na pucho, kaya kaya kar ke jeeta hai
kabhi jhooth, kabhi lalach, kabhi bebasi ka alam hota hai

Her alam main magar her ek ka rab uske sath hota hai
Hota hai wahin jo manjorre khuda hota hai!!!

HAR INSAAN KEY SAATH RABB HOTA HAI
NA JANEY FIR YEH INSAAN KU TANHA HOTA HAI

SHAYED JAB YEH KHUDD HO RABB SAMAJTA HAI
RABB BHI ISSEY EK MOUKA DETA HAI

MAUKA PAA KEY HI YEH RABB BAN PADTA HAI
KITNI JALDI FIR YEH DHARTI PEH GIR PADTA HAI

SAHI HO POOJA, BILKUL AISA HI HOTA HAI
WOHI HOTA HAI JOH MANJOOREY KHUDA HOTA HAI

JASBIR SINGH

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #26 on: February 15, 2009, 07:02:39 AM »
Reply with quote

Kismat ke daniya me kuch kam hi ata hota hai...
Mit jaye gam sare toh khushiyo ka sama hota hai...

Likhe na likhe zindagi kabhi kahani khud apni,
Waqt waqt ki baat hai sab kismat me likha hota hai...

Dekhte hai log zindagi ko apni hi nazar se,
Zindagi har pal badalti hai iska har pal hi naya hota hai...

Koshishe karna toh insaan ki fitraat hai,
Aakhir hota vahi hai jo manzoore khuda hota hai...

~Pank~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: February 15, 2009, 07:09:51 AM »
Reply with quote

Kismat ke daniya me kuch kam hi ata hota hai...
Mit jaye gam sare toh khushiyo ka sama hota hai...

Likhe na likhe zindagi kabhi kahani khud apni,
Waqt waqt ki baat hai sab kismat me likha hota hai...

Dekhte hai log zindagi ko apni hi nazar se,
Zindagi har pal badalti hai iska har pal hi naya hota hai...

Koshishe karna toh insaan ki fitraat hai,
Aakhir hota vahi hai jo manzoore khuda hota hai...

~Pank~

wah wah wah kaya baat hai Pank ji.... bahoot khoob....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: February 15, 2009, 07:10:20 AM »
Reply with quote

HAR INSAAN KEY SAATH RABB HOTA HAI
NA JANEY FIR YEH INSAAN KU TANHA HOTA HAI

SHAYED JAB YEH KHUDD HO RABB SAMAJTA HAI
RABB BHI ISSEY EK MOUKA DETA HAI

MAUKA PAA KEY HI YEH RABB BAN PADTA HAI
KITNI JALDI FIR YEH DHARTI PEH GIR PADTA HAI

SAHI HO POOJA, BILKUL AISA HI HOTA HAI
WOHI HOTA HAI JOH MANJOOREY KHUDA HOTA HAI

JASBIR SINGH

bahoot khoob Jas ji
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #29 on: February 15, 2009, 08:07:24 AM »
Reply with quote
bhot khob
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 11:59:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer