E KHUDA

by majid on June 17, 2006, 02:48:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1712 times)
majid
Guest
Reply with quote
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Se Khuda Tuk by Deewana29 in Shayri for Khumar -e- Ishq
CHUTAA JUNOON SE PECHA KHUDA KHUDA KER KE by khalidrawat in Ghazals
e-khuda by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
KYA KHUDA BHI US KA THA... by Farah Aziz in Shayri-E-Dard
E Khuda hai Kya Khuda.... by mohammed al_ahlasi in Shayri for Dard -e- Judai
mokshaa
Guest
«Reply #1 on: July 22, 2006, 09:03:18 AM »
Reply with quote
Wah Majidji Bahut achi hai na yeh FANAA ki shayari... hamay bhi bahut pasand hai
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: July 26, 2006, 01:14:50 PM »
Reply with quote
Nice majid...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: July 26, 2006, 01:39:27 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 26, 2006, 01:48:35 PM »
Reply with quote
Shayad Naseeb Mein Thi Judaai Hamare,..
Is Liye Chah Kar Bhi Tumhe Rok Na Paaya..
Kahin Charche Na Hojaaye Mehfil Mein Tere,..
Isliye Gham Uthaakar Bhi Humne Muskuraaya,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 26, 2006, 01:54:10 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhai,..
Ur welcome,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 26, 2006, 01:55:48 PM »
Reply with quote
Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,...
Ke Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe.../
Wo Dekh Aaj Kho Rahaa Hoon Main Use,..
Jise Dhoond Ne Mein Kabhi Zamaana Laga Mujhe,,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 26, 2006, 02:02:41 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Bhai,.

Ulfat Mein kabhi Aisa Bhi Hota hai,..
Aankhein Hasti Hain Dil Rota hai,..
Mante Hain Jise Hum Apna,..
Humsafar Uska Koi Aur Hota Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 26, 2006, 02:09:42 PM »
Reply with quote
Rasta Jab Badla Humsafar Bhi Apna Badal Gaya,..
Ke Use Manzoor Na Tha Un Kaanton Bhari Raahon Se Guzarna,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #9 on: July 26, 2006, 08:10:28 PM »
Reply with quote
Yaadein dard itna deti hai
kabhi kabhi dard ko bhi dard hone lagta hai
Pathar dil kya samjhe ye haalaat hamare
Hamein to ab aansuon se bhi iltija karni padti hia
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 28, 2006, 01:55:29 PM »
Reply with quote
Shukriya

Aazmaaishein Kuch Aisi Chali Humpar,..
Ke Aazmaane Wale Khud Mujhe Aazmaake rote Rahe,.

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 04:33:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer