mohabaat ka khel to ab patangbaaji sa lagta hai....

by azad mishra on January 15, 2013, 10:21:21 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 944 times)
azad mishra
Guest
Reply with quote
chahte ho gar jeena to dil lagana nahi
In haseeno ke jaal me khud ko phasana nahi

pyaar ki is aag me tum jal jaoege
chahkar bhi phir na nikal paoege

In husn walon ke nakhre  tum utha nahi paoege
Inke ashiqon se ek din bahut maar khaoege

chodo bekaar ki baaten kuch kaam karo
In haseeno ko door se hi salaam karo

tum khiladi ho naye is khel ke
ye headmaster rahi hai pyaar ke school ke

Tu abhi bhola hai tu kuch nahi janta
Inka kaata to paani bhi nahi maangta

Recharge karate karate inka thak jaoege
phir bhi call hamesa inka waiting me paoege

hamare gulsan me to Phool kabhi hi khilta hai pyaar ka
Inke upwan se to bahaar kabhi jati hi nahi

mohabaat ka khel to ab patangbaaji sa lagta hai
kisne kiske kaat di pata hi nahi lagta hai

Ab kya kahe 'azad' ye gam kisi se chupta nahi
pyar ki mehfilon me pyar kahi dikhta nahi






Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabaat-e-Dard by Pushkar_singh in Shayri-E-Dard
saza mohabaat ki by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
teri mohabaat by poonamA in Share:Love Poetry
mohabaat ko pahchana hai by poonamA in Share: Poetry of Pain
Mohabaat me (nam) by poonamA in Shayri-E-Dard
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: January 15, 2013, 10:41:07 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: January 15, 2013, 10:42:59 AM »
Reply with quote
chahte ho gar jeena to dil lagana nahi
In haseeno ke jaal me khud ko phasana nahi

pyaar ki is aag me tum jal jaoege
chahkar bhi phir na nikal paoege

In husn walon ke nakhre  tum utha nahi paoege
Inke ashiqon se ek din bahut maar khaoege

chodo bekaar ki baaten kuch kaam karo
In haseeno ko door se hi salaam karo

tum khiladi ho naye is khel ke
ye headmaster rahi hai pyaar ke school ke

Tu abhi bhola hai tu kuch nahi janta
Inka kaata to paani bhi nahi maangta

Recharge karate karate inka thak jaoege
phir bhi call hamesa inka waiting me paoege

hamare gulsan me to Phool kabhi hi khilta hai pyaar ka
Inke upwan se to bahaar kabhi jati hi nahi

mohabaat ka khel to ab patangbaaji sa lagta hai
kisne kiske kaat di pata hi nahi lagta hai

Ab kya kahe 'azad' ye gam kisi se chupta nahi
pyar ki mehfilon me pyar kahi dikhta nahi







very nice ,,,
bohut khoob Azad..
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: January 15, 2013, 11:35:25 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Apka experience bol raha hai azad jee. bahut bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: January 15, 2013, 04:11:03 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: January 15, 2013, 06:16:21 PM »
Reply with quote
chahte ho gar jeena to dil lagana nahi
In haseeno ke jaal me khud ko phasana nahi
aqlmandi ki baat hai per koi maanta nahin icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
pyaar ki is aag me tum jal jaoege
chahkar bhi phir na nikal paoege
ye ishq nahin aasaan bus itna samjh lijiye ek aag ka dariya hai aur doob ke janaa hai.................. icon_flower icon_flower icon_flower
In husn walon ke nakhre  tum utha nahi paoege
Inke ashiqon se ek din bahut maar khaoege
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardkab aur kahaan maar khaai hai tumne dear
chodo bekaar ki baaten kuch kaam karo
In haseeno ko door se hi salaam karo
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard good good
tum khiladi ho naye is khel ke
ye headmaster rahi hai pyaar ke school ke
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardoh ho
Tu abhi bhola hai tu kuch nahi janta
Inka kaata to paani bhi nahi maangta
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard bahut badnaam kar rahe ho ji tum ladkiyo.n ko
Recharge karate karate inka thak jaoege
phir bhi call hamesa inka waiting me paoege
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
hamare gulsan me to Phool kabhi hi khilta hai pyaar ka
Inke upwan se to bahaar kabhi jati hi nahi
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
mohabaat ka khel to ab patangbaaji sa lagta hai
kisne kiske kaat di pata hi nahi lagta hai
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Ab kya kahe 'azad' ye gam kisi se chupta nahi
pyar ki mehfilon me pyar kahi dikhta nahi
bahut khoob................!









azad, meri to hans hans ke buri haalat ho gayi hai. iska print nikaal liya hai apne doston ko sunaaon gi............!
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #6 on: January 16, 2013, 12:43:04 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
thanks sir
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #7 on: January 16, 2013, 12:43:52 PM »
Reply with quote
very nice ,,,
bohut khoob Azad..
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
hausala afzai ke liye bahoot shukriya sahalji
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #8 on: January 16, 2013, 12:44:50 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Apka experience bol raha hai azad jee. bahut bahut khoob
bahoot bahoot sukriya apka aqsh ji
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #9 on: January 16, 2013, 12:45:20 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
thanks hridayji
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #10 on: January 16, 2013, 12:46:30 PM »
Reply with quote

azad, meri to hans hans ke buri haalat ho gayi hai. iska print nikaal liya hai apne doston ko sunaaon gi............!

hausala afzai ke liye bahut bahut sukriya sheeba ji apne mere rachna ko is kabil samjha uske liye sukriya
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 07:02:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer