muhabbat

by qayda on March 08, 2006, 04:28:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1210 times)
qayda
Guest
Reply with quote
Main MUHABBAT hoon,
Main kaisa hoon ?
Mujhe kaho waisa,
Main jaisa hoon.

Main PURN hoon,
Ya AKELA hoon.
Main SHABDA hoon,
To kaisa hoon.

Kabhi NAYAAB hoon,
kabhi BIKHRA hoon,
Toota hoon jab-jab,
Be awaz SISKA hoon

Main DARD hoon,
Main BADNAAM hoon.
Main kuch nahi to,
Main kaisa hoon ?

Mera arth kya hai ?
Main tadapta kyon hoon ?
Main tarashta kyon hoon ?
Main aisa kyon hoon ?

Iski wajah kya hai,
Kyon apnate ho mujhe ?
Nahi chahta aalingon main,
Mat lagao gale mujhe.

Kya socha hai tumne kabhi ?
Tum jab tadapte ho, mere saath to
Teri her KARWAT pe tooTta hoon main,
BEZOOBAN sa ghooTta hoon main

Main maanta hoon, sach hai ye,
Main bina tere kuch bhi nahi,
Par MUHABBAT karo to, mujhe ZINDA karo,
Mar gaya to ADHOORI qaynat hogi......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dewangi muhabbat ki by mnfardeen in Shayri-E-Dard
muhabbat ko dekhana hai to muhabbat se dekhea by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tarke Muhabbat by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq
mujhe tumse muhabbat hai.. by innocent.devil20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Muhabbat he muhabbat he.......... mazHur by mazHur in Shayri for Khumar -e- Ishq
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: March 10, 2006, 06:21:05 PM »
Reply with quote
bahot  khoob  Qayda........very  nice  post........  keep  it up...........
Logged
roshni246
Guest
«Reply #2 on: March 11, 2006, 07:34:23 PM »
Reply with quote
Mom Aur Patthar Ko Pigalana Aasan He...
Uanek Dilo Ko Pigalao To Koi Baat He...
Jeete Huye Na Puchha Shahajahan Ne Mumtaz Ko...
Marane Ke Baad Kada Kiya Mahal To Ye Kya Kamal He...


~roshni~
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #3 on: March 11, 2006, 07:36:32 PM »
Reply with quote
VERy NIce Qayda ANd Roshni Too!!!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #4 on: March 11, 2006, 07:37:17 PM »
Reply with quote
shukriya touchy ji once again!!!
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: September 07, 2011, 09:02:51 AM »
Reply with quote
Main MUHABBAT hoon,
Main kaisa hoon ?
Mujhe kaho waisa,
Main jaisa hoon.

Main PURN hoon,
Ya AKELA hoon.
Main SHABDA hoon,
To kaisa hoon.

Kabhi NAYAAB hoon,
kabhi BIKHRA hoon,
Toota hoon jab-jab,
Be awaz SISKA hoon

Main DARD hoon,
Main BADNAAM hoon.
Main kuch nahi to,
Main kaisa hoon ?

Mera arth kya hai ?
Main tadapta kyon hoon ?
Main tarashta kyon hoon ?
Main aisa kyon hoon ?

Iski wajah kya hai,
Kyon apnate ho mujhe ?
Nahi chahta aalingon main,
Mat lagao gale mujhe.

Kya socha hai tumne kabhi ?
Tum jab tadapte ho, mere saath to
Teri her KARWAT pe tooTta hoon main,
BEZOOBAN sa ghooTta hoon main

Main maanta hoon, sach hai ye,
Main bina tere kuch bhi nahi,
Par MUHABBAT karo to, mujhe ZINDA karo,
Mar gaya to ADHOORI qaynat hogi......



bahut khootbsurat nazm. pyara andaaz. gahraai se kaha gayaa ye mohabbat ka definition................................kya kahne ..daad bhi kam hai is nazam ke liye



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:09:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer