Na jaane kyon.......

by Friend_4uall on June 18, 2006, 11:59:48 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1094 times)
Friend_4uall
Guest
Reply with quote
Najaane kyon ek ladki.. aajaati hai khwaab mein...
naam bataati nahi apnaa.. bas muskuraati hai khwaab mein...

phoolon si sundar dikhti hai woh...chandni ki tarah chamakti hai..
paas main jab jaaoon uske.. jhat se gaayab ho jaati hai khwaab mein...!! :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jaane kyon Duniya ruthi hai humse? by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
jaane kyon by jindagi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Jaane kyon log mohabbat kiya karte hain??? by bauljee in Shayari -e- Husn
Aaj phir mann na jaane kyon udaas hai by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
jaane kyon log mere naam se jal jaate hain… by prateekagarwal in Share:Love Poetry
Talat
Guest
«Reply #1 on: June 18, 2006, 01:55:25 PM »
Reply with quote
Very nice Friend...!!!

Dua karemge ki haqeeqat me saamne woh aa  jaaye
Baatain bhi kare tumse wo aur dekh ke muskuraaye !!
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #2 on: June 18, 2006, 02:45:17 PM »
Reply with quote
Thank you .. Talat..!!

Uski muskuraahat se mahak uth te hain gulshan...
Jaane kaise uski khushboo hum tak aajaati hai khwaab mein...!!!
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #3 on: June 18, 2006, 02:48:09 PM »
Reply with quote
Woh haseen hai.. naazneen hai.. dilkush aur dilnasheen.....
humse hi kyun wo bewafaai aksar kar jaati hai khwaab mein....!!!
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #4 on: June 19, 2006, 06:16:26 AM »
Reply with quote
Maayoos hokar.. thak kar so jaaoon main kabhi
umeed ki ek anokhi shamaa jalaa jaati hai khwaab mein..

sabhi kahte hain khwaab hai .. hakeekat se door..
apne haaton se meri rooh ko choo jaati hai khwaab
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #5 on: June 19, 2006, 06:17:09 AM »
Reply with quote
sharmaati hai.. hayaa se ghabraayi hui...
apni dilkash adaaon se deewaanaa banaa jaati hai khwaab mein..

ajnabi hai woh... anjaani bhi...
jaane kaise mujhe apnaa banaajaati hai khwaab mein...
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #6 on: June 20, 2006, 11:21:56 AM »
Reply with quote
Bahut aache frnd ...!!!

sab kuch ek khwaab jaisa hi hai..
aankh khulne se sab toot jata hai...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 12:30:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer