NASHEELA KHWAAB...........MKV

by mkv on October 06, 2012, 05:16:56 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1966 times)
gaytri gupta
Guest
«Reply #15 on: October 06, 2012, 05:41:30 PM »
Reply with quote
v v nice...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khwaab.... by angel4u in Shayri for Dard -e- Judai
**KHWAAB** by harshmeet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Khwaab ki ahmiyat khwaab se hai by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khwaab hi khwaab rahaa hun buntey: by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: October 06, 2012, 07:39:28 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut nasheelee rachna hai Mukesh ji... nasha fail rha hai... ek dum massstttt likha hai aapne... maza aa gayaa padh ke....!!!
Logged
mkv
Guest
«Reply #17 on: October 07, 2012, 02:48:10 AM »
Reply with quote
mkv ji,

Achchha hai...likhte rahiye
hardik shubhkaamnaayen.

Raqeeb Lucknowi

Hausala badhane ke liye shukriya satish Sir
Logged
mkv
Guest
«Reply #18 on: October 07, 2012, 05:57:35 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Thanks Sir
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #19 on: October 07, 2012, 06:03:21 AM »
Reply with quote
wah wah bahut khub Mukesh JI Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #20 on: October 07, 2012, 08:27:24 AM »
Reply with quote
Wah kya khwaab dekha hai     MKV ji.....



Khwaab me haseena ne mujhe aesa kasaa
kuch kar na sakha uske bhahon me fansaa

katil nigaon se apne mujhe aesa dasaa
pura ka pura pigal gaya aesi hui dashaa

"NASHEELA KHWAAB" ka dekho kaisa hai nasha
khwaab tootne par bhi ab tak aankhon me basaa..
Bahut bahut shukriya CARA jee
Logged
mkv
Guest
«Reply #21 on: October 07, 2012, 01:09:12 PM »
Reply with quote
MKV Jee Aadaab!


Kia baat hai janab .. Bade nashili khawaab dekh rahe haiN..  icon_geek
Bahut khoob janab badi achchi rawaaN kalaam kahi hai aapne... Sabhi
ashaar aik se badhkar aik rahe... Usual Smile

Humari dheroN dili daad........   O mubbarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye.. aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez.. Usual Smile

Bas aise hi likh diya parwaaz bhai
taareef ke liye shukriya aapka
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #22 on: October 07, 2012, 01:55:00 PM »
Reply with quote
Be well and be at peace.nice post, congratulations
Sheel didi
Logged
mkv
Guest
«Reply #23 on: October 07, 2012, 07:20:48 PM »
Reply with quote
very nice mkv ji
thanks anmol
Logged
mkv
Guest
«Reply #24 on: October 08, 2012, 07:25:57 PM »
Reply with quote

good
Applause Applause
thanks adil bhai
Logged
mkv
Guest
«Reply #25 on: October 09, 2012, 02:52:58 AM »
Reply with quote
zabardast mkv ji ........ Thumbs UP Thumbs UP
thanks sahal jee
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #26 on: October 09, 2012, 04:49:16 AM »
Reply with quote
Uski  aankhoN meN nashaa  uski baatoN meN nashaa
aisa deewaana kiyaa dekh paagal main huaa
sharab jayaada piti hogi, tab hi to aankho aur baato se nashaa jhalakta hai.......
Dewaane to hote hi paagal hai.

mai akelaa tha jahaN vo akelee thee vaheeN
dekhkar usne mujhe  apni baahoN meN kasaa
Pahalwaani to nahee aajmaa rahi thi. Haddiyaa to sahi-salaamat hai na
door jitnaa mai gayaa paas vo aatee gayee
uskee saaNso kee mahak kya bataaun thee dashaa
Magnet se kheeNch rahe the usko.
Aur ye Dashaa ka matlab kyaa hota hai

poochne mujhse lagee kya mujhe chaahte tum
qaatilaana thee adaa maiN adaaoN meN faNsaa
Yyar ye gf jab bhi dekho ek hi sawaal le kar kiYoN aatee rahtee hai
ab sataane vo lagee door jaane vo lagee
us haseena ne mujhe ban ke naagin saa dasaa
Anconda, hai yaa ajgar.
Aapko pahle hi samjhaya tha.
Par aap hi nahee maane.
Chale ab sapero ko bhejta hoN, use kaid kar lena. KaheeN kisi aur ko na das le

ghar ki light jab gayee aur garmee jo lagee
khwaab toota thaa mera phir bhi chaaya thaa nashaa
OH to janaab ab tak khawab ki baat kar rahe the.
uski yaadoN kaa  ‘mukesh’ ab bhee tujhpe asar
khwaab pyaara vo haseeN yaad aaye to nashaa


Bhaai bahut romantic kalaam hai.
Bahut achcha laga.
Khaash kar caption to bahut pasand aayaa.

aapki es kalaam ke liye 2 line kisee mashoor shayar ki...
.

Huzur aapka bhee aehtraam kartaa chaloN.
Idhar se gujraa tha, sochaa salaam kartaa chaloN.
.
Unhe ye jidd ki mujhe dekh ke kisee ko na dekh.
Aur mujhe ye shok ki, sabse kalaam karta chaloN.

Logged
mkv
Guest
«Reply #27 on: October 09, 2012, 07:48:37 AM »
Reply with quote


Bahut Bahut Khooob Mukeshji

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

thanks khwaish jee
Logged
mkv
Guest
«Reply #28 on: October 09, 2012, 06:57:35 PM »
Reply with quote
bohut khoob mkv jee mubarakbaad qubool kijiye,,
Thanks aarish bhaai
Logged
mkv
Guest
«Reply #29 on: October 10, 2012, 06:58:33 PM »
Reply with quote
waaaaaah....mkv ji....bahut khoob
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
vimmi jee
bahut bahut shukriya
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 11:39:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.208 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer