**KHWAAB**

by harshmeet on July 13, 2006, 08:46:04 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1310 times)
harshmeet
Guest
Reply with quote
TUMHARI YAADON NE MERI ROOH KO GHERA HAI,
JAGMAGATI KHUSHIYON MEIN GHAM KA ANDHERA HAI.
IS DIL MEIN TUMHAARI YAADON KA BASERA HAI,
TUMHAARI YAADON SE RAAT HAI, TUMHAARI YAADON SE SAVERA HAI.
JAANE NASEEB NE JUDAAI KA YEH KAISA JAAL BIKHERA HAI?
MERI TOOTI HUI AAS KO WAAPAS BANDH DETE HO,
YEH KAISA AJEEB KHEL TUMNE KHELA HAI?
JAANTI HOON TUM MERE NASEEB MEIN NAHIN,
KYUNKI DEKHA THA JO KHWAAB, NA "TERA" HAI NA "MERA HAI".....!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ZINDAGI AUR KHWAAB by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi
***khwaab*** by tabassum shakeel in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Khwaab ki ahmiyat khwaab se hai by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khwaab hi khwaab rahaa hun buntey: by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: September 06, 2006, 02:10:35 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Harsmeet Sis,.,.

Kamaal Ka Likhte Ho App,..
Nice One,..
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #2 on: September 07, 2006, 09:35:34 AM »
Reply with quote
E kaash kahin aisa hota ki, do dil hote seene main
ek toot bhi jaata ishq mein, to taklif na hoti jeene mein !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 07, 2006, 03:39:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tabrez khan"
E kaash kahin aisa hota ki, do dil hote seene main
ek toot bhi jaata ishq mein, to taklif na hoti jeene mein !


Waah Bhai Bahoot Khoob Likha Hai,..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: September 19, 2006, 09:57:48 AM »
Reply with quote
Bahut achhe...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 20, 2006, 10:07:20 AM »
Reply with quote
Mohabbaton Mein Jeene Wale Khushnaseeb Hain,..
Mohabbaton Mein Marne Wale Bhi Ajeeb Hain,..
Azeem Hain Apni Dastaan Jaaneman,..
Faaslon Par Rehte Hain Lekin Kareeb Hain,..

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:45:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer